Greed Ma loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: qamar1986 پيغام ديکھيے
    G han dera m aapse ye pochnha chatha ho k forex ma sabs e ziyda greed se hi loss kyu hota ha or is ki sabse main waja kya ha ???
    app ne akk good saval kia he or me app ko is ka answer deta chalo ke pakistna forex foru per agher app pakistan forex forum ko akk amm sa businesws samaj ker app pakistna forex forum per greedy kerty he to app pakistna forex forum per lose hona parhy ga is liye app pakistna forex forum per dehan se ka mkery ...pakistan ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      gt bha g jnab,,bilkul theek kah hay app nay jnab,,trading sub hi k liye bets hay jnab,,is main jub bhi kaam karty hainn na jnab,,sshai hi karain to is main hi humara faida hay jnab
      • #78 Collapse

        definetly jb kisi cheez ki lalch ki jati hai to is main nuzsan b hota hai ager bunda apnain mind ko sahee tor per istamal keray to market say acha bla profit earn ker sakta hai.
        • #79 Collapse

          Dear, lalach buri bala hai hum lalach nhi karna chaye hum jab b ziada paise kamanae k chakar men ate hen to wo lalach kehlata hai or wo lalach humen loss ki taraf rahnumai karta hai. So humen lalach nhi karna chaye or apna ek target bnana chaye k daily is se ziada mene trading nhi karni chaye kuch b ho
           
          • #80 Collapse

            aap trading mein greed se kaam len gay to aap ko lose to ho ga, is liay aap jab bhi trading karen apny dil se greed ko nikal kar kaam karen ta k aap ko profit ho saky
            • #81 Collapse

              jee han forex men humen lalach nhi karna chaye kun k lalach buri bala hai jo k humen loss k taraf lay ja sakti hai humen ek target bnana chaye or os k mutabiq trade karni chaye or os se ziada trade nhi karni chaye chahe kuch b ho
               
              • #82 Collapse

                forex aik aisa business hai jis main agr aap apne aap ko kamyab banana chahty hai tou aap ko chahiye k pehly aap apne greed pe control rakhen Q k greed he humara sb sy bara dushman hain.
                • #83 Collapse

                  jab hum forex main trading kartay hain to hamari koshish hoti hai key hum yahan sey maximum profit earn karein. isi chakar main hum apni trades big profit key lalach main trades close nahi kartay aur kabhi kabhi big loss bhi kar letay hain.
                  • #84 Collapse

                    greed sy loss ho sakta he and forex say ap daily profit made kar saktay hay ager ap forex say learning nahi karo gay tu phir ap forex mein loss ho sakta hay isi liye tu mein ab is ko bahot time deta hon aur learning karta hon takay mera mustakbil bright ho aur ap forex say kisi limit kay begair earning kar saktay hay .
                    • #85 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha hmen is business me aksar bara loss greed ki wajah se hi hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah apni greed ko khtm kar k hi is business ko kareen kyun k greed is business me traders ki sb se bari dhusman haa
                      • #86 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me loss ki sb se bari wajah greed ha isi liye hmen agr is business me loss se bachna ha tu greed ko khtm karna chahye or greed ko khtm hm sbr se kar sakty hain isi liye sbr is business me bht zarori haa
                        • #87 Collapse

                          forex min hum loss hota ha or sth main profit b to hota hai lekin loss hona hamri grred ki waja say hain
                          • #88 Collapse

                            Yes greedy nean losses. I am see tge mang thread that write on the greedy. Every members are say that greedy is nota goid and we can ever success if we are greedy.
                            • #89 Collapse

                              Forex main greed se bachna chahye qk is se loss k chances barh jaty hn , gareed insan ho waqt krta hy jab usay profit hota hy to apna profit barhany k chakaron main loss ka bethta hy.gareed se nuqsan uthana parta hy.greed is curse.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear jesa k hamy pta hey, k greed wealth k saath he increase hoti hey, avr yahi waja hey k hum es pe kaboo nahi kr skty chon k wealth k lia he her koi greed krta hey, k may her wakt profit he kronga, avr her wakt profit mumken nahi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X