Greed Ma loss ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g bhai apne baat to theak he kahe hai per mai b same loss greeds ki he waja say hota hai per mai samjta hu humay is per control karna hoga then usi base per humay profit hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji mere bhi hume forex par jb zayda proift earn hota ha to hume chaye k hum zayda ki lalach na karn q k hume forex par lalach kreny sy loss hota ha or hume kuch bhi hasil ni hota ha is liye hume chyae k hum forex par proper hard work he karn
      • #33 Collapse

        ji dear greed is also a main reason of loss humein greed nahi karni chahiye agr hum greed karein gay to humein utna hi lossss hoga kiun ke lalach sab se buri bala hain humein agr profit earn karana hai to greed nahi karni chaiye
        • #34 Collapse

          This is fact ke greed aik bohat dangerous cheez ha Forex business main hume hmeshan hard work karna chahiye na ke greed, lalaach buri bala ha lalchi insan kabhi bhi apne maqasad main kamyab nahi hota aur nuksan uthata ha,hume hmeshan trading karte bohat careful rehna chahiye aur raton raat ameer banne ki khawaish nahi karni chaiye ye hamare liye preshani ka bais ban skti ha.:)
          • #35 Collapse

            off course 90% trader greed ki waja sa fail hoty hai wo over trade karty ahur zada greed karty hai high risk laty hia jis ki waja sa unay loss hota hai aur emotional ho jaty greed aus ki skills ko be kill karti hai
            • #36 Collapse

              Main apni winning trade ko kabhi bhi loose trade ya bad trade main convert naheen honay deta. Jasy hi maree trade profit main jatee hay main apan stop loss manually oopper moove karta hon aur usay loss level say ooper lga deta hoon. Mary khayal main greed hi sab say ziada nuqsaan kartee hay traders ka aur is say bachna chahiye.
               
              • #37 Collapse

                Forex trading main jab koi trader zaida ki laluch main aa kar big volume ki lot lagata hay wo apna capital ko watch nahi karta es liay greedy person big loss kata hay.
                 
                • #38 Collapse

                  greed insan ka dushman hay is sey kabhi bhi hamain faida nahi hota lalach main aa kay ham chahty hain ziyada sey ziyada posting karain aur aik he din main 50 sey ziyada post kar kay apna account ban kara bethtay hain aur jab trading hoti hay to jald bazi main market ko nahi samjhtay
                  • #39 Collapse

                    i think forex is a great opportunity for the business.it is very easy trading business but do not greedy, so people can trade here and make money from forex market.it is also very profitable business so every trader want to trade here and make profit from forex
                    • #40 Collapse

                      of course dear greed main apko loss hi loss nazar ayega kyun k lalach ka anjaam aisa hi hota hay apko greed se door rehna chahaiy tab ap easily iss main successful hunge.
                      • #41 Collapse

                        The best way to control your greed is to sit aside and think upon your efficiency till date. Just calculate the amount you have lost due to this bad habit "Greed". Now after you analyze then think upon a new concept. Try to earn just $5 per day, after a week you will have $35 and after a month you will have $140.
                        Now imagine what is the difference between $140 per month and Margin Call.
                         
                        • #42 Collapse

                          mmmm well i dont know what are you really talking about but the most important thing that will happend after greed is JUST LOSS nothing more..
                          • #43 Collapse

                            dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading start karte hain to ap ko chahye ke ap sab se pehle proper knwoeldge r experience hasil karian ta ke ap ko apni marzi ka profit mile r ap lalach na karain
                            • #44 Collapse

                              bhi jan ap ka sawal bohet he acha hey loss un ko hota hey jin logoo ny demo acount use naye kya hota hey as lya un ko loss hota hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                If you will do trading with greed then you will not be able to make good profit from this business.Do not do trading with greed. jo usy seedha loss ki tarhaf le jata hai forex mei kamyab honay k liye greed ko avoid karn zaruri hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X