Greed Ma loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed Ma loss ?
    G han dera m aapse ye pochnha chatha ho k forex ma sabs e ziyda greed se hi loss kyu hota ha or is ki sabse main waja kya ha ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han dear apko yahn par greed ne karna chaye hai apko yahj par is cheez me lazman ihteyaat karni chaye hai ye sab sy barha apka dushman hai
    • #3 Collapse

      You will face loss in greed because greed is very dangerous for us in this trading business.If you will do trading with greed then you will not be able to make good profit from this business.Do not do trading with greed.
      • #4 Collapse

        kyu k janab greed mei insan k andar lalach ajata hai aur woh jald bazi mei aisa ghalat faisla kar bethta hai jo usy seedha loss ki tarhaf le jata hai forex mei kamyab honay k liye greed ko avoid karn zaruri hai
        • #5 Collapse

          ji haan dear is hawalay say mai aapko yahi kehnaa chaho ge kay humay gree say is liye loss hota hai kay hum ziyaadaa profit kamanay ki chakkar mai greed lar daytay hain and jald bazi mai faislaa lay laytay hain tabhi hamay greed say hi loss hotaa hai or bhut loss hotaa hai/......................
          • #6 Collapse

            brother greed ki waja se humen is lie loss hota hai k hum jab profit lete hain to dill mein lalach peda hoti hai or lalach ki waja se loss ho jata hai... is lie humen greedy nai hona chahye....
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: qamar1986 پيغام ديکھيے
              G han dera m aapse ye pochnha chatha ho k forex ma sabs e ziyda greed se hi loss kyu hota ha or is ki sabse main waja kya ha ???
              bahi jan greed krna aik achi adat nahi hy or business main greed ni krna chaye business main step to step chalna chaye ta k hum acha profit hasil kry gareed sy hummy hr bar loss hta hy q k hum ziada profit earn krny k lie loss main chly jty hy or apna target bhool jty hy
              • #8 Collapse

                gee bilkul hum forex ma greed ke waja sa hee zada loss ma jata hain q k hum over work krna ke kpshis krta hain or in chahkroon ma hum mistakes zada krta hin or hum chahta hain k hum raton rat hee ameer ho jaen mugar lalach ka chakar ma hum loss kr jata hain
                • #9 Collapse

                  jab aap log trade start krty hain tab baar baar bataya jata hai k k lalch na kiya krain us sy loss bht ziyad hota hai
                  • #10 Collapse

                    Asal main hum greedy ho kar quick profit karna chahte hain forex main to is waja se loss ziyada hota hai. Market main sab se pehle acha analysis karne aur jab hum acha analysis kar lain to us kay baad hi koi trading karen ta keh successful ho sakin.
                    • #11 Collapse

                      han g bhai agar ap is main greedy ho kar kaam karian gay to mistakes hongi jis ki waja say apko loss ho sakta ahy apko chahye k ap is main greedy na hon or proper way main rules ko follow karty howe kaam karian is main
                      • #12 Collapse

                        bhai ge hamain chaye k hamain jitna bhe profit gain ho raha ho gain kar lana chaye kyu k is main market ka koi pata nai chalta k kab is ke movement up and down ho jaye,,,,is liye jitna bhe mill raha hoin us ko gain kar lain....
                        • #13 Collapse

                          is business main lalach se aap ko loss hota ha aur aap is business main bht buri tee fail hote han aur umeed hr jate han aur is business ko dobara join nhi krte aur loss krte han
                          • #14 Collapse

                            hello dear in my opinion if you will use greed my dear so you must face huge loss my dear so never use greed always avoid it if you will use greed so mean you will ultimately invite to your enemy my dear so learn trading proper way and do not use it..........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex forum bhut sy han but jo sub sy best forum han vho pakistani forum han jis men hamen experince hota han or knowledge bhe bhrat han keu ky pakistani forum men posting krny ka maza he koch alag han is le ya or hamen is forum pay posting krny ka maza at han is le ya ham pakistani forum pay posting krty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X