Greed Ma loss ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    han dear greed sy bht ziyda loss hota hai is ko bahut sy loog sabr sy kr rhy hain is ko kfi achi trah kr rajy hain ye aik acha business hai is ko bahut sy loog kr rhy hain ye aik real buines shai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      gee haan bhai greed to trading mein nhe krne hote he aur jo trader greed krte hein un ko trade se kabhe success nhe milte he aur woh apne ghlt fasilon ke waja se loss krte hein to apne trading mein greed na kia krein aur sahhi trading kia krein to acha profit ho jata he
      • #198 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mie apni greed ko control karna seekhen aur is mien ap kabhi bhi greedy nahi hon is mein agar ap greedy honge to ap zaroor kamiyab hosakte hian.
        • #199 Collapse

          dear yah bat to ham janty hai k k greed bury bala hai to hamain forex per to greed karny ki balkul zroorat nahe hai q k forex aik bohat risky cheeze hai or agr is main ham thory se mistake karty hai to hamain us se greet loss bear karna par skata hai . simply agr ap forex main regular earning karna chahty hai to kabi b apny risk limit ko cross na karin
          • #200 Collapse

            janab greed tou hamaray liye hae he curse .. agar hum kabhi bhi Forex trading k iss business main gredy ho k kaam karenge tou hum kabhi bhi iss business se achi eranings anhin kar saktay hain kynk jab hum lalach se kaam kartay hain tou mera khayal hae hum wo bhi loose kar jatay hain jo humne mehnat se kamaya hota hae..
            • #201 Collapse

              asal man greed aisi chiz hai ju trader ku nazar nae aati these are just feelings ju ap ku patri say ootar daiti hain but with the passage of time or with increasing experience trader greed pay kabu pa laita hai.
              • #202 Collapse

                Jab hum market main enter hotey hain to hamarey samney buhat ziada profit float kar raha hota hy. Is leye hum maximum profit key chakar main aa jatey hain aur aik din main dheron profit hasil krna chahtey hain, lekan is key leye hamari planning zero hoti hy, jis ki waja sey big loss ho jata hy.
                • #203 Collapse

                  G forex trading business greed ki waja se bhi hota hy aur greed ki waja se sab se ziada loss hota hy is ki sab se bari waja hy forex trading mein learning knewledge experience ka na hona aur new trader tukey se trading karty han aur lot size mein rakhty han aur loss ho kar wash ho jata hy aur agr learning knewledge experience acha ho ga tu greed se trading nhi karain gay aur market k mutabk trading kar profit earn kar saktay han
                  • #204 Collapse

                    main ey samjhta hon k greed ek aise cheez hai jo forex k ialwa ap kisi aur kam main bhe akro gay na to bhe ap kbhy kamyab ni ho sako gay kyun k forex demands patinece and riska ur agar ap greed karo gay to kuch ahsil ni hoga
                    • #205 Collapse

                      agar koi trader greed kary ga to us ko loss hi ho ga, traders ko greed nahi karni chaye agar kam b profit us ko hota hay to us ko wo profit accept karna chaye
                      • #206 Collapse

                        greed me or jaldbazi dono he me loss hai sirf aap loss se tab he bach saken ge jab aap lalach se kaam nahi karen ge jahan per bhi aap ne lalach kara usi per aap ko loss hona shuru ho jae ga bas mehnat se chalen market ko jab learn kar len ge usi ke baad aap ki earnings start ho saken gi or kamana aap shuru kar paen ge is me .
                        • #207 Collapse

                          je haan zyada loss ka sabab ap ka greedy hona hota hay expert traders achay traders sab ap ko yehi kahain gay kay greed se bachay tarikay se seekh kar kaa kro geedy mat banao kyu kay trading mei target aur discipline ki bohat zaroorat hay
                           
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE
                          • #208 Collapse

                            loss ki jo sab sy bri waja hy who ya hoti hy k ham ko lallach ho jati hy k ham ny bhot zeada rofit hasil krna hy to us taime ham ko phr loss hona shoro ho jata hy to ham ko is chez ssy bach k tradingh krni chaiay k ham ko kabhi bhi forex yrading my lalach nai krna chiya chahy ham ko kuch bhi ho pr lalach my trading kry gy to phr loss hi ham ko ho ga
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • #209 Collapse

                              Greed ki waja se sb se zyda loss is liye hota hai ke hum jald bazi main trade lga detey hain, aur merey khayal main sab se main reason yehi hai, well Greed ek aisa Emotion hai jis ko control krna kafi mushkil hai sab se expert traders b Greed ki waja se loss kr letey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                greed se is liye hota hai k greed to hai hi buri bala trading main traders apne capital k hisaab se lot size choose nahee karte balk bari lot se trade karte hain ziada profit k liye aor is hi tarah se profit target bhi ziada rakhte hain jab k apne capital and experience k lehaaz se profit target karna chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X