Greed Ma loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey forex working ko agerr aap hobby banayee geey tu aik time aisaa ayee gaa keey yee aap ko benefit deey gaa aur aap iss seey good out put leey raheey ho geey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yes dear brother lalach mean loss hota he ager hum lalach krean gey to hamean loss ho skta he ager hum Forex ko sikhe kar krean gey to hamean loss nhe ho ga dear brother hamean Forex ki lieay ak teacher ki zrorat hote ha hamean is liey jab hum trading krney lgey to hamera miend frish hona cheay or is mean kise qesam ka lalach nhe krne cheay ager hum lalach krean gey to hamena loss ho skta ha.
      • #153 Collapse

        you are right my dear agar ham is kam my lallach kary gy tu ham ko loss hi ho ga q k jab ham ko lallach hoti hy tu ham bghair kisi chez ko analysis kia hi trading kar dyty hy jis sy ham loss ko face karty hy
        • #154 Collapse

          bhai asal ma baat ya ha kay agar ap kisi kisam ki lalach kartay han tu ap us ma akr ghalat faisslay kaartay han or us faisalay ka nateeja buhat bura hota ha
          • #155 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me losss is business ka sb se main hisa ha isi liye hmen kabhi bhi is business me loss k waqt ghabrana nahi chahye hmeshah sbr se kam laina chahye loss k waqt or loss se experince hasil karna chaye
            • #156 Collapse

              dear yeh koi pochne wali baat to nahai hai zaher hai greed karo gay to loss to ho ga hi ho sakta hai starting main apko proif tho laken greed main loss hota hai yeh to confirm hai yeh gambling ban jata hai forex ko as a business karo
              • #157 Collapse

                forex mai loss ki bohat si waja hoti hai greed ki waja se hota hai lakin aghar ap ke pass forex ke bare mai proper knowldge na ho to bi ap forex par trading nahi kar sakte kun ke yaha par ap ke pass proper knowledge ka hona zarori hai .......
                • #158 Collapse

                  aslam o aliku mg han meray bhai forex mai hum taqriban loss jo kete hen wo hum agar humen greed ajar tou hum usi ki wajha sai lossk er daite hen
                   
                  • #159 Collapse

                    Dear, jab hum aik br profit earn kr lety hen to hum nxt dbl earn krny k ly greed krty hn aur is chkr men hum apna target bhool kr bina sochy smjhy trading krty jis sy loss hota hy
                    • #160 Collapse

                      ji han yeh to sahi or sachi baat he hai ke greed me loss he siwa kuch bhi nhi hai jis bande ke andar greed ho gi woh kabhi bhi is me kamyab nhi ho sake ga is lye greed se jitna mumkin ho sake aap door reh kar trading karen takey loss na ho ap ko .
                      • #161 Collapse

                        greed ki waja sy insan begar sochy samjy trade lagata ha. aur zyada kamany ki greed ma bari bari trade lagata ha is ma nuksan hota jata ha. forex trading ma trade soch samaj kar aur halat ko dakh kar lagani chahaye.
                        • #162 Collapse

                          forex trading mein jb koi bohat zyada profit earn krny k lalach mein zarurat se zyada tarde open kr deta ha to usko loss hi hota ha. greed bohat buri cheez ha, trading krty wqt hamesha is se bachny ki koshish krni chahiye.
                          • #163 Collapse

                            Greedy is the enemy of the Forex trading and greed always give lose to the traders.I know that all man has some levels of greed in him because our human wants are numerous and this he took a wrong decision and make loss.we can control it we an manage our business.
                            • #164 Collapse

                              Jii hn bhai jan apka sawal bikul thk hai k greed main hii loss hota hai kyuu k jb insan success or acha earn kr leta hai tooh uskoo khud baa khud greed kii adat hotii jatii hai jis kii waja sy wooh kbhi success ni kr sakta ..........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                dear greedy nature wale es business mai loss he loss karte hain on ko chahiye k forex ko smjh k aur daikh k akrain ta k ap ko aur on ko acha faida ho aur ap b es business ko ache se faida k sath kar skao aur enjoy b kar skao...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X