kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    yes bro yeh aap ki baat bhat haad tak theek hai kyun keh ager aap new trader hai aur aap ko thora bhat experience hai forex ka tu aap short term ki trading ker k profit earn ker saktay hain aur loss say save rahay saktay hain kyun keh is mein aap ka he benifits hian.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      jab ham apna target zyada rakhty hain to hamain lalachbhi zyada hoti hai jis se hamain loss ka danger zyada ho jata hai is ley profit kam rakhny se hamain loss bhi kam hota hai or ham sae rehty hain.
       
      • #1188 Collapse

        jee han agar hum chahe to hum yaha pay apnay targt ko kum kar k loss say bach sakty hain aur apna kam kar sakty hain jis say hum ko he faida ho ga beshak hum ko profit thora kum ho ga.
        • #1189 Collapse

          g bhai jan ye buhat acha tareeqa hai loss se bachne ka ... ager traderapne lye aik target chose kare aur per us target ko achieve karne ke lye hard work karta hai to wo kamyab hota hai
          • #1190 Collapse

            Jee haan bhai ap nay theak kaha ha jo log forex main new hain unhy apna target low rakhna chaheyh or agr unhy loss ho raha ho toh trade close kr dain.
            Forex strategies for beginner click here .... :)
            • #1191 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
              kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
              ji han agar ap appny target ko kam rakhen or take profit ko kam rakhen to ap apny account ko loss sy bacha skaty hain or jab ap stop lsos use karty hain to apka account margin call sy bach sakta hy
              • #1192 Collapse

                goal is most important to start any work.agr ap ko target hi nai pata ka ap na krna kia ha to definitly loss to ho ga.pahla hmain apna goal set krna chaia hs ka bahd full tawajo ka sath hs goal pa kam krna chaia hs sa loss ka chances boht km hota ha.
                • #1193 Collapse

                  haan aap aisa kar sakte ho but jtna kam loss ka aap socho ge itna hi kam aap ko profit bhi milege and thn aap bht nae earn kar sakay ge
                  • #1194 Collapse

                    Trading min target ko kum rakhin ya zida rakhin mera khial hai is say koi masla nahi .Aslam cheez yeh hai jis say hum apnay aap ko loss say bcha sakty hain woh hai kay hum nay trade kis waqat lagni hai aur kitnay profit par close kar dena hai is say aap loss say bachsakty hain .
                    • #1195 Collapse

                      ji han bilkul ham agar aisa akren to khud ko kafi ahd tak save karsakte hen
                      kyun ke is business men jos ab se amin cheezen aur main parts hen woh hen hi yehi ke ham planning aur management kis tarah se karte hen jitni achi planning hogi utna zayada hamain faida hota chala jaye ga
                      • #1196 Collapse

                        apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni chahye or taget low rakhna chahye forex ak aisa business ha log zada kamane k chakr ma apne pehle se earn kia hoa bhi kho dyte ha bs isi lie woh loss uthathe ha insan ko jtna kama ly earn kr ly thora ha
                        • #1197 Collapse

                          jee bilkul sahi ap zrur aisa kr skty hain agar ap apna traget set kr k trading krty hai limited take profit limit lga kr aur limited stop loss lga kr trade krty hian to yaqeenan ap loss ko bhi control kr skty han.
                          • #1198 Collapse

                            ap target kam rhekn tu tab bhe agar ap ke strategy tehk nhn ho ge tu ap khud ko loss sa nhn bacha sakty, loss sa bachny ka ly apna target ziada rhekn us sa ya ho ga k kuch trade loss kren gy kuch proift, tu target ap ka ya ho k average mein ap ko profit ay agar hum is busienss me greed na kary to hum acha earn kar sakty han.
                            • #1199 Collapse

                              mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader aysa karty hain or baz aysa nahi karty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                agar app apne target ko kam dey gan tu app k leya mere hesab say loss bhe kam ho jay ga keyo ka ap apne target hsel ker ka apne trade close ker dy gan.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X