kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ji brother aap ny bilkul theek kaha hy keh ha keh ham apna target ko kam rakh kar loss sy bach sakty hain ku ky ziada target karen gy ziada loss hony ka khtra bhi hota hy is ziada lalach naien karni chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      G han hum apna loss kam kr sakte hn kun k hamere aims or targets buhat ziada hote hn is ki waja se hum lalach me aa jate hn aur barhi amount laga kr apne loss kr date hn.
       
      • #438 Collapse

        jaisa kay sub ko inform hay kay business may loss or profit dono ka amaldakhl hota hay kam investment say ap kam profit or kam loss kar saktay han
        • #439 Collapse

          han g agr hm apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni c
          • #440 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
            kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
            Jee han bilkul mere khyal say hum apny target ko agar minimum kar den tu iss tarah hum loss say bach sakty hain aur risk bhi bhi kam ho jaye ga loss ka aur aik baat mere kyal say mind main rakhni chahiye kay lower risk tu lower profit and loss and vice versa.
            • #441 Collapse

              G han yeh gurantee hay keh jab ap high risk trading mein lety hain tu ap ko loss bhi high face kerna parta hay aur jab ap trading mein low risk lety hain tu bary loss se bach jaty hain low risk better hay
              • #442 Collapse

                han bilkul hum forex main jitni kam lalach kartey hain aur apney profit ka target jitna kam rakhtey hain hum is main utna hi jaldi achi trha se successful ho saktey hain aur los sey bhi bach saktey hain.
                   
                • #443 Collapse

                  g ha agar ham apny target ko kam rakhen gay to hamain loss b kam hoga or profit bhe kam,old traders apny experience ko daikhty hoay jtna chahen apna targat barha sakty hain
                   
                  • #444 Collapse

                    jo log zyada trading ker k zyada profit kamany ki try erty hain un ko zyada loss hi hota hai is ley forex men hamain zyada profit ki lalach nahi kerni chahye or jo bhi profit milta ho accept kerna chahye jis se ham safe rehty hain.
                       
                    • #445 Collapse

                      gi han bilkul ap aisa bilkul karsakte hain kay apne target ko kam se kam rakh kar aap apne aap ko loss main jaane se bacha sakte hain aur yahi apkay liye best way hai bachne ka
                      • #446 Collapse

                        g bilkul bohat acha question kiya ap nay hum kum target se kum trade laga kar loss se bhe bach saktayhain aur earn bhe kar saktayhain mere sister trading karte hai woh kum trade lgate hain aur din mei 5 to 8$ bana lete hain aur ise mei he faida hai ager hum smjhen to .
                        • #447 Collapse

                          g han ager aap target kam rakhain gay to aap ko loss ka bhi khatra kam hota hai. ager aap zyada invest karean gay to aap ko ager loss howa to wo bhi zyada ho ga es lie jita aap bardashat kar sako utna hain invest kiya karo or utna hai target set kiya karo.
                          Azadar Morai
                          • #448 Collapse

                            By reducing the take profit point option there will reduce the chances of the loss because when we take the profit at the low pips them there will not any chance to go trade into the loss
                            • #449 Collapse

                              That is the truth it is very good for you to take your time at all times to make good analysis about the system so that you will be able to have good target in your trading from one level to the other at any given time
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                                kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han

                                Acha Trader hamesha profit Ka target set kar k trading Karta hai,ye Trader par Depend Karta hai K wo Short Term trading KArta hai tou Daily ya hoursly basis ka Target Profit Apnay Mind Main Set Kar ly or jaisay he wo hasil ho jaye lalach karnay Ki bajaye Agalay Sahi waqt Ka intezaar karay..Target of profit bhi Aap k Analysis par Depend karta hai k Aap nay market Ko kis Tarah Say Analysis kiyaa hai... is K liyee kafi mehnat Karni parti hai..Time Denaa partaa hai... Tab Kaheen ja k Aap Apnaa profit Set karnay or us Target Ko Achive Karnay Main kamyaab hotay hain
                                 
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X