kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    G han g friend mere mana yeh hai k humain apny target ki achievement k lye hamesha proper planning karni chahye humian yeh nahi dekhna chahye k hum apny balance sy ziada heavy trades laga len or loss ko face karen humain planning sy chalna chhaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      understood si baat hy ke agar hum apna target kam rkhenge to hum loss se bach jaenge itherwise agar hum apna target zyada rakhenge to humain loss bhi zyada hoga isliay main to kam target ko hi prefer krta hun isse apki umedain kam nahi hngi
      • #1158 Collapse

        ji haa bill kull target kemm rakh kerr aap loss seey bach sakteey hai forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa aur aap achhi earning leey sakeey geey
           
        • #1159 Collapse

          jih jo bi kam karo us may munafa zaroor dakho na k bas kam kartay jao jab hum koe kam karta h tu us ka fiyeda hum ko hi hota h is liy hum ak traget rakh kar kam kar saktay h jis say
          • #1160 Collapse

            yes of-course jitna ap kam target rakhen ge utna ap loss se bach jaen ge is ka target min 2% hota he or ap profit me rahen ge loss me nai jaen ge
            • #1161 Collapse

              yeh aap ki trading skill pay depend karta hai ky aap is kaam main kitnay mahir hain or aap ko kitni ziada kamai karni hai ya lose karna hai so is kaam main bhi achay sya target set karain to acha hai.
              • #1162 Collapse

                g han bilkul app target ko kamm rakh kay loss say bach sakty hai is kay liye app ko leaning karna hogi or expert trader say guide lana hoga...........
                • #1163 Collapse

                  mra kheal ma hma traget kam ho ya zyda hm is sa loss sa nai bach skta han ya zaror ho skt han ka hma agr loss ho ja hmra traget kam ho to loss kam ho skt ha ku ka hama na i pta chlta ha market hmri souch sa kai dfa bht zyda opr ya necha chli jti ha jis sa hma loss ya profit ho skta ha
                  • #1164 Collapse

                    my dear brother Zia mai aap ko ye kahonga keh jo marzi trading mai karo likin lalich nahi karne mai 2 dafa lilich ki waja se loss k samna kar chuka ho aap target ko kam rakhe tu aap ko profit acha milaiga warna loss ho ga.
                    • #1165 Collapse

                      jee han bilkul target kam kar ke ap loss se bach sakte hien ap ko kafi fyda ho sakta hy
                      ap target agar kam rakhein gy to ap ko koi pareshani nhi ho gi
                       
                      • #1166 Collapse

                        g hum bilkul aesa kr skte hain zeyada ki lalach mein nahi ana chahiye loss ho jata hai chahe thora thora earn kr krain lekin loss na krain is ke liye jitna ho sake knowledge gain krain aur experience hasil krain
                        • #1167 Collapse

                          hmmmmm bikul dost hum kaam tardet se loss se bach saktey hai q k jab humara target kaam ho ga to phr humaro concetreat sirf posting par h hu g or hum is tarha better work kar saky gy.
                             
                          • #1168 Collapse

                            ji bilkul sahe bat hai yaha per k ager ap kum target mai kam karo tu loss say bach saktai ho zada per yaha per yah be hai ager ap kum tarhet say kam karo gai tu profit be ap ka kum hoga yah cheaz dekhnio pharay ge yah zaroore cheaz hai yaha per ......
                            • #1169 Collapse

                              loss se bachnay ka aik yehi tareeqa hai kay ham trading main apna target kam rakhain. agar ham risk le kar ziaada target rakhain gay to loss kay bhut chances hain lakin acha trader hamesha kam target rakhta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                g bhai agar hm apna target kam rakhenge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni chahiye aur target low rakhna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X