Dollar Strong or Week

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    dollar ka weak ya strong hona bhot sa asar dalta na sirf usi mulk per jis ki curruncy hoti hy balk jis mulk k sath trading wabusta hoti un k ooper bhi bhot asar partha hy.jahan tak aam admi ki bat hy us ko agr dioolar ki value kam hoti hy to bhi faida hota aor agr zyada ho to saf zhr hy usko preshani to zroor hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bhai 1 baat yad rakhna us ki economy pehle se bohat hozyada week ho gae hn lekin jab jab us ki govemrmnt change hoti hn to vo apni economu strog dekh akr jata hn to vese strong hn but lon gterm week :)
      • #138 Collapse

        Dollar k rates Ziada hone se humare mulk ki currency down hojati Hy jus ki waja se mehndi hojati Hy market k rates barh jaty hn Pakistan ki ghareeb awam k liy dollers mehnga hona bilkul acha nhi Hy forex ka taluk bilkul market se hy
        • #139 Collapse

          Salam dear friend apny bahot acha sawal kia hai dollars ka talok balkul forex say hai jub dollar ki kamat mein azafa hota hai tu is ka sat mulk mein chizoo ki kamtoo mein azafa hota likan jub apko Koi chize 20$ kamelta tu wahi chize apko 22 $ka mely ga itna zayda fark par jata hai
          • #140 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
            My dear friends mai aap sy pochna chahta ho . dollar ka strong or week ho na kya iss ka relation forex sy hota hai . dollar ka strong hony sy aik gareeb admi pr kya aser parta hai .kya mulk ki mehangai mai forex ka role hi role hota hai .
            assalamu alaikum bhai aapne bahut acchi thread post Ki Hai Mere Khayal Se dollar case song ya weak hone se Pakistan mein bhi Kafi farak padta hai aur Forex trading ke Business mein bhi bahut jyada farak padta hai kyun ke jaise Hai dollars strong Hoga Mere analysis ke mutabik gold Sasta hoga ISI Tarah Jaise dollar thik Hoga God strong hoga
            • #141 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
              My dear friends mai aap sy pochna chahta ho . dollar ka strong or week ho na kya iss ka relation forex sy hota hai . dollar ka strong hony sy aik gareeb admi pr kya aser parta hai .kya mulk ki mehangai mai forex ka role hi role hota hai .
              Dear dollar poori dunia ke economies par asar rakhta hay. Agar dollar weak hota hay to takreeban har mulk ke currency ke value zayda hoti hay aur agar follar strong ho to har mulk ke currency weak hoti ha aur mehngaai bhar jaati hay.
              • #142 Collapse

                dollar to waqt k sath sath strong hi huta jarahay bht kum waqt main dollar bht up position py puhunch gaya hay agar dollar strong huta hay to tamam countries ki currency weak hujati hay aur mehngai bht barh jati hay dollare k rate filhal bht high hain agay daiokhain dollar strong hota hay mazeed ya weak
                • #143 Collapse

                  ji dollar to strong hi hay liken last year main dollar k rates bht high huay hain jis sy muk main mahangai main b izafa hua hay filhal dollar thora down huta nazar ara hy liken bht hi thora koi khas zada down nahin hoa hay dollar ki postion filhal tak strong hi hay
                  • #144 Collapse

                    ager ap janana chahtay hain kay dollar takatwar hai ya kamzor hai tu ap dollar likh kar google par search karain dollar say related sari news ap ko malom ho jayen gey jo saf batati hainkay dollar strong hai ya weak.
                    • #145 Collapse

                      Dollar iss waqt hmary country mn strong hai kunk hmry country ki currency low hai lekin hmari goverment ab mashiyet ko behtr kry gi jis se stock exchange ka rate brhy ga or dollar girta jay ga or ham qarzoon se chutkara hassil kren gy INSHALLAH
                      • #146 Collapse

                        Asslam o alikum..!
                        Dollar ka week hona ya strong hona forex k lehaz se ye tu mjy tb he pta chlay ga jb mjy forex ki trf se payment ayegi, isky ilawa agr forex se bahir nikal k bt kry tu now a days dollar kafi high ha, jis ki waja se agr dollar ayga tu hmry liye strong ha or agr hm se utny pesy jaygy dollar k rate k mutabiq tu dollar hmry liye week ha jo k gareeb awam py aik bht gehra asar prta ha jis ki waja se aksar wo kisi na kisi bemari m ajata ha ya tang a kr marjata ha
                        • #147 Collapse

                          dollar ko trade krnay k liye forex market main aap ko daikhna ho ga k aap dollar kis pair main trade kr rahay ho to major forex currency pairs main to dollar bohat weak ja raha hai aur hmaray ham pkr k muqablay main dollar bohat zyada strong hai laikin dusray gbp/usd eur/usd usd/jpy wghair main dollar loss main ja raha hai.
                          www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                          :1f609: and get free signals 90% accuracy
                          Add me on skype furqan.ramey
                          • #148 Collapse

                            Re: Dollar Strong or Week

                            Ap dollar ki weakness ya strong position daikhna chahty ho tu ap ko cheye k ap es ki daily ki news se update rahain ap ki yeh daily anay wali news he aisi news hain jo Ap ko bata sakti hai k dollar ki position kaisi rahy gi.
                            • #149 Collapse

                              Re: Dollar Strong or Week

                              G ha friends ma ap sa pusna chahta hu ka dollar ka strong or week hona ya or is ka am admi ki zindagi par kaya asar hota ha ak gareeb mulk ma dollar ki kaya ahmiyat ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Re: Dollar Strong or Week

                                Last today's dollar is very weak and again week next week maybe dollar ke weak hone ke chance hai aur bahut jyada week jayega kyunki is par bahut jyada impact hai aur yah bahut upar ja chuka hai dollar niche Jane se gold keytrade bahut upar chali jayegi be careful hokar trading Karen kyunki market mein high volatility rahti hai stop loss zarur laga kar rakhen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X