Dollar Strong or Week

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar Strong or Week
    My dear friends mai aap sy pochna chahta ho . dollar ka strong or week ho na kya iss ka relation forex sy hota hai . dollar ka strong hony sy aik gareeb admi pr kya aser parta hai .kya mulk ki mehangai mai forex ka role hi role hota hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han ji yeh toh hai dollar ka relation market se hota hai per yeh mulk ki economy pr b asar dhaal ta hai jese dollar ka rate barhta hai aur hamari currency devaluate hoti hai toh inflation rate bhi increase hota hai aur jab inflation rate increase hota hai toh gurbat b increase hoti hai aur jab gurbat increase toh crime rate b increase aur jab.... so on
    • #3 Collapse

      doller market se hota hai per yeh mulk ki economy pr b asar dhaal ta hai jese dollar ka rate manhgha hony say direct market say hota he or ess say bilkul ghreeb admi mutaser hota he.
       
      • #4 Collapse

        dollar ka relation forex say hota ha. agr market ma dollar ke value zaida ho jay to mulki maesheyat ko b nuksan hota ha,, or is to gareeb admni ko b nuksan hota ha ,, q k dollar jab market ma zaida ho ga to har cheez k rate ma izafa ho jay ga
        • #5 Collapse

          han ji main ne aj tak yahi dekha hai ke jab dollar ki koi news ati hai tu kafi sare pairs main movement bht tez hoti hai aur os din kafi sare traders ke account wash hote hain aur kafi sare trader normal earning se kahin zayda earning karte hain kyoun ke dollar sabhi pair ke saath hota hai
          • #6 Collapse

            is wakt dollar bhot he zyada strong ho chuka hai aur hum dekh sakty hain graph me k market kitni nechay a chuki hai is say zahir hota hai k market me dollar is wakt strong hai.
            • #7 Collapse

              G han Dollar ka strong aur weak Forex say hi hoota ha, aur is say faida ye nuqsan yeh hota ha, k is k against hamari country ki value strong ya weak hotai ha, import , export main b haimin chaeiz ka rates mehgy ya sakty milty hain , jis say agr aam admi kuch purchase karta ha to usi country k lehaz say hi hamin pay b karna parta ha...
              • #8 Collapse

                Us dollar is waqt strong ho raha hai din ba din pata nahi aur kitna upar jaye ga.iske bar aks Euro aur Gbp dono down ja rahe hain.iska matlab jo currencies dollar k against chal rahi hain un mein sell aur dollar ko buy karna chahiye.aur bohat se traders already aisa kar rahe hain aur kafi profit kama rahe hain.
                 
                • #9 Collapse

                  trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
                  • #10 Collapse

                    Last time jab main ne yahan pe post kiya to zyada tar members Us dollar ki consolidation ka zikar rahe the lekin kal rat se main ne ye note kiya hai k ab dollar aahista se down trend ki taraf chal parha hai jab ke jo currencies iske sath paired thi wo up jana shuru ho gai hain.apka kya khyal hai dollar ab wakai mein reverse chalna shuru ho gya hai k nahi? plz reply zaroor karen.
                     
                    • #11 Collapse

                      dollar ka strong hona or is main iska week hony say matlab ahy k trading main ap ki trade ki waja say apki market main dollar ki value kam ho gae hay or is ka taluq apki trading or forex say bhi hota ahy or market ktrend par bhi depend karta hay ye
                      • #12 Collapse

                        haan yar agar dollar ka rate increase hoga to is se sirf forex traders ko faida hoga aur ghareeb logon ko boht nuqsan hoga aur dusra ye kay mulk ki economy bhi weak hojaegi is increase se forex workes k elawa kisi ko faida ni hoga
                        • #13 Collapse

                          dear btother doller k km ya ziada hony sy forex pr asr prta Q k hm sb forex pr doller k zriay kmaty hn is hmn nksan hta km hny pr or isi trh ik ghareeb admi ki maushat pr bhe asr prta doller ki keemat brhny sy mehngai main izafa hota or hr ik cheez ki price brh jaty hy
                          • #14 Collapse

                            mery khyal mai dollar is wat internatilaly bahut oper chla gya hhai ab is ko nechy ana chaye or ye aye ga be is liye ke america ki halat kuch achy nahe hai ab lagta hai ke nechy a jaye ga
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dollar ka strong ya week hona es ka relation market sai relate krta hai per country ki ecomiy lehaz sai es ki value bharny sai aam insan ko benifit hota hai or ager rate girta hai to loss bhi face karna parta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X