Dollar Strong or Week

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Re: Dollar Strong or Week

    Agar Ham 2021 Ki Baat Karen $2 Ke Bhi khone ke bahut jyada chances hai aur mera Yahi Khyal Hai Ke 2021 Mein dollar apne aap ko Masjid strong Nahin Rakh payega aur yah week ho jaega Donald Trump Jaise Bhi president the lekin vah bahut acchi Tarah Se American policies bane the aur Unki policies ki vajah se dollar bahut Jara strong hua tha Donald Trump ke jaane ke bad Joe Biden ko bahut Sare challenges ka Samna hai aur Ninja challenge Se nipatne Ke dauran dollar ke bich hone ke chances bahut jyada hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Re: Dollar Strong or Week

      Dollar tamam pair main bahut he ahim ha islye to isy badshah kaha jata ha forex trading main kun ka sari trade hoti e dollar main ha ab ye week ho ya pher strong to is ki waja sa market main bahut movement ati ha or ye kabhe week or kabhe strong hota rehta ha hamen is par nazar rakhna hoti ha jasy gold ki bat karo dollar agar strong ho to ue down ata ha or agar dollar week ho jaye to ye up jata ha
      • #168 Collapse

        Re: Dollar Strong or Week

        As'salam u Alaikum umeed krta hu forum k tamam members khariyat se hongy haan bhai dollar keffect market p prta ha or hamare mulk ki economy p bh prta hain kyn k dollar k rate k mn ups and down se aane se hmare mulk k qarzo p bh asar prta hai or pkr ki value mn kmi hoti ha to automatically mehngsi increase hoti ha jis society k har insan ki life p farq part ha phr chahiye wo ameer hu ya ghareeb thanks
        • #169 Collapse

          Re: Dollar Strong or Week

          Hai doston umeed hai ap sub kheryat se hun gay. Yahan per dollar k hawalay se pocha gaya hai me
          Ecactly to ni bta sakta k dollar is haftay kaisa rahay ga lekin base on current political situation in
          America mujhe dollar k thora sa fall honay ka khadsa hai. Ex President trump ne abhybtak office ni chora
          Aor unko office se nikalnay k liye kal dosri dafa upper house ne moakhzay ki qarardad manzor ki hai.
          Iska matoab hai ab donald trump ko office se nikalnay ki zimadar fauj ki hai. Aisi halat me trump k supporter
          Ki janab se protest kiye janay ka kahdshah hai . Jo chotay motay riots me bhy badal saktay hain aisay halat me
          Dollar apni position thori si weak kr sakta hai to ap is haftay trading krtay waqt zara ahtyat se kam lijiye ga.
          Thanks
          • #170 Collapse

            Re: Dollar Strong or Week

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300
            Dollar is the king of forex market is liye dollar ke strong ya weak hony se forex market pe boht asar parta he isi se forex markets up and down hoti rehti hain is me kbi kbi investors ke lakho rupe b dhoob jate hain or kuch logo ko boht zeyada profit bhi hota he.
            Dear ap kay pair jo dollar kay sath chalty hain tu ap ko yeh pehlay pata lagana hota hai kay anay waly time mai dollar strong ho ga ya weak ho ga phir ap us ki base pay us ki trade kar skaty hian lekin ap just judgement pay trade karain gy tu ap ko bad mai loss ho skata hai. es leye koshish karian jab ap trade karain tu ap apny pair kay analysis kar lain phir ap us mai trade karain gy tu ap ko pata chaly ga kay kaisy trade karni hai .
               
            • #171 Collapse

              Re: Dollar Strong or Week

              Hello guys G han bilkul Forex main market Dollar ke upar hoti hai hamain dekhna chahie k doller strong ha ya weak iske bare mein information hone chahie FIR Ham sirf trading karenge hamen regular is per work karna chahie aur jitni jyada ho sake is per mehnat karne chahie agar aapki is perjyada practice hogi to is mein success hm ge experience Hasil Karen hardworking Karen trading sikhane ke liye hamen damo account banana chahie use per jyada se jyada mehnat Karen Karen aur per real trade Karen aur accha profit hasil Karen
              • #172 Collapse

                Re: Dollar Strong or Week

                Assalam o alikum
                Forex market mein dollars ka utar charao bhot asar andaz hota ha khas kar wo pairs jo usd k sath attached hein Un mein se Chand aik jesy eurusd pair phir gbpusd pair phir usdjpy usd an pair esi tarha aususd pair nzdusd pair XAUUSD pair XAGUSD en tamam k sath usd news bhot zeyda effects karti ha
                • #173 Collapse

                  Re: Dollar Strong or Week

                  Dollar ik position mai nahi rehta hai kabi woh strong hai or kabi woh weak hota hai. woh ap kay analysis karain gy fundamental high impact news kay analysis karain gy tu ap ko pata chaly ga kay trend down ya bullish jaye ga yeh ap ko market kay analysis karny se aye ga or koshish karain jab tak ap yeh nhi kar laity haiin tu ap ko nahi samaj aye gi kay kaisy trade karni hai or kaisy ap ny apny account ko manage karna hai. or kaisy ap loss se bach sakty hain.
                   
                  • #174 Collapse

                    Re: Dollar Strong or Week

                    Dollars from your weekly market per impact Alta hai agar dollars strong Ho To Ham market ko dekh sakte hain ke Agar dollars from hai to Sari currency niche Chali Jaati Hai aur Agar dollars from Mein Hai To Ham Ek Kam Nahin kar sakte kam ki quality bhi kharab hoti hai
                    • #175 Collapse

                      Re: Dollar Strong or Week

                      Aslam o alekum dosto almi mandi main dollar ki qadar ko apny mulk ki currency ky ley agr weak kna hy to apny uper loans ko kam Karen .aur sath hi apny mulki wsail ko almi mandi main pesh kr ky un ki value ko brahain jes sy hmara product zeada bky ga .tab hum apni currency value ko brah skty hain .agr dollar mazeed strong hota hy to humary mulk mazeed karzon tly dab jata hy jes sy mulk main ghurbat aur berozgari barh jati hy .
                      • #176 Collapse

                        Re: Dollar Strong or Week

                        Jasa k ab doller almost internatiol currency ban gai he is liey is ka strong ye weak hona kisi b dosri currency pe direct aser andaz ho sakta he. Pakistan ik poor country hony ki waja say zayada mutasar ho sakta he. Doller ki qeemat barnay say mulki qurzay khud bakhud ber jatay hain. Petrol ur gas ki prices b bar jati hain. Her chez mehngi ho jati he. Pakistani imports bhot zayada hain. Ither countries say goods imports karny k liey b dollers main payment karni hoti he. Jis say goods bhot costly ho jati hain. Rupee ki value down ho jati he. Strong doller pakistan main forex trading pe b aser andaz hota he
                        • #177 Collapse

                          Re: Dollar Strong or Week

                          assalam walekum fourex members ji han doston dollar cal relation market se hota hai maulik ki economic par asar andaaz bhi hota hai dollar jaisa ke dollar ka rate badhta hai aur hamari currency evaluate hoti hai jab infection rate increase hota hai hai to fir baat bhi increase hoti hai aur jab group increase hoti hai to crime rate increase hota hai
                           
                          • #178 Collapse

                            Re: Dollar Strong or Week

                            assalamu alaikum my dear friend ummid hai aap khairiyat se honge 2018 tak dollar ka rate 110 tha 2019 se lekar 2020 tak aap dollar hi rate per chala gaya hai jiski vajah se mangi bahut ho gai hai isase karobaar board down ho gaya hai aur Sona bahut hai rate per chala gaya hai
                             
                            • #179 Collapse

                              Re: Dollar Strong or Week

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghufran پيغام ديکھيے
                              assalamu alaikum my dear friend ummid hai aap khairiyat se honge 2018 tak dollar ka rate 110 tha 2019 se lekar 2020 tak aap dollar hi rate per chala gaya hai jiski vajah se mangi bahut ho gai hai isase karobaar board down ho gaya hai aur Sona bahut hai rate per chala gaya hai
                              Dear Stock market ho Ya Forex ki market ho koi be major currencies or baqi currencies humesha ik jaisi nahi rehti hai. currencies kabi strong hoti hai kabi weak. so ap ko har din kay hisab se analysis karna cheye us pay focus karna cheye or phir us hisab se trade karna cheye. es se ap ko yeh hota hai kay phir ap ki currencies ko jab ap samaj jaty hian. esleye koshish karian kay daily base pay analysis kar kay result nikal kay phir trade karian.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Re: Dollar Strong or Week

                                Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh kya hal hai bhai jaan theek ho Main ummid Karta Hun ki aap sab log khairiyat se Honge yah Baat aapane bilkul sahi kahi hai ki is bar dollar week Hua Hai Pakistan ke currency Ne is bar increase Kiya Hai Hamara rupaiya is bar Badha hai aur dollar is bar kamjor Hua Hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X