Dollar Strong or Week

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Agr kisi ny euros mai investment krni ho tou us pr net profit dollar sy xada ho ga?? Or ye b btaen plzzz k kitny euros ki investment kr skty hain...minimum investment ?
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      dollar strong hoga to forex main aapko ziya faida per iske saath nuqsaan bhi usi ratio ka hoga rahi baat ghareeb aadmi ki to ghareeb ki income mehengai ke sath barh jati hai but forex profit and loss ratio is relay on dollar
      • #108 Collapse

        G bhai bilkul relation hai or kafi strong relation hai.Forex market mai every day hr currency pr impact prta hai or jesay,jesay investors kisi b currency mai investment krtay hai usi hisab say currency ya phir commodity move krti hai or trader isi movement mai say profit or loss earn krta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #109 Collapse

          Dear friend aap ne aik achi baat ki hai aap ne kaha hai k Dollar Strong or Week to mai is baray main itna kahoonga k doller aaj kal bohot strong hogaya hai aur doller ki value bhi barh gayi hai
          • #110 Collapse

            bhai jan dollar k strong or week hne sy gareeb py kya asar prta hy iska tu mjhe nahe pta, pr ye hy k dollar k strong hne sy gold ka reate zror km hota hy :)
            Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
            :) MR. TRADER :)
            • #111 Collapse

              Dollar kay strong aur week honey sey market aur gareeb admee par bohat effect hota hay ager tu dollar strong ho jai tu dosrey mulk jaisey Pakistan ki currency kamzoor hojati hay ise tarah jo cheez phelay jo 100 ki milti tahi wo 105 ki milti hay dollar kay kamzoor aur strong honey ka talaq Country ki economic se hota hay.
              • #112 Collapse

                ap ka sawal buhat accha he k dollar ka strong or week ho na ess ka relation forex trading say bilkul hota hy or dollar ky manhgha hony say direct market say hota he or ess say bilkul ghreeb admi mutaser hota he.:(
                 
                • #113 Collapse

                  hamare mulk pe to dollar k kam ya ziada hone se zaroor farq parta hai dollar high hota hai to mehngaai bhi high ho jaati hai
                  • #114 Collapse

                    aslaam alykum dosto mara sawal seniores say kay dollar ki price main up down honay kay liay humain time ka wait kerna parta ha ya koi khaas qissam ki CURRENCY TEXT CHAIAY HOTI HAN?
                    • #115 Collapse

                      Han g iska effect hota hai apki trading and Foriegn dealing dollars mein he hoti hai.
                      • #116 Collapse

                        Bhai dollar international currency hey jis k strong ya week honay se her country ki economy per asar parta hey. Is liay ye kafi asarandaz hota hey her banday ki life per.
                        • #117 Collapse

                          FOMC minutes were dovish means, not rate hike this year....:/
                          • #118 Collapse

                            dollar strong hony ki wja sy mahngai mrin azaafa ho jata hy or greeb logon k lye qyaamt aa jati hy or is ka raltion froex sy hota hy
                            • #119 Collapse

                              pata naeh k ap kis tade ki bat kar rahy ho aj ki date pe to dollar mujy week lag raha hai internationally toor per na k pakistani toor par. q k last few month se is value main kami ho rahi hai. gbp/usd pair 1.56 se lai aj 1.51 tak a chuka hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ji bilkul dollar strong honey sey mahangai mey lazmi izafa hota hey khas tor per jo things bahir sey mangwa rahy hen un per jis thing per aap 98 dey rahy thy ab aap ko 100 deney paren gey
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X