Dollar Strong or Week

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear forex international trading ha is may hamay trading karnay kay ley phaly hamay kafe practice skills experiance aur learning power ke zarorat hote ha trading kay waqt hamay currencies ko market kay rate kay mutabeq follow karna parta ha jo kha strong or week kuch bhe ho sakta ha ager international level pr busines ka fuqdan ya kame ho to is may dollar strong ke tahraf increase hota ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Dollar week nhi hai dollar bohot strong hai. Dollar par trade hum 50 doller sai nhi kr sktay agar hum dollar par trade krna chahtay hain to hamay par kamazkam 1000 doller honay chaahiyen.
      • #123 Collapse

        Dollar aik strong currency hai q k ye aik multi national currency k tor par jani jati hai. hamay dollar par trade zaroor krni chaahiye q k is ki value up down hoti rehti hai. aaj kal is mai bohot movement horhi hai.
         
        • #124 Collapse

          o mery bhai jan forex trading busienss men kam krny ky liy ap ky pas forex trading busienss ka acha knowledge or experience hona boht zarori hy knowledge or experience kamyabi ki key hy knowledge or experience ki base pr hi ap ye dekh sakty hen USD strong hony pr country pr kia effect prta hy
          • #125 Collapse

            dear forex international trading han jis may user ko kafe mehanet ke zarorat hote han ta kah wo is may kafe practice kay sath more earning kar sakay earning karnay kay ley hamay khud pr etmad hona chahey kha hum is qabel han ya nhe dollar strong han is waqt que kha is ke price may ezafa ho rha ha pakistan may dollar ke price 105.47 ha
             
            • #126 Collapse

              Agr dolar ki market value kay hisaab sai dekha jaye to dollar aik strong currency kay tor par jani jati hai aaj kal bhi dollar ki market valuse bohot barh gyi hai hamay dollar par trade krni chaahiye.
               
              • #127 Collapse

                dollar ka direct relation hai market k sath jb market main dollar ki qemat barhti hai to humry mulk pakistan ki currancy devalueate hoti hai hmra bonus hmra trading profit sub dollar main hota hai to dollar ki flactuation sy her trader par asar hota hai chahy woh ameer ho ya gareb.. par gareb par es bohj ka asar ziyada hota hai kun k woh barhny wali mahngai ko face nh kar pata
                • #128 Collapse

                  yes dollar k strong ya weak hone se forex pe bohat deep impact hota hai is ki waja se kai pairs bohat tez move karte hain dollar up jaata hai to gold down aata hai aor jab dollar down aata hai to gold up jaata hai is tarah hi doosri currencies bhi gold k apposite ya is k saath move karti hain
                   
                  • #129 Collapse

                    dollar ajj kal bht weak ho gye ha paata nahe kyu hwe intrest rate b barhe dya pr abb b weak ha so apko trade me khob mhnat se kam lena ha apko bht faide dega
                    • #130 Collapse

                      Ye to dost app ki forex main buy ya sell kon c trade open hai us k oper depend kerta hai ager dollar over all strong hota hai to pher pakistani currency our devalue hoti hai
                      • #131 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                        Ye to dost app ki forex main buy ya sell kon c trade open hai us k oper depend kerta hai ager dollar over all strong hota hai to pher pakistani currency our devalue hoti hai
                        Jap ap Usd k kisi b pair pay trade karty hain ap ko dunu pair means usd or sath jis pair pay trading kar rahy hain un ko daikhain ap usd se pakistani currency ko match nahi karain. es tarha ap nahi judge kar sako gay k dollar strong hai ya weak. ap usd ki tamam news daikhain jo daily basis pay release hoti hai or es tarha ap ko pata chalay ga k dollar weak hai ya strong or jis pair k sath dollar ki trading kar rahy hain us ko b daikhain k woh currency kitni strong ya weak hai
                         
                        • #132 Collapse

                          kisi bhi mulk ki currency ka weak hona is baat ki alaamat hoti hai k is mulk ki maeeshat weak hai jis ka mulk k har aadimi pe asar hota hai gareeb to waise bhi pareshan hi hota hai chahe maeeshat kamzor ya strong.
                           
                          • #133 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pipcollectors پيغام ديکھيے
                            Jap ap Usd k kisi b pair pay trade karty hain ap ko dunu pair means usd or sath jis pair pay trading kar rahy hain un ko daikhain ap usd se pakistani currency ko match nahi karain. es tarha ap nahi judge kar sako gay k dollar strong hai ya weak. ap usd ki tamam news daikhain jo daily basis pay release hoti hai or es tarha ap ko pata chalay ga k dollar weak hai ya strong or jis pair k sath dollar ki trading kar rahy hain us ko b daikhain k woh currency kitni strong ya weak hai
                            ge han bhai usd ka asr sb trading ke jo major pairs hein un pr prta he aur hmein lazme hota he keh hm dollar ke strong aur week hone ke effect ko smjhein aur dollar ke jo news aur update ate hein un ko follow krein aur hm apne trading mein market ko ache trah se analysis krein phr hmein apne trading mein sahih profit hasil hota he
                            • #134 Collapse

                              yes but now in better condition as it before
                              http://www.forextrading.pk/inter-bank-rates.php
                              http://biselahore.result2018.pk/
                              http://www.jobz.pk/overseas-uae-dubai-uk-jobs/
                              http://dramaonline.pk/
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                g bilkul dollars ka mazeed strong hona gareeb admi per aser kerta he q ke currency me changing ki wja se market me changing ati he or cheezo ki prices berh jati he jo gareeb admi per aser rkhti he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X