GBP/USD pair per weekly chart par aik bearish engulfing candlestick pattern bana hai jo do peechay wali bullish candles ko engulf kar raha hai. Yeh reversal ka strong signal hai ke ab price ne south ki taraf movement karni hai. Is bearish move ka pehla target daily support zone mein 1.2260-1.2360 par hai, jo aik long-term projection hai aur volatility per depend karega. Expected price drop lagbhag 850 points hai.Daily chart par price pehle 1.3432 ke upper boundary se break karke upward movement mein thi, lekin phir jaldi se neeche aai aur channel mein wapas aa gayi. Price ne 200-period moving average par Friday ko test kiya jo ke 1.3069 par tha, aur din ka closure aik pinbar ke sath huwa hai, jo ke potential reaction ki taraf ishara kar raha hai. Moving average abhi bhi green hai, jo yeh dikhata hai ke buyers dominant hain, aur is wajah se price phir upwards move kar sakti hai aur targets 1.3432, 1.3500 aur shayad 1.3780 tak ja sakte hain. Lekin price ab critical levels par hai aur bullish resurgence ho sakta hai.Yearly chart par price lower boundary se bahar nikal gayi thi lekin ab wapas channel mein aayi hai, jo yeh suggest karta hai ke pair upper part of the range tak ja sakti hai. Yearly chart ka target zone 1.3780-1.4361 tak hai.
US Dollar (DXY) ki strength ke bawajood, bullish momentum end hone ka signal mil raha hai. Agar DXY 25-day EMA se neeche drop karta hai, to GBP/USD ko phir se upward move ka chance mil sakta hai.Federal Reserve apne chaar saal mein pehli dafa interest rate cut karne ki umeed hai, jaisa ke CME FedWatch tool dikhata hai. Magar abhi bhi yeh debate chal rahi hai ke Fed kitni tezi se key borrowing rates kam karega. 30-day Federal Funds Futures ke data ke mutabiq 65% probability hai ke 50-basis-point (bps) cut hoga, jo rates ko 4.75%-5.00% tak le aayega, jabke baaqi market participants ek zyada conservative 25-bps cut ke haq mein hain. Fed officials ke hal recent comments ne central bank ka focus inflation se hatakar kamzor hoti labor demand par dal diya hai, jo ke rate cuts ki raftaar ko mutasir kar sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим