News trading karnay walo k lye Ahtiat ki cheez

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Yes bro agree with you bohat se log samajtay ha k fundamental analysis bohat asaan ha jabky aisa kuch bhe ni hota. News ko measure karna or news ka kya impack pare ga market ma yeh bhe measure karna asaan kaam ni ha well thabk you brother for this good thread
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bahi ji main ap ki bat s bilkul agree nhe krta main tu news pe trading kay haq main bilkul nahi hon meray khyal main ye iss main jitni marzi ahtiyat kar lain news trading main risk factor buhaat zaida hota ha or is m ziada treade ko loss bhe hota hy.
       
      • #63 Collapse

        News trading k baare mien bohat achi baat btai he ap ne aur yeh naey aane waalo ko samjhne kee zroorat he k news koi jaado nhi hoti he k aap ko dher saaara profit mil jaey. news se hone wali ovement ka inhsaar us ke impact pr hota he isliey us pe dhyaan zroor dein aur jaise k ooper bhai ne kaha k stop loss lzmi he.
        • #64 Collapse

          jee , janaab . apki ye tamaam advices bohat hi achi or useful hain aik insaan kay k liye jo forex trading business main aik successful or professional trader banna chahta ho . isliye mery khayal main agar hum forex trading business main kamiyab hona chahta hain to in baton ka dihaan rakhan hoga .
          • #65 Collapse

            bhai ji ap n bilkul thek kaha hy or main ap ki bat s agree krta hu main b pehly just news par he trading kya krta tha lakin ab mjy ehsaas hogya hey k news trading bohat he risky hey or news k time trading to bilkul he nahi krni chaeahy is liay ab main ny b news time trading chor di hy...
             
            • #66 Collapse

              The first step for a beginner is to study and then open a demo account. For demo account you can choose any broker but i prefer instaforex. Demo account is totally free and it is for the practice of your knowledge you gain from the study.
              • #67 Collapse

                Assalam o alaikum news pay trading karny kay liey stop loss lazmi use karain.jab news aati hai to market fast move to karti hai.is liey stop loss ka use boohat zaroori hai.ik month just 4 ya 5 news he hooti hain jin ka big impact hoota hai market pay...................
                • #68 Collapse

                  very profitable informative and good post.. thanks apne valuable knowledge share ki hm new traders k liye kaafi asaani hojaaye gi is se
                  • #69 Collapse

                    Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex forum main aap nay jo post di hay bilkul tekkh kaha aapnay aur meray hisab say to lalach aik esi bala hay jis say aap ko bachna chaheye kun kay is say aap apna profit bhi zaya karwa saktay hain
                    • #70 Collapse

                      You are right brother .................................................. .................................................. .................................................. ...
                      • #71 Collapse

                        ji forex trading me trader k liye news boht zada zarori or important hai es ki waja ye ha kagr aisi batain jo humay khud se pata nahi chalti tu jab news paper perhte han ya news tv pe suntay hain like apki ki country me koi major kam ho jata hai like silab ana zalzala anay tu us se market boht disturb hoti hai
                        • #72 Collapse

                          great thread .. nd i think newbie trader must need for many do exercise
                          increase the the experience of trading which
                          would be very useful for the survival of our
                          trading in the future. because we will become
                          familiar and to understand and be a good what
                          we're doing
                          • #73 Collapse

                            such main fundamental analysis boht mushkil hy or ap ke threadmain har bar koi nai bat hote hy ziyazada tar information mujy ap ke thread sy he milte hy
                            • #74 Collapse

                              aap ne bht achi infotrmation di hen or meri koshish hohgi ke me is ar amal karon dar asal me news tradings bht risky hoti eh or me khud is par kai martaba loss kar chuka hun hamen chaye ke agar hum profit karna chahen to news tradigns ko chor kar manual tradings karen q k is me bht faid he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                News trading karnay walo k lye Ahtiat ki cheez

                                Dosto, jab ap Record news par trading karna chahtay ho to help yeh bhe dekh lya karo k market par asal will probably pressure kis cheez ka hay? bull ka ya bear ka? aur jo news required hay people ki idhar udhar say sun gun zaroor lay lain, ta keh ap ko idea ho jaye keh details ziada acha aye ga ya phir bura, sath can news ki history bhe check kar lain, aur news ka SMQ bhe settlement kar lain, ta keh pata chal jaye keh necessary impact kia ho sakta hay, graph ki madad say bhe ap ko pata chal jaye ga keh us news ka sabqa impact kia hua tha. Fundamental analysis itna asaan nahi hay jitna asaan Firewood samajhtay hain, kuch Log yeh samajhtay hain k bus pending purchases laga lo aik buy aur dosra sell ka, market spike may ya bounce will probably hit ho jaye ga, lakin aisa sirf gambler kartay hain, analyst nahi, for you to ap ko achi tarha say analysis karna hoga ta keh ap faida utha sakain, aur jo bhe trade lagain wo news k issuance say kam say kam 10 minutes pahlay lagain, aur dosri cheez yeh hay k lazmi stop loss lagain.

                                Aik aur cheez hay jo dekhnay ki hay, wo yeh hay keh baaz dafa teen high impact ki news ajati hain, jin can say do positive aur aik negative nikalti hay, to help aisi sorat will probably market ya to shru can bounce marti hay, ya phir pahlay spike marti hay aur phir speedy retrace karti hay, can be cheez ko bhe nazar will certainly rakhain, keh market will jo bounce hota hay wo kis tarha say hota hay, baaz dafa aisa bhe hota hay keh only two big impact ki news positive ati hain aur aik negative lakin negative ka impact positive par sabqat lay jata hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X