News trading karnay walo k lye Ahtiat ki cheez

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji haan apki batein se me agreed hoo aur news k time k waqt bohut dehan k sath trading karni chahyeh aur news k doran sab se best way ye hain k bikul trade hi nahi karey ..balkey news k time hamesha alert ho kar market ko dekhna chaheyh..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ap logo k relevant comments dekh kar bohat khushi hui, ap log agar achay tareeqay say trading kar k profits kama laytay hain to us ki snapshot zaroor share kijay ga, lakin yaha par nahi, jo relevant section hay wha par.
         
      • #18 Collapse

        new tarder ko lalac nhe karn cheny news ko be denkh zarore hein or rooles ko be follw kart rheny or lalac ma an ker apny bher loss na kar brhey ansalice achi ke geny
        • #19 Collapse

          g ap na bot important malomat de han agr ya b bata dain kay news ka impact jab hota ha toh phr pair ktni jldi recovery kr lata ha ku kay some time phr value dobra apni point pe a jati ha
          • #20 Collapse

            brother aap ne bohat achi technique share ki hai. mera iss main aik question hai aur wo yeh hai ka SMQ kya hota hai aur aap ne kisi graph ka bhi zikar kiya hai. iss graph ko kaisay nikaltay hain aur yeh humein kahan pe milay ga. please share.
            • #21 Collapse

              Ary yr. aap ny kahan tka analyst kia hua hy? ma tu itna door gaya bhe nhe hun abhi. mgr phr bhe aap k experience ko Salam hy k aap ny itna study kia hua hy Forex trading ko. or aap ki post puri parhny k bad ma ye he samjhta hun k ma tu kch bhe nhe janta forex k bary ma. Thanks alot for it.
              • #22 Collapse

                apne new trading yani k data timing trading ka boht acha hwala diya hai sath men new trade kerne ka andaz bhi bayan kiya hai friend aik cheez ap bhol rahe hen k new trading men jo senior trader hen wo apna leverage high rakhte hen jis se agar market ne ulta rukh kiyaa aur bara jump mara tu unhen stop loss se ziyada ka noksan ho skta hai tu wo leverage bharate hen aur ap ka ye kehna bilkul sahi hai k market ka rukh dekhna boht zaroori hai data se pehle aur sab indication ko bhi dekhna zroori hai k market ka kis traf jane ka bta rhe hen phir he trade open ki jai ap sahi ho kafi had tak friend
                • #23 Collapse

                  han me b agree ni krta news trading me qk is me jitna b bachna ho ni bach pate loss ho he jata hy mre bhai qk news to ati rehti hn insaan kis kis se bache ga mre bhai eslye news traing pe yaqeen he ni krna chahye mre bhi mri to yahe advice hy mre bhai
                  • #24 Collapse

                    jee janab mey bilkul agree karta huu aap sey key aap news key time bilkul ihtiyat sey trading karey kio key aap ko har cheez bullish trend bataye gaa or news effect sey wo bearish mey ho jaey gii to aap ko loss ho jaye gaa
                    • #25 Collapse

                      ji ha bilkul jab hum n koi trade lagny ha tu humy news analysis ko read kar lena chahiya k wo kia kh rahy ha kia ho sakta ha phir humy us hisab s is m trade set kar deny chahiay ager hum us hisab s set kar dety ha tu faidy m ha
                      • #26 Collapse

                        Forex trading main news bohat importance rakhti hain. News ki wajha say market main movements ati hain jo kay currency ko up and down karti hain. Forex business main trade karnay say pehlay humain news ka check akr laina chahye kay news to nahi a rahin. Yeh isliye kay jab news ati hain to market jumps laiti hay.
                        Proud To Be a Pakistani ..
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                          brother aap ne bohat achi technique share ki hai. mera iss main aik question hai aur wo yeh hai ka SMQ kya hota hai aur aap ne kisi graph ka bhi zikar kiya hai. iss graph ko kaisay nikaltay hain aur yeh humein kahan pe milay ga. please share.
                          Brother, SMQ ka matlab hay Scales of Market Quakes (SMQ), yeh aik tarha ka graph hota hay, jo past history ko bhe dikhata hay aur expected market impact ko bhe show karta hay, aik tarha ka indicator he hota hay, lakin fundamental ka.
                             
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                            brother aap ne bohat achi technique share ki hai. mera iss main aik question hai aur wo yeh hai ka SMQ kya hota hai aur aap ne kisi graph ka bhi zikar kiya hai. iss graph ko kaisay nikaltay hain aur yeh humein kahan pe milay ga. please share.
                            Brother, SMQ ka matlab hay Scales of Market Quakes (SMQ), yeh aik tarha ka graph hota hay, jo past history ko bhe dikhata hay aur expected market impact ko bhe show karta hay, aik tarha ka indicator he hota hay, lakin fundamental ka.
                               
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: lemoorehan
                              Dekhen news trading say hota kia hai jab ap aik khas news per trade dal dety hai thori movement banti hai lakin ho sakta hai k wo movement ziada na ho aur markete reverse ho jay is liye mushkil ho jata hai.
                              Bhai, aisa to hota he hay, market ko isi lye to uncertain kehtay hain, lakin agar ap nay fundamentals par kaam kia hota hay to ap ko idea ho jata hay keh market bounce karay gi, spike karay gi, ya phir fluctuate karay gi.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jee ha maray bhi may ap say agree kerta hu hum ko sirf news per depend nahe kerna chahyia q kay hamisha newz thek be nahe hoti to humain chahyia kay hum market per be nazar dalain kay market kiss tarah chal raha hay so market ko daikay pir koi faisla ikarain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X