News trading karnay walo k lye Ahtiat ki cheez

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
    Dosto, jab ap log news par trading karna chahtay ho to yeh bhe dekh lya karo k market par asal may pressure kis cheez ka hay? bull ka ya bear ka? aur jo news expected hay us ki idhar udhar say sun gun zaroor lay lain, ta keh ap ko idea ho jaye keh data ziada acha aye ga ya phir bura, sath may news ki history bhe check kar lain, aur news ka SMQ bhe check kar lain, ta keh pata chal jaye keh expected impact kia ho sakta hay, graph ki madad say bhe ap ko pata chal jaye ga keh us news ka sabqa impact kia hua tha. Fundamental analysis itna asaan nahi hay jitna asaan log samajhtay hain, kuch log yeh samajhtay hain k bus pending orders laga lo aik buy aur dosra sell ka, market spike may ya bounce may hit ho jaye ga, lakin aisa sirf gambler kartay hain, analyst nahi, to ap ko achi tarha say analysis karna hoga ta keh ap faida utha sakain, aur jo bhe trade lagain wo news k issuance say kam say kam 10 minutes pahlay lagain, aur dosri cheez yeh hay k lazmi stop loss lagain.

    Aik aur cheez hay jo dekhnay ki hay, wo yeh hay keh baaz dafa teen high impact ki news ajati hain, jin may say do positive aur aik negative nikalti hay, to aisi sorat may market ya to shru may bounce marti hay, ya phir pahlay spike marti hay aur phir speedy retrace karti hay, is cheez ko bhe nazar may rakhain, keh market may jo bounce hota hay wo kis tarha say hota hay, baaz dafa aisa bhe hota hay keh 2 big impact ki news positive ati hain aur aik negative lakin negative ka impact positive par sabqat lay jata hay.
    news kabhi kabhar nahi bhi chalti isliye full depend nahi karna chahiye .aur news k doran pending order use kia karain to behtar hai agar direct laga di jae to nuqsan hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: iphone پيغام ديکھيے
      news kabhi kabhar nahi bhi chalti isliye full depend nahi karna chahiye .aur news k doran pending order use kia karain to behtar hai agar direct laga di jae to nuqsan hoga.
      news say pahlay trade laganay ka matlab hay k full risk layna, lakin us ka faida yeh hay keh ap par news trading ka blame nahi lagay ga, dosri baat yeh hay keh yeh confirm nahi hay keh agar news issue hogi to ap ka pending order usi price par execute ho jaye ga, yeh to usi sorat may hay jab market movement normal running wali hogi, lakin agar high impact hua aur spike aya to ya to ap ka pending order execute he nahi hoga aur agar ho bhe gaya to jaha par spike rukay ga, usi price par trade execute hoga. isi tarha say spike is lihaz say khatarnaak hota hay kyo keh us may stop loss bhe execute nahi hota.
         
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: treyson
        new trading is a very good way to make money, it is a fast way to make money depending on the impact of the news but i must say that this is not for new traders because it can be very dangerous if you do not have the experience to do it
        Yes, it is fast way to to make money and fast way to lose money too, because if your analysis went wrong the you will not get the chance to close your trade or market itself hit your SL.
         
        • #34 Collapse

          me ne tu news pe ab trading karna hi chor dia hai mery khayal se news trading ki zarurat hi nahi mehsoos honi chahiay kiun kay technical analysis me market ka trend ziada asani se clear ho jata hai or phir beshak market low ho ya tez fluctuation me ho is se koi faraq nahi parta kiun kay targets set kiay hoty hain technical anlaysis ki waja se
          • #35 Collapse

            Pleasant along with beneficial post pal abdullah2008! You've got strong understanding of foreign currency trading and your posts steer this beginners on the successful dealing so you compose along with justifications. Give thanks to.
            • #36 Collapse

              Comfortable in addition to informative write-up pal abdullah2008! You've got heavy understanding of forex currency trading along with your posts cause your beginners for the prosperous trading and also you produce having fights. Appreciate.
              • #37 Collapse

                Jee han yeh ek bhut acha busines hea aur huema market ki news ko follow hi karna chea aur st bhut zida zaori hea aur phr yeh ahtiat zaori hota hea forex business mein .
                • #38 Collapse

                  1 Month me jo 4 se 5 big news ati hn unka kaise pta chalta he k ye big hn ya choti'
                  meri help k liye rply krn.
                  • #39 Collapse

                    bhai har kisi ko ya lagta hay kay news kay time main buht acha profit mil sakta hay.mager bhai jitna mera experience hay news trading main .mujay lagta hay kay news ki trading main zayada trader ko loss hi milta hay.or buhat kam trader ko profit milta ha.is liya ab main news kay time main trading hi nahi kerta hoon..
                    • #40 Collapse

                      ap ne bht acha bht acha btaya news k waqt stoploss lazny use kre trade wisely and earn more and more from this buisnsis this will be good for you i like this buis sis very much
                      • #41 Collapse

                        news k mutaliq ap ne buhat achi information di hai jis se hamain news ko read kerny or analysis kerny men buhat zyada help mily gi or ham is ko achi tarah se use ker k achi trading kerny ki practice keren ge jis se hamain expericne gain ho ga or ham kamyab ho sekty hain.
                        • #42 Collapse

                          brother bhot achi information di hai app ne bakki app bhot senior lagte ho shyd jabhi itni achi information share ki hai app ne sbko thanks.
                           
                          • #43 Collapse

                            thank you for guiding us...i m really glad to listen you it is very helpfull to us you have alots off knowledge about forex trading ..
                            • #44 Collapse

                              market to qismat hai wese news ka impact kabhi hi parhta hai lekin jab parhta hai to acha khasa impact hota hai hum achi earning utha sakte hai isy ma sabko guide keronga ka technical indicator bhi use kare news k sath aur stop loss and take profit bhi ta kay safe rahe.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                aahhan nice information ya kafi helpfullha for every new user kay kis tarhan market ko smjhna ha or kis trhan market ma utrna ha trae kay liay but sub ki guidance bhi zaroori ha jis kay thorugh kam ker sakyngy or experince bhi mil jay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X