Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai
Ji han Apne bahut hi acchi information share Ki Hai is market ke andar humein bahut jyada indicators se wasta padta hai ismein Kuchh indicator Hamen bahut hi jald signal provide karte hain aur kuchh Jo indicator hote hain vah Hamen late signal provide Karte Hain inmein Jo leading indicator hote hain vah Hamen trend change hone se pahle hi Ishara kar dete hain aur leading indicator course market Ke Andar Jyada Behtar Nahin Samjha Jata Agar Ham is market ke andar leading indicator ka istemal Karte Hain To Hamen ismein Jyada fayda Nahin Hota Hamen chahie ki ham ismein lagging indicator ka istemal Karen lagging indicator ka ek nuksan hi hai ki ismein Humse bahut jyada pip miss Ho Jaate Hain Magar Jab Ham uske andar trade Lete Hain To yah trade profitable Hoti Hai Ham is Mein Ek Achcha profit Le sakte hain Hamen Kabhi ais market ke andar Ek indicator ke sath trade Nahin Karni chahie Hamen chahie ki Ham ek se 2 indicator ko back Waqt Apne chart ke andar istemal Karen aur jab yah dono indicator Hamen same result provide karen to use Waqt Hame ais market ke andar trade Lagani chahie Agar market ke ander trade Lagan Mein jaldbazi karte hain ya pher Ham trend ke against trade Lagate Hain To is market ke andar Kabhi Bhi Ek Achcha profit Hasil nahin kar sakte hain Forex trading aik aise business hai jis mein agar aap without knowledge or experience kam Karte Hain To is main aapko kabhi bhi success Nahin milati ismein kamyabi aapko sirf aur sirf Mahenat se hi success milati hai agar aap ismein Karenge ko use Karenge to aap ismein Jarur Kamyab Honge
اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим