Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

    Assalam o Alaikum g dear Forex me indicators Kay main types do hen aik leading indicator dosry lagging indicator to is me trend main purpose in do indicator ki further extensions par hota Hy in k use past price data estamal kar k hamy trade ma in ya out hony k signal provide karty hain. Leading indicators future price movement ki indication dety hain or ye b past price data he use karty hain. Hamy sy jb ye sawal kiya jata hai k hamy kon sa indicator use karna hai to jawab ma ham ye kehtyn hain k jis k positive points zayada hon gy. Jo hamy further discussion sy he pata chalyn gy Lagging indicators wo indicators hain jo trader use karty hain market analysis k lae or ye indicator signal provide karty hain using average previous price action data. Lagging indicator jesa k name sy he zahir hai market ko lagg karty hain. Es ma trader signal ki verification sy pehle es ekdam ka mosahida karty hain. Es ka matlab hai k trader start ma kuch pips sy mehroom ho jaty hain. En pips ko khona bhot sy trader zaruri samajty hain or kuch trader ye samajty hain k unho ny enter hony ka moka he ganwa deya hai. Common lagging indicators ye hain Moving Average Convergence Divergence (MACD), Simple Moving Average (SMA), Stochastic Oscillator and Relitive Strength Index (RSI) wagera leading asy technical indicator hoty hain jo use karty hain previous price data or es sy forecast karty hain market ki future price movement. Ye indicators allow karty hai k trader move k start ma he market ma in ho jayn. Es ka disadvantage ye hai k trader ko us time par anticipate karna hota hai jb ye move start he ni howa hota. Es k result ma aksar wo buri jaga py ya trend reversal k time par market ma in ho jaty hain. Common leading indicators ye hain. Fibonacci retacement, Donchian Channels, Support and Resistance Level and Client sentiments
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

      dear Forex me main do basic financial indicators Jin me Leading aur lagging indicator hen jo forex me bht important hoty hen hamesha margin apky account balance per depend karta hai jitna ap ka account balance acha ho ga ap us ke hisab se lot lagein gy Margin ap ke leverage per depend karti hai aur kitny bhi bouns account hein un ka leverage 1:50 hota hai .Aik usool bna lein ke shru ke trade main minimum lot lagein tahan ke market ki next movement ka kuch pta chal saky Lot size ap ke account balance per depend karti hai jitna ap ka account balance acha ho ga ap us ke hisab se lot lagein gy .Lot size ap ke leverage per depend karti hai aur kitny bhi bouns account hein un ka leverage 1:50 hota hai .Aik usool bna lein ke shru ke trade main minimum lot lagein tahan ke market ki next movement ka kuch pta chal saky lot size hmaesha yad rakhain capital k hisab say hoti ha jitna bra apka capital ho ga utni bri lot al lga sktay ho meray khayal main agr apka capital bra bhi to lot ziyada bti nai lgani chaheay kyun m agr apko us trade main loss ho raha ho to ap kisi aur pair pay order lga sko agr ap k pas margin he mai to ap order nai lga sko gay. Lot ki koi limit nai lekin phir bhi trading small lot say start krni chaheay.account standard he or ap bonus se trade kar rahe ho to mera kehna he ke lot size apne bonus par 0.20 he rakhe zyada rakhne se loss hone ka bhi imkaan he lot size ka apko khas khayal rakhna chahiye agra apne profit ke chakkar me zyada lot laga le to apke account me jo bonus hoga wo bhi zaya hojaye ga. forex main bare lot size apny kum bonus account pay lagaty haen our usay wash ker dtiy hain humaan forex main kum lot size k sath trade kerni chahy our apni koshsh ye ho k capital bonus ko safe ker k profit ka soucha jaey
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #63 Collapse

        Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

        Dear members forex main different Indicators hoty Hein Jin ko use Kar Kay Ap Trading main faida utha sakty Hein . Agar apky paas indicators ki knowledge ho to Ap inko use Kar Kay Trading main acha profit Kama sakty Hein isliye apko inky proper use ko seekhna chaiye aur inky bar main knowledge hasil karni chaiye taky Ap proper kaam Kar saken aur profit Kama saken aur achy trader ban Saken is liye apko in indicators Kay baary knowledge hasil karni chaiye aur trading main Inka proper istlmaal karna chaiye
        Leading indicators:-
        Trading main aik use hony Wala indicator hai leading indicator hai . Ye market main use hota hai aur isky signals kead main hoty Hein yaani hlbihat fast signals provide karta hai aur hamen Leading indicators Kay signals fast hoty Hein aye hamen jald ponch jaty Hein. . leading indicators Kay use ka Aik nuksaan bhi hai kiun Kay ye Tex signals deta hai isky aksar signals wrong bhi hotay Hein Jo phir hamen nuksan dety Hein kiun Kay agar in wrong signals ko follow Kia jaye aur inky mutabik Trading ki Jaye to is Sy loss ho jata hai kiun Kay signals wrong hoty hein . Is tarah apko wrong signals milny waja sy aksar loss hi jata hai magar kabhi kabhi isky signals correct bhi hoty Hein jiski waja sy loss hota hai . Is liye Inka Kam hi use Kia jata hai kiun Kay aksar wrong signals deta hai Jo loss ka Saba banty hein aur apko loss ho jata hai .

        Lagging indicators:-

        Lagging indicators jesa Kay naam sy zahir Hein Kay ye Kate aur slow signals provide karty Hein iska yehi Disadvantages hai Kay isky signals lagging karty hein yaani slow hoty Hein magar ye hamen aksar sahi signals provide karty Hein kiun Kay inky signals Kate aaty Hein magar hoty ye Correct Hein Toni's sy apko faida hota hai aur aksar Ap unko follow Kar Kay profit Kama sakty Hein aur bohat Kam hi inki waja sy loss hota hai is waja sy ye ziada use hoty Hein kiun Kay correct signals provide kiye jaty Hein in say .
         
        • #64 Collapse

          Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

          Leading indicators.
          Aisa indicator jo past ya historical price data ko ise kar kay forecasting kay liye use kia jaye leading indicator kehlata hay. Q keh ham leading indicator kay through past data select karty hain jo apni marzi say ham periods select karty hain. Is tarah ham mukhtalif time frames aur periods select kar kay leading indicators say trading main help lay sakty hain. Leading indicators say ham bahut jald results hasil kar sakty hain aur ham inko modify bhi kar sakty hain. Inko use karna aur inki calculations bahut simple hoti hain. Famous leading indicators main Relative strength index, Sochastic oscillator aur Williams %R qabil e zikar hain q keh ye bahut ziada use hoty hain.

          Lagging indicators.
          Lagging indicators ka istemal bhi past periodical data per he kia jata hay laikin inka faida ye hay keh inky results bahut effective aur inky signal bahut trustful hoty hain. Lagging indicators say murad sust indicator is liye hay keh inka data aur results itny jaldi nai milty. Trend change main strength aur momentum change ka hamain is say bahut confirm signal milta hay. Agarcheh is indicator say hamain confirm signa milta hay laikin inki strength bahut kam hoti hay.

          Difference.
          Lagging indicatirs hamain sirf past movement per calculation kar kay results bataty hain. Jab keh leading indicators na sirf hamain past price data per results bataty hain balkeh future prediction air forecast ki nishandahi bhi karty hain jis waja say traders inki help say na sirf trend ki strength ko janty hain balkeh trend ki reversal say bhi faida uthaty hain.
           
          Last edited by ; 30-10-2020, 02:23 PM.
          • #65 Collapse

            Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

            hum leading indicator k zariye past data ko collect kerty hain jis mein hum apni merzi se period ko select kerty hain ye aik aisa indicator hai jo past ya historical price data ko ko forecastig k liye use kery leading indicator kehlata hai hum is mein leading indicators ki help se different time frames aur periods ko choose ker sakty hain aur apni trading mein help ly sakty hain is se hum bohat he zeada quick result gain ker sakty hain aur hum in ko modify ker k bhi use ker sakty hain in ko use kerna bhi bohat zeada aasan hai aur in ki calculation bhi bohat zeada easy hai sab se zeda famous leading indicator relative index indicator RSI hai aur sochastic indicator shamil hain kuen k ye bohat he zeada useful hoty hain ye jab bhi market mein use hota hai tou is k signals lead mein hoty hain
            lagging indicators jesa k name se suggest hota hai ye slow signals provide kerty hain aur ye leading indicators se opposite hoty hain aur ye in ka disadvantage bhi hai k in k signals bhi lag kerty hain in k signals tou slow hoty hain lekin ye humen mostly accurate signals ko provide kerty hain hum in ko use ker k profit ko gain ker sakty hain aur humen in ki wajah se bohat kam loss hota hai ye bhi humen past moment par calculations ker k result btaty hain ye indicator humen trend k shuru hony k baad btata hai k trend tou start ho chuka hai lekin is mein traders late ho gaye hain is ki ye bohat beri weakness ye hai k ye humen bohat he dair k sath signals k bary mein btata hai
            • #66 Collapse

              Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

              dear friend, forex ma trading k liay hmain different tools aur indicators use karnay partay hain jin sa hm safe trade kar patay hain. ye indicators hmain market ki moments k ilawa trend ki moment ko identify karnay k liay help daitay hain in ko use kar k hm uptrends, downtrends, reversals aur continuation ko identify kar laitay hain aur in k mutabik trade set kar k achay results hasil kartay hain, indicators ki 2 types hoti hain

              1. leading indicators
              2. lagging indicators

              leading indicators hmain new trend ya uski reversal start honay sa pehlay signals provide kar daitay hain, ye pairs ki moment ko predict karnay ma help daitay hain in ka main advantage ye hota ha k hm trades k liay thek time par position la saktay hain, lakin ye kafi false signals b generate kartay hain, leading indicators sa behtar results hasil karnay k liay hmain inko dusray tools ya chart patterns k sath combine kar k use karna chaiay, popular leadind indicators ma Stochastic, Relative strength indicator, William%R aur momentum indicator wagera shamil hain,

              Lagging indicator ko hm trend following ya trend confirming indicator b kehtay hain, ye indicators hmain perticular trend start honay ya uski reversal honay k baad signals provide kartay hain, jis sa hm trade k liay thek positions lainay ma late ho jatay hain. kis ka mtlb ye hota ha k hm trend ma big price moment ko miss kar daitay hain, popular lagging indicators ma Simple Moving average, exponential moving average, parabolic SAR, MACD wagera shamil hain, perticular trend ki moment jannay k liay indicators ko pinpoint karnay k liay hmain apnay knowledge ko use karna chaiay ta k proper results hasil kiay ja sakain
               
              • #67 Collapse

                Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                Walekum Assalam dear member kaise hain aapse by aap kya aap Sab khairiyat se Honge Aaj aapane Hamare Sath bahut hi acchi topic or discuss ke Forex trading ke business Mein Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To Hamen Forex trading ke Business mein different type ke indicator Najar Aate Hain indicator Forex trading ke Business mein bahut jyada importance rakhte Hain Forex trading ke Business mein Paye jaane wale Tamam indicator Hamare liye bahut jyada faydemand hote hain isliye Hamen in Tamam indicator ko acchi Tarah Se study karna chahie

                Leading indicator or lagging indicator Ek bahut hi acche indicator hai Hamen leading or lagging indicator ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Hamen leading aur leading indicator ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Jab hamare pass leading indicator on lagging indicator ke about Achcha knowledge Hoga To Ham in indicator ke Darmiyaan Fark ko acchi Tarah se samajh Payenge leading indicator Hamen new trend aur reversal se pahle hi signal deta hai leading indicator ko use Karke Jab Ham market Mein kam Karte Hain To Ham bahut jald acchi success Haasil kar sakte hain lagging indicator Bhi Ek bahut hi Achcha indicator hi market Mein legging indicator Ek bahut hi important indicator hai

                Lagging indicator ko Ham trend following confirming indicator bhi Kahate Hain lagging indicator Hamen sirf fast movement per calculation kar ke result batate Hain Agar Ham market Mein successful trader Banna Chahte Hain To Hamen in indicator ko clearly understand karna chahie because ji indicator Hamare liye bahut jyada faydemand Hote Hain
                 
                • #68 Collapse

                  Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                  Market mein bahut se indicator maujud hote hain aur Market Mein maujud indicators kabhi bhi same Nahin Hote yah Veshya Ek dusre se bahut jyada different hote hain aur Hamesha different hone ki vajah se yah Hamen different information provide Karte Hain market Mein maujud Tamam indicators bahut jyada importance rakhte Hain Agar ham apni trade main indicators ko use Nahin Karenge to hamare liye market Mein Ek acchi trade Lagana Mushkil ho jaega Har trader ke liye apni trade main indicators ko use karna bahut Jaruri Hota Hai aur Market Mein maujud ya Tamam indicator different trade mein istemal Hote Hain Agar Ham market ka analyses acchi Tarah Se kar lenge To Hamen market Mein maujud ma'am indicators ko samajhne mein bhi aasani Hogi aur Inko apni trade Mein use karna Mushkil Nahin hoga market Mein maujud indicator ki tadad bahut jyada hoti hai aur Market Mein trade Lagate Hue Har trader ko indicator ko samajhna chahie Taki uske liye market Mein trade Lagana Aasan Ho

                  Kuchh indicators Aise Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara de dete Hain Aise indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain leading indicators Aksar Dhoka Dete Hain Jab Ke legging indicators trend tabdeel hone ke bad Ishara Dete Hain yah donon indicator ji padarth mein bahut jyada Hote Hain aur sab ka pata karna na Mumkin Nahin Google search ki madad se Ham donon indicator ko dekh sakte hain

                  ISI Tarah leading indicator aur lagging indicator Bhi Ek dusre se different Hote Hain leading indicator ko Ham market ki past price ko Maloom karne ke liye istemal Karte Hain Agar hamare pass leading indicator ke about knowledge Hoga To Ham market ki past price ko acchi Tarah Se Maloom kar Sakenge hamare pass leading indicator ka knowledge Hona chahie aur lagging indicator ko Ham market ki future price Maloom karne ke liye istemal Karte Hain
                   
                  • #69 Collapse

                    Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                    Leading indicator on lagging indicator abhi market mein bahut jyada important hote hain Hamen in indicator ke bare mein apni shadi ko properly complete karna chahie Taki Ham in indicator ke bare mein acchi information Hasil kar sake aur apne trade Mein in Hindi Kata ko use Karke acchi kamyabi Hasil kar Saken Hamen indicator ke bare mein acche tarike se study Karni chahie Jab hamare pass in indicator ke bare mein Achcha knowledge Hoga acchi information Hogi To Ham iska istemal acche tarike Se Kar Payenge Jab Hamen Iske bare mein Achcha knowledge Nahin Hoga To Ham iska istemal bhi market Mein acche tarike se nahin kar sakte ho Nahin acchi Shiksha Sal kar sakte hain

                    Market Mein Tamam indicator bahut jyada important hote hain Hamen kabhi bhi Akela indicator ko use nahin karna chahie bol ke confirmation ke liye 2 ya 3 indicators istemal karne chahie Agar 3 indicator Ek dusre ko confirm na Karen To Hamen market Mein trade Nahin Karni chahie Hamen indicator ke bare mein acchi information honi chahie Agar hamare pass acchi information Nahin Hogi To Ham apni trade se acche advantage Hasil nahin kar sakte

                    Leading indicator abhi market mein bahut jyada important indicator Hota Hai Iski speed market mein bahut diya tha fast hoti hai leading indicator market Mein Aksar e Dhokha bhi Dete Hain Hamen leading indicator ke bare mein Apne study ko properly complete karna chahie Hamen is indicator ko ignore nahin karna chahie leak indicator bimar ki important Hote Hain leaking indicator ki speed market Mein slow hoti hai likhen indicator train tabdeel hone ke bad ya Ishara Dete Hain is main Kafi Pips se Kho Jaate Hain is indicator Mein profit Hasil karne ke chance bahut jyada Hote Hain donon indicator tadad Mein Kafi Jyada Hote Hain yah indicator Hamari trade mein bahut jyada helpful sabit Hote Hain
                     
                    • #70 Collapse

                      Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                      Forex trading me istemal hone wali different important indicators Ko Jab aap major tribes me categorise Karti Hai To iski major divisions Mein leading indicator or lagging indicator hote hain dear leading indicator or lagging indicator mein bahut jyada difference hota hai Inki briefly description main aapse share karna chahta hun.

                      Leading indicator :

                      Leading indicator Forex trading Mein Ek bahut hi important indicator Hote Hain Jo aapke liye perfect results produce karne mein different important information provide kar rahe hote hain dear leading indicator ka basic purpose hota hai ki vah aapko advance mein market se related information provide kar rahe hote hain aur Market ka trend banne se pahle aapko different important information provide Karti Hai Jiski basis per aap decision-making kar sakte hain isliye in leading indicator Kaha Jata Hai Kyunki yah aapko market ka trend banne se pahle hi information de dete hain aur kuchh hands provide karte hain Jiski basis per aapko hi Idea hota hai ki market ki further movement kaun si situation Mein Hone Wali Hai.

                      Legging indicators :

                      Market Mein Kuchh Aise indicator Hote Hain Jo market ke Trend banne ke bad aapko information provide karte hain aur Aise indicators ko aap legging indicator Kahate Hain. Dear jab aap market Mein lagging indicators ko properly learn karte hain aur unko apni trading per reply karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt legging indicator market mein bahut jyada aapke liye helpful ho sakte hain lekin Inka drawback just hi hota hai ki aap ko let information provide karte hain lekin uske sath aapki account ki safety bhi maintain ho rahi hoti hai aur aap ko nuksan hone ke chance minimise Ho Jaate Hain.
                       
                      • #71 Collapse

                        Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                        Yes dear market ma indicator ki help sy ham zayada achi trades ko open kar sakty hain. Indicator hamy na serf trade ko open karny ma help karta hai balky ye trade k close karny ma b achi guidness provide karta hai. Jo trader indicator ko use karty hain wo market ma acha perform kar sakty hain. Trader ko chahe k wo ik ya ik sy zayada indicators ko conjuction ma use karyn or es sy unko zayada reliable signal mel jae ga. Indicator trader ko market ki sari information ik page par provide kar dety hain jis sy trader ko help melti hai k wo trades kl kesy manage kary. Indicator ki basic 2 types hoti hai jin ko ham es topic ma discuss karyn gy.

                        Lagging indicator vs leading indicator. Lagging indicator asy indicator hoty hain jo market ki past price ko use kar k tb signal provide karty hain jb actually ye movement start ho chuki hoti hai. En ka advantage ye hai k ye aksar reliable signal farham karty hain. But en ka disadvantage ye hai k ye us time signal provide karty hain jb wo move ho chuki hoti hai. Leading indicator wo indicator hoty hain jo past price ko use karty hain or market ki movement ka advance ma signa provide karty hain. En ka benefit ye hai k ye time sy pehle market ka bata dety hain or trader ki ye trade agr kamyab ho jae to usko acha profit ho jata hai but eska disadvantage ye hai k en indicator k aksar signal reliable ni hoty or trader aksar en ko use karny sy big loss ka shikar ho jata hai.

                        Note. Trader ko kisi b indicator k signals ko blindly use ni karna chahe balky en sath hamesa acha experience use karna chahe or es base pr indicator k signal ko verify karna chahe or tb trade ma enter hona chahe.
                         
                        • #72 Collapse

                          Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                          leading indecators ki lagging indecators ka bht zada frq hy jis ki waja say humy bht sa resistance ke naked mein bhi acchitarah Se maloom ho jata hai aur yah bhi maloom ho jata hai ki kaun si candlekis tarah Se circulate Karne wali hai yah file acchi tarah Se maloom kar lene keterrible jab Koi member apni buying and selling ko maintain karta hai to usko game ke nakedmein bhi maloom ho jata hai ki kaun se wali candle ko kis tarah Se game milrahi hai aur game or resistance ke naked mein participants ko acchi tarah Se maloomhona chahie agar kisi member ko spot or sign up ke naked mein acchi tarah Sestatistics hasil ho jayegi tu is tarah Se vah apne buying and selling ko acchi tarah Sekarne mein a hit ho jaega participants ko apni buying and selling co useful banaa leneke liye most time foreign exchange in keeping with on-line rahakar aur almost kam karna hotahai aur is tarah Se participants ko apni buying and selling se associated control ko bahutacchi tarah Se maintain karna hota hai aur is tarah Se technical buying and selling se raikya aap sab khairiyatm Karke isaseAchcha income Haasilkar sakte hainaur Hamen is length in step with change Lagane se pahle Apneaccount mein maujud stability koacchiTarah Se take a glance at karlena chahie Agar Hamara stability jyadahjaatihai aur aapko maloom ho jata hai ki koi bhi foreign exchange in step with ranging sideways swingkar raha hai to aapane avahan in step with scalping shopping for and selling approach kar leni haiaurhedging shopping for and selling approach bhi use kar lena haiisase aapko shopping for and selling marketplace meinmost income hasil karne ka mauka mil sakta hai final week's foremost gold rangingstate of affairs mein thasideways flow kar rahatha abhi bhi gold shopping for andselling instrumentyellow steel and silver white steel sideways flow karraha hai koi specificoutbreak Nahin ho raha hai. Aisi nation of affairs foremost aapko Apne enjoy ko usekarte hue possibilities Lena hoti haiaur shopping for and selling marketplace
                          • #73 Collapse

                            Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                            assalamu alaikum ji bhaiyon ummid hai aap khairiyat se honge no doubt aapane bahut hi detailed information hamare sath share ki hai kyunki agar aap Forex trading mein kam karte Hain to uske liye aapko market ko follow karna hota hai aur market ko dekhne ke bad hi aap kam karenge tab hi aap kamyab ho sakte hain aur market ko samajhne ke liye indicator aapko bahut perfect analysis for white karte hain indicator ke bare mein main aapko kuchh information provide kar deta hun

                            LAGGING INDICATOR :

                            lagging indicator ek aisa indicator hota hai jo aapko market ki friend ke bare mein information provide karta hai lekin is indicator main aap sabse pahle market ka backward view dekhte hain ki market pichhle kuchh time mein aap ki market kaise candlesticks banaa rahi hain aur unke bases per aap Jo indicator apply karte hain usko Ham lagging indicator kahate Hain matlab lagging indicator ka relationship aapki market ke backview ke sath hota hai yah aapko market ki back view strategy ke bare mein bata raha hota hai ki market mein pichhle kuchh time mein yah transactions happens ki hai aur aap inke best per market ko analyse kar rahe hote Hain Jo ke kafi achcha aur popular anti kata hai

                            LEADING INDICATOR :

                            leading indicator be Forex trading mein bahut jyada importance rakhta hai yah indicator aapko market ki future transactions ke bare mein batata hai agar aap market ki future transactions ke bare mein Janna chahte Hain ki aap market kaun sa trend follow karegi kya aap market mein kaun sa trent continue hoga to aap uske liye leading indicator ka use karte ho chuke kafi popular indicator hai aur bahut important indicator hai kyunki agar aapko advance mein market ki movement ko pata chal jaaye to aap aise hi liye apni trade ko adjust kar sakte aur acche se accha profit Kama sakte ho
                             
                            • #74 Collapse

                              Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                              AOA dear friends , forex trading karne mein bahut sari type ke indicator istemal karte hain jo Kay trading ko bahut hi profitable aur beneficial banate hain aur Indicators types ki agar bat ki jaye aur es ki searching ki jaye to bahot se indicators hamary samny asakty hey magar at a time ham ne kesi 1 ya 2 indicators ko use karna hota hay, indicators ko use karny se pehly indicator me ye khasoosiyat hona zarori hey dear Forex members Aisa tool jo market main trader ko kisi bhi kisam ki indication deta hay wo indicator kehlata hay usko indicator kahate Hain jesay moving average aur RSI waghira.
                              Indicator 2 trah ka hotay hain.
                              1. Leading Indicators :
                              Aisay indicator jo market ki move ki indication ko market main zahirhonay say pehaly show ker detay hain un ko leading indicators kehtay hian. jesay RSI, MACD, volume indicator
                              2. Lagging indicators :
                              Aisay indicators jo market ko move ko market main honay kay bad zahir kertay hain un ko lagging indicators ko kaha jata hay. jesay Moving Averages
                              Aur dear friends Jab aap MT4 ya mt5 software open karaingay charts waali jagha pr ja k aap f pr click karain wahan pr aap ko indicator show ho jayengay jin main kaafi indicator moujood hain har aik indicator ki apni quality hoti different tareeqa hota hai use karnain ka
                              Kuch indicator Jo main aapko batata chalo bht important hain woh hain
                              MOVING AVERAGE
                              RSI INDICATOR
                              MACD INDICATOR
                              SAR PARABOLIC INDICATOR
                              in sub main say Jo best hai woh hai macd indicator yeah leading indicator hai aur hamain chaye k indicators ko ham mix kar k use karain to ziadah ashay result nikaltay hian aur in ko rules k mutabiq use karna cahye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Leading indicator aor lagging indicator Mai kya difference hai?

                                Dear members trading main Kam krty howy different type k tools use hoty Hain Jo k him ko market ki movement r trend ko find krny main madad deti Hain. In ki wajha sy hum market ki overall satuation k bary main analysis kr sakty Hain. Jis ki bunyaad or him apna trade open krty Hain. R market St hum accha reward hasil krty Hain. In tools main ek indicators hoty Hain Jin ki basically two types hoti hain.

                                1. Leading Indicator:
                                Leading indicators ka trade market main apni value Hy ye him ko market ki reversal start hony sy phly signal deti hai jis ki wajha say him trade main us hissab sy action lety Hain. Is k ilawa ye trend k bary main bhi Bata Hy. Is main him ko Market main entry aur Exit point ki early selection ka moqa milta Hy. Baaz dafa is main fake signal bhi create ho sakty Hain is liy soch samjh k trade main action Lena Chahay take koi big loss Na Ho. In ko other tools r Candlestick Patterns k sath use krain gy to better result hasil ho sakty Hain. Leading Indicators main jo ziada papular Hain wo ye Hain,

                                Stochastic,
                                Relatives Strength Indicator (RSI),
                                William % R,
                                Momentum indicator, etc

                                2. Lagging Indicator:
                                Trading main lagging Indicator ko trend confirming indicators bhi kehty Hain. Ye bhi humain market satuation k bary main signal dety Hain r in ki madad sy hum market analysis main kamyabi hasil kar sakty Hain. Lagging Indicator main
                                simple moving average,
                                Parabolic SAR,
                                MACD indicator etc
                                Jesy indicators shamil hoty Hain. In different indicators ko other tools k sath Istamal kr k him accha results hasil kr sakty Hain is liy ap ko chahay k mehnat krain r ek accha trade krny ki koshish krain take AP ko kamyabi mil saky ap ki mehnat r ek accha trade hi AP ko kamyabi mil sakti Hy.

                                Trading main market analysis k liy in indicators ko use it k him accha market analysis ke sakty Hain r market ki future ki movement knbary main prediction kar sakty Hain.
                                🌼 Never Give Up 🌼

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X