Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai
    Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators


    forex trading ki market ke andar Ham bahut jyada indicator ham istemal kar sakte hain trend ko identify karne ke liye aur Market Mein trend ki strongness ko find karne ke liye ismein Kuchh Aise indicator Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain Misal ke Taur per ine indicators Mein RSI indicator ,stochastic indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain yani ke ye indicator Humko bahut hi jaldi market ki price change hone ka Ishara kar dete Hain isase Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain is market ke andar Agar Ham active hain aur is market ke andar Ham Jyada time kam kar rahe hain aur ine indicators ko agar hum Apne chart ke andar istemal kar rahe hain To Hamen is market Mein behter result hasil karte hain .


    Uske alava is market ke andar Kuchh sust indicator bhi hote hain Jaisa ke M A C D indicator isko Ham lagging indicator Kahey sakte hain yah Humko bahut hi let signal provide Karta Hai . Magar is Baat Ko Hamen Apne zahin Mein Rakhna chahie Jo leading indicator hote hain ye Akshar Hamare Sath fraud karte hain aur Hame sahi signal provide Nahin karte hain Jiski vajah se Ham is market ke andar loss kar lete hain Magar Lagging indicator trend tabdeel hone ke bad Ishara Dete Hain yah Baat Sach Hai Ki ham bahut jyada Pip miss kar dete Hain Magar yah trade munafa baksh hoti hai . Is market ke andar bahut jyada indicators Hain Jo ke Kafi tadad Mein available hain aur unko Ham calculation nahin kar sakte Agar Ham internet Mein YouTube ke upar search karte hain leeading aur Lagging indicator ke about To Hamen bahut jyada indicators mil Jaate Hain Hamen unko explain check karna chahie aur jo indicator Hamen best Lage ose indicator ko Ham Apne chart Mein istemal karna chahie . Is market ke andar Agar Hamen Ek accha profit Lena Hai To Hamen Kabhi Bhi Ek indicator ko follow nahin karna chahie Hamen chahie ki Ham Apne Chart Mein minimum 2 indicator lazmi Mein istemal Karen aur Agar vah Hamen same results de rahe ho To Hamen trade Lena chahie .
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

    Je lagging indicators use past price data estamal kar k hamy trade ma in ya out hony k signal provide karty hain. Leading indicators future price movement ki indication dety hain or ye b past price data he use karty hain. Hamy sy jb ye sawal kiya jata hai k hamy kon sa indicator use karna hai to jawab ma ham ye kehtyn hain k jis k positive points zayada hon gy. Jo hamy further discussion sy he pata chalyn gy:-

    1. Lagging inducators

    Lagging indicators wo indicators hain jo trader use karty hain market analysis k lae or ye indicator signal provide karty hain using average previous price action data. Lagging indicator jesa k name sy he zahir hai market ko lagg karty hain. Es ma trader signal ki verification sy pehle es ekdam ka mosahida karty hain. Es ka matlab hai k trader start ma kuch pips sy mehroom ho jaty hain. En pips ko khona bhot sy trader zaruri samajty hain or kuch trader ye samajty hain k unho ny enter hony ka moka he ganwa deya hai. Common lagging indicators ye hain Moving Average Convergence Divergence (MACD), Simple Moving Average (SMA), Stochastic Oscillator and Relitive Strength Index (RSI) wagera.

    2. Leading indicator

    Leading asy technical indicator hoty hain jo use karty hain previous price data or es sy forecast karty hain market ki future price movement. Ye indicators allow karty hai k trader move k start ma he market ma in ho jayn. Es ka disadvantage ye hai k trader ko us time par anticipate karna hota hai jb ye move start he ni howa hota. Es k result ma aksar wo buri jaga py ya trend reversal k time par market ma in ho jaty hain. Common leading indicators ye hain. Fibonacci retacement, Donchian Channels, Support and Resistance Level and Client sentiments.

    Leading and lagging indicators : Advantages and Limitations

    Advantages

    Leading indicator favourable entery point deta hai k certain movement start hony wali hai while lagging indicator pehle pechly price action ko confirm karta hai or phr entery provide karta hai or es ma false breakout ka risk kam hota hai.

    Limitations

    Leading indicator gurantee provide ni karta es ma trader ko apna knowledge use karna hota hai. Jb k lagging indicator ma kuch pips ki qurbani dena hoti hai tb ja kar movement ki confirmation hoti hai.

    Should you use lagging indicator or leading indicator?

    Kio b indicator perfect ni hota. Wo apni nature k mutabik trader ki help karty hain but trader ko apna knowledge use kar k he faisla karna hota hai k kb or kesy market ma enter howa jae.
     
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

      Aapane bahut hi informative post Ki Hai yah beginner ke liye bahut jyada faydemand hai .Agar beginner ya Nahin Jante Hain Ki leading aur Lagging indicate Kya Hai To vah aapki post ko padh kar informative ho sakte hain aur unko yah pata chal sakta hai ki vah Kis Tarah Se ine indicator se fayda Utha sakte hain is market Mein Jaisa ki Ham Jante Hain ki bahut hi jyada indicators available Hain inmein leading indicators bhi bahut jyada hai aur inmein lagging indicator bhi bahut jyada Hain Agar Ham Forex trading ke andar trade karne ke liye lagging indicator ka istemal Karte Hain To yah Hamare liye bahut hi jyada faydemand hote hain Kyunki ismein Humse Kuchh pip miss Ho Jaate Hain Magar Jab Ham ismein trade Lagate Hain To Hamari trade ismein profitable sabit hoti hai aur ham use trade se ek Achcha profit Le sakte hain .

      Ham is market ke andar Kisi bhi indicator ko follow Karte Hain To Hamen chahie ki Ham usmein money management ka istemal karte hue trade Karen Hamen kabhi bhi without money management is main Big Lot size ka istemal nahin karna chahie bahut jyada beginner trader yah Galti Karte Hain Ki Jab unko indicator ki taraf se koi signal mil raha hota hai to vah is market ke andar bahut badi lot size ka istemal karte hain aur FIR Unka account wash ho jata hai Hamen Aisi mistake kabhi bhi nahin Karni chahie . Forex trading aisa business hai jismein agar aapko Kamyab hona hai to aapko ismein forex ke rules ko follow karte hue aur indicator ko use karte hue work karna hota hai agar aap ismein indicator ko follow Karte Hain To aap aasani se analysis kar sakte hain aur is market ke andar money management ke sath Ek acchi trade Laga sakte hain profitable
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

        dear friend Jab Bhi ham markets Mein enter hote hain aur apne a Liye Koi new trade Lagane ke bare mein main market ke analysis Lete Hain To Ham Aise indicator ka use karte hain Jin Se Hamen profit mil sake aur ham apne liye Aisi trading kar Saken jisse Hamen future planning Mein madad Mile aur ham apni trade ko profitable banaa Saken Hamesha Apne trade ko profitable banane ke liye Hamen different type ke indicator use Karne padte hain aur Aise tools ka istemal karna padta hai jisse Hamen Jyada Se Jyada fayda Mile aur ham apne liye earning acchi kar Saken to Jab Bhi Ham indicator ka use karte hain to Unse Kuchh indicator Aise Hote Hain Jo Hamen leading category Dete Hain means ke Hamen fast movement ke sath apni trading Mein fayda Dete Hain aur kuchh indicator Aise Hote Hain Jo Hamen slow movement mein lagging yani sussat indicator category milati Hai Jinhain hum lagging indicator Kahate Hain ine se Hamen long term trading karne mein fayda Milta hai aur ham apne liye Aisi strategy aur planning banate hain jisse Ham market Se Achcha fayda Hasil kar sakte hain

        Leading indicators (Tezz)
        Ye Tezz indicator hote hain jin men candlestick bahut hi teezi ke sath Banti hain aur ham is se apni market analysis lete Hue Inka Sahi use karte hue apni trade ko profitable banane ki koshish karte hain but leading indicator Aise indicators Hote Hain Jo Aksar Hamen loss Ka Shikar kar dete Hain Kyunki Unki movement bahut jyada tezz hoti hai aur yah Hamen indication to sahi Dete Hain but market ki fast moment ki vajah se Ham loss Ka Shikar Ho Jaate Hain To Jab Bhi Ham leading indicators ka use karte hain To Hamen market ke bare mein analysis acchi leni chahie aur candlestick ki moment ko achy sy judge karna chahie iski Ek example yah hai ki aap MACD indicator use karte hain Tu ye aapko bahut Tezz Movement Mein indication deta hai but aapko is se Aksar loss Ho Jata Hai Iski vajah yah hai ki market ki fast movement ki vajah se Hamen leading indicator se loss Ho Jaate Hain isliye Jab Bhi Ham Tezz yani leading indicator ka use karen to market ke analysis acche se liya Karen

        Lagging indicators (Sussat)
        Dear friend Jab Ham candlestick ki moment Ko judge karte hain aur bearish aur bullish trend ko follow krty hue apni trade ko perform karne ki koshish karte hain aur Market ke bare mein analysis lete Hain To Hamen bahut hi Achcha fayda Milta Hai Lagging indicator aisy indicator Hain Jin Se Hamen Hamesha profit Milta hai agar Hamen in ko acchi tarike se judge karte hain aur bearish aur bullish Trend ke patterns ko Palan karte hain aur moving average type ke indicators ko follow Karte Hain To Hamen bahut hi Achcha result Milta Hai market se lagging indicators ki movement bahut slow hai but ye indicator Hamen profitable trading karne ka chance Dete Hain Jin Se Ham apni trading ko Kamyab banaa sakte hain
         
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

          Leading aur tagging indicator basically forex me bht important hoty hen hamesha margin apky account balance per depend karta hai jitna ap ka account balance acha ho ga ap us ke hisab se lot lagein gy Margin ap ke leverage per depend karti hai aur kitny bhi bouns account hein un ka leverage 1:50 hota hai .Aik usool bna lein ke shru ke trade main minimum lot lagein tahan ke market ki next movement ka kuch pta chal saky Lot size ap ke account balance per depend karti hai jitna ap ka account balance acha ho ga ap us ke hisab se lot lagein gy .Lot size ap ke leverage per depend karti hai aur kitny bhi bouns account hein un ka leverage 1:50 hota hai .Aik usool bna lein ke shru ke trade main minimum lot lagein tahan ke market ki next movement ka kuch pta chal saky lot size hmaesha yad rakhain capital k hisab say hoti ha jitna bra apka capital ho ga utni bri lot al lga sktay ho meray khayal main agr apka capital bra bhi to lot ziyada bti nai lgani chaheay kyun m agr apko us trade main loss ho raha ho to ap kisi aur pair pay order lga sko agr ap k pas margin he mai to ap order nai lga sko gay. Lot ki koi limit nai lekin phir bhi trading small lot say start krni chaheay.account standard he or ap bonus se trade kar rahe ho to mera kehna he ke lot size apne bonus par 0.20 he rakhe zyada rakhne se loss hone ka bhi imkaan he lot size ka apko khas khayal rakhna chahiye agra apne profit ke chakkar me zyada lot laga le to apke account me jo bonus hoga wo bhi zaya hojaye ga. forex main bare lot size apny kum bonus account pay lagaty haen our usay wash ker dtiy hain humaan forex main kum lot size k sath trade kerni chahy our apni koshsh ye ho k capital bonus ko safe ker k profit ka soucha jaey
           
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

            Ji forexmain istemal hony waly indicators hamain future trade ka ishara karyy hain. Lagging ya leading indicator ki pehchan price movement kay sath change hony say pata chalti ha. Jo indicator fori change hoty rehty hain woh leading and jo indicators past data yani keh price ki movement ki base per data show karty hain woh lagging indicators kwhlaty hain.
            Lagging indicators main sab say ziada istemal hona wala indicator MACD indicator hay. MACD indicator past data main say calculate hota hay aur phir sky bad yechart per plot hota hay. Jis say hamain different pointa per entry and exit ki trade karny ka moqa milta hay. MACD indicatir bahut dair bad confirm hota hay jis waja say ham is per bahut short trade kar sakty hain. Laikin ye trade sahi simat aur confirm signal ki base per hoti hay jis say ham profitable trade karty hain.
            Leading indicator yani keh fori ya jaldi ya sudden indicator, ye indicator hamain bahut jald ciming trade ka ishara daity hain. Laikin ye indicatir helpful nai hoty q keh jitni jaldi ye hamain future trade ka ishara day rahy hoty hain utni hetaizi say ye again change bhi ho jaty hain. RSI indicator ki bat karain to ham daikhtu hain keh ye bahut taizi say zic zac banata hay, aur baz dafa above 70 per haain sell ka indicator daita hay laikin is kay bawajood price high and high jati rehti hay.
            Koi bhi inducator hamain coming trade ki confirmation nai daita. Q keh yeh ishary hoty hain. Koi confirmation nai hoti. Jis waja say hamain proper analysis, risk and money management ki zaroorat hoti hay. In indicators ka use successful technical aur fundamental analysis kay bad combination banany say he mumkin hota hay. Tab he ham in indicators say kisi had rak help lay kar kuch pips ka profit gain kar sakty hain.
             
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

              dear friend, forex ma tools aur indicators k proper use sa hm achi aur mufeed trading kad patay hain ye hmain trading k liay achi aur timely indications daitay hain, in sa hmari trading easy ho jati ha aur hm market ko thek tarah predict kar saktay hain.

              leading indicator : ye indicator hmain naya trend start honay k ya us k reverse janay k baray ma timely indicate karta ha, in ka faida ye hota ha k ye bht jaldi hmain reversal ya forward trend ka batatay hain, hm in indicators ko dusray tools aur candle patterns aur support resistance k sath combine kar k achay results hasil kar saktay hain.

              lagging indicators : lagging indicators ko hm trend confirming ya trend following indicators b keh saktay hian, ye hmain trend change honay k baad ishara daitay hain aur kisi chart par jb koi event ho jata ha us k baad lagging indicators k signals miltay hain, in ka nuksan ye hota ha k ye apko trade open karnay ma late kar daitay hain, jis sa ap achi entry position sa mehroom ho jatay hain, MACD aik popular lagging indicator ha,

              leading indicator hmain kisi b moment ka ishara pehlaay da daita ha lakin lagging indicator pehlay previous price actions ko confirm karta ha aur phr aik kisam ka belated entry point provide karta ha, hm in indicators ko apnay liay tb hi mufeed bna saktya hain jb hmain in ko properly samajhna aa jay aur ye tb hi mumkin hota ha jb hm forex ko acha time daitay hain aur iski learning ko vast karnay k liay hardwork kartay hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                dear member jaisa ke aap ko yeh baat maloom hai keh trading karna aasan Kaam nahin hai aur is ke liye members ko kafi zyada help ki zarurat hoti hai aur koi bhi member jis tarah se apni trading ko continue karna chah Raha hota hai voh is ko continue kar lene ki koshish kar raha hota hai aur us ki koshish hoti hai ki us ki trading successful ho jaaye aur achi trading kar lene ke bad us ko achi earning bhi hasil ho jaaye aur yahi vajah hai keh har ek member apni trading ko successful kar lene ke liye aur bhi zyada achi tarah se us mein help lene ki koshish karta hai aur yah help members ko indicators ke istemal kar lene ki vajah se mil jaati hai kyun keh indicators members ki trading ko successful hone mein help dete Hain aur yeh indicators jaisa ke dear member aap ne in ke bare mein apni information share ki hai bahut zyada useful indicator hain in ki help le kar bhi koi bhi member achi tarah se apne trading ko agar continue karna chahta hai to phir un ko yeh bhi maloom hona chahie ki indicators ka istemal kis tarah se apni trading mein karna hai kyun keh agar indicator se related members ke pass experience nahin ho ga tu is tarah se voh is ko apni trading main bhi istemal nahin kar sakay gay aur is tarah se phir un ko in ke ache results nahin mile ge trading ke liye indicators koi bhi ek nahin hai is ke liye maximum indicators hain aur har ek ko istemal kaise karna hai yah har ek member ko is se related apna experience improve kar lena hi sabse zyada acha sabit ho ga
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                  Lagging inducators

                  Lagging indicators wo indicators hain jo trader use karty hain market analysis k lae or ye indicator signal provide karty hain using average previous price action data. Lagging indicator jesa k name sy he zahir hai market ko lagg karty hain. Es ma trader signal ki verification sy pehle es ekdam ka mosahida karty hain. Es ka matlab hai k trader start ma kuch pips sy mehroom ho jaty hain. En pips ko khona bhot sy trader zaruri samajty hain or kuch trader ye samajty hain k unho ny enter hony ka moka he ganwa deya hai. Common lagging indicators ye hain Moving Average Convergence Divergence (MACD), Simple Moving Average (SMA), Stochastic Oscillator and Relitive Strength Index (RSI) wagera.

                  2. Leading indicator

                  Leading asy technical indicator hoty hain jo use karty hain previous price data or es sy forecast karty hain market ki future price movement. Ye indicators allow karty hai k trader move k start ma he market ma in ho jayn. Es ka disadvantage ye hai k trader ko us time par anticipate karna hota hai jb ye move start he ni howa hota. Es k result ma aksar wo buri jaga py ya trend reversal k time par market ma in ho jaty hain. Common leading indicators ye hain. Fibonacci retacement, Donchian Channels, Support and Resistance Level and Client sentiments.

                  Leading and lagging indicators : Advantages and Limitations

                  Advantages

                  Leading indicator favourable entery point deta hai k certain movement start hony wali hai while lagging indicator pehle pechly price action ko confirm karta hai or phr entery provide karta hai or es ma false breakout ka risk kam hota hai.

                  Limitations

                  Leading indicator gurantee provide ni karta es ma trader ko apna knowledge use karna hota hai. Jb k lagging indicator ma kuch pips ki qurbani dena hoti hai tb ja kar movement ki confirmation hoti hai.

                  Should you use lagging indicator or leading indicator?

                  Kio b indicator perfect ni hota. Wo apni nature k mutabik trader ki help karty hain but trader ko apna knowledge use kar k he faisla karna hota hai k kb or kesy market ma enter howa jae.
                  Multi-Quote This Message


                  jecky said:
                  Today 06:09 PM
                  Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai
                  Aapane bahut hi informative post Ki Hai yah beginner ke liye bahut jyada faydemand hai .Agar beginner ya Nahin Jante Hain Ki leading aur Lagging indicate Kya Hai To vah aapki post ko padh kar informative ho sakte hain aur unko yah pata chal sakta hai ki vah Kis Tarah Se ine indicator se fayda Utha sakte hain is market Mein Jaisa ki Ham Jante Hain ki bahut hi jyada indicators available Hain inmein leading indicators bhi bahut jyada hai aur inmein lagging indicator bhi bahut jyada Hain Agar Ham Forex trading ke andar trade karne ke liye lagging indicator ka istemal Karte Hain To yah Hamare liye bahut hi jyada faydemand hote hain Kyunki ismein Humse Kuchh pip miss Ho Jaate Hain Magar Jab Ham ismein trade Lagate Hain To Hamari trade ismein profitable sabit hoti hai aur ham use trade se ek Achcha profit Le sakte hain .

                  Ham is market ke andar Kisi bhi indicator ko follow Karte Hain To Hamen chahie ki Ham usmein money management ka istemal karte hue trade Karen Hamen kabhi bhi without money management is main Big Lot size ka istemal nahin karna chahie bahut jyada beginner trader yah Galti Karte Hain Ki Jab unko indicator ki taraf se koi signal mil raha hota hai to vah is market ke andar bahut badi lot size ka istemal karte hain aur FIR Unka account wash ho jata hai Hamen Aisi mistake kabhi bhi nahin Karni chahie . Forex trading aisa business hai jismein agar aapko Kamyab hona hai to aapko ismein forex ke rules ko follow karte hue aur indicator ko use karte hue work karna hota hai agar aap ismein indicator ko follow Karte Hain To aap aasani se analysis kar sakte hain aur is market ke andar money management ke sath Ek acchi trade Laga sakte hain profitable
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                    A.o.A dear main aaj lagging and leading indicators k baaray mein share krna chahta hon.hum ko trade k leye indicators ka istamaal krna parta hai q k yehi hamary leye kafi helpful sabit hotay hain.basically indicators ki 2 types hain lagging indicators and leading indicators.lagging indicator woh indicators hain jo market price se thora late move krtay hain aur jb trend confirm ho jaye yeh hum ko buy ya sell ka signal detay hain aur lagging indicators ki accuracy bohat ziada achi hoti hai. Forex trading mein do Tarah Ke indicator istemal kiye Jaate Hain ismein aapke pass lagging indicators bhi hote hain aur leading indicators bhi hote hain lagging indicators aapko market ki friend ki confirmation ke bad aapko ismein trades Dete Hain aur aapko ismein long term trading ke liye istemal kiye Jaate Hain aur leading indicators aapke pass advance indicators hote hain bhai foorex trading main loss aur profit doono kay chaances hotay hain iss liya try kaarain kay traading ko mukamaal learoning kar kay start karain aur loss honay pe uss ki reason ko daikain aur apni galtiyun ki isla karnay ki try karain aur apni planning ko change karain aur try karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                      Yes dear jab Ham market Mein istemal hone wale different indicators ko divide Karte Hain To sabse pahle Ham Inko 2 major parts Mein divide Karte Hain Jisko Ham lagging indicators aur leading indicator mein Main divide Karke a ine Mein further division kar sakte hain. Jab Ham market ke different indicators ko leading indicators for lagging indicators we divide kar Leti Hai to uski Baat in indicators ki bahut sari type hoti hai jo ki Ham market Mein istemal karte ho yah bahut jyada benefits Hasil kar sakte hain sabse pahle main aapko leading indicator aur lagging indicator me difference Bata Kar Uske bad uski kuch important type ke Hawale se aap se Kuchh information share karna chahta hun.

                      Leading indicators :

                      Leading indicators vah Hote Hain Jo Humko advance mein information provide kar rahe Hote Hain is situation main market current abhi tak confirm Nahin Hua Hota aur ham Ek Achcha decision Le sakte hain aur ismein ham Jyada benefits Hasil kar sakte hain ya indicator Humko market current banne se pahle hi indication provide kar rahe Hoti Hai Jiski basis per Ham Ek Achcha decision aur ek achi Jagah se entry lene ki position Mein hote hain isko leading indicators Kaha jata hai.

                      Leggings indicator :

                      Legging indicator Jaise ke is ke naam se hi aap Idea Laga sakte hain ya indicator Humko thoda let indicate Karte Hain Jab market ka ek trend ban jata hai to market ke Trend ke banne ke bad yah indicator Humko confirmation deta hai ki aap market Mein entry Le sakte hain isko legging indicator Kaha jata hai. Lagging indicator main aapko Ek fayda hota hai ki aap ke nuksan hone ke chance bahut kam hote hain Kyunki market current already trend bna hota hai aur ismein aapko ya nuksan hota hai ki yah indicator aapko thoda sa lete indication provide Karta Hai Jiski vajah se aapka profit Kuchh kam hone ke chances Hote Hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
                        Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators


                        forex trading ki market ke andar Ham bahut jyada indicator ham istemal kar sakte hain trend ko identify karne ke liye aur Market Mein trend ki strongness ko find karne ke liye ismein Kuchh Aise indicator Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain Misal ke Taur per ine indicators Mein RSI indicator ,stochastic indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain yani ke ye indicator Humko bahut hi jaldi market ki price change hone ka Ishara kar dete Hain isase Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain is market ke andar Agar Ham active hain aur is market ke andar Ham Jyada time kam kar rahe hain aur ine indicators ko agar hum Apne chart ke andar istemal kar rahe hain To Hamen is market Mein behter result hasil karte hain .


                        Uske alava is market ke andar Kuchh sust indicator bhi hote hain Jaisa ke M A C D indicator isko Ham lagging indicator Kahey sakte hain yah Humko bahut hi let signal provide Karta Hai . Magar is Baat Ko Hamen Apne zahin Mein Rakhna chahie Jo leading indicator hote hain ye Akshar Hamare Sath fraud karte hain aur Hame sahi signal provide Nahin karte hain Jiski vajah se Ham is market ke andar loss kar lete hain Magar Lagging indicator trend tabdeel hone ke bad Ishara Dete Hain yah Baat Sach Hai Ki ham bahut jyada Pip miss kar dete Hain Magar yah trade munafa baksh hoti hai . Is market ke andar bahut jyada indicators Hain Jo ke Kafi tadad Mein available hain aur unko Ham calculation nahin kar sakte Agar Ham internet Mein YouTube ke upar search karte hain leeading aur Lagging indicator ke about To Hamen bahut jyada indicators mil Jaate Hain Hamen unko explain check karna chahie aur jo indicator Hamen best Lage ose indicator ko Ham Apne chart Mein istemal karna chahie . Is market ke andar Agar Hamen Ek accha profit Lena Hai To Hamen Kabhi Bhi Ek indicator ko follow nahin karna chahie Hamen chahie ki Ham Apne Chart Mein minimum 2 indicator lazmi Mein istemal Karen aur Agar vah Hamen same results de rahe ho To Hamen trade Lena chahie .
                        G han dear ager daikha jaye tu indicator ki kafi aqsam hai jin pay ap kam lartye hain ya ap nay kam nhi kiya ho ga per jhan tak mera khyal hai tu es mai kafi aisye indicator hain jin mai kam karna asan hai aur fast hai yani kay ap es mai quick action kay tor pay acha kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai aur ap ka kam asan ho jata hai kub kay es mai kuch indicator tu aisye hain kay jin mai kam kartye haim tu wo update he nhi hotye hain jis kay bad ap ko kafi masla ban kata hai aur ap ka kafi nuqsan bhi ho sakta hai kiyu kay trading mai ap ka sath sath update rhana kafi zaroori hai es kaliye kay ap kam kar rhain tu ap ko fast chalna parta hai ap es mai fast nhi chalain gaye tu ap kafi peechye rhaye jain gaye ya tu ap ka account wash kar diya jata hai ya pher ap ko atna lose ho he jata hai kay ap us ko recover karna mushkil ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap forex mai kam kartye hain tu ap es mai indicator hamesha achye use kiya karain ta kay bad mai ap kaliye asani ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam achye say acha kartye rhain aur ap ka main point jo hai wo hai mahnet aur aimandari kay sath acha kam ager ap es mai es tarha mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain ap es mai chye indicator ap ko kafi kamyabi daitye hain aur ap ko timely daitye hain kamyabi ye nhi hai kay ap ko bus pendingai rakhtye hain ya kafi waite iarna parta hai es mai aisa koi sewn nhi hai ap es mai acha kam karain mahnet aur lagan kay sath he pa ka kam acha kiya jata hai aur ap es mai kamyab ho he katye hain acha kam kar kay kamyabi mil jatye hain
                         
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                          forex main trading karny kay liye price action strategy ka bhi kafi istemal kia jata hay. Jaisa keh iskay name say he zahir hay keh price ka radd-e-amal. Jab price up aur down hoti hay, ya low aur high hoti hay ya fluctuate hoti hay to iskay kam ya ziada ka faida uthaty huye kuch trader buy ya sell ki trade lagaty hain, jisko price action strategy ka nam dia jata hay. Forez main is atrategy per kis tarah trade ki jati hay, aaiye isko discuss karty hain.
                          Ham janty hain keh kisi bhi pair ki price achanak up ya down nai hoti. Balkeh market kay kai factors ki involvement say ye zic-zac banaty huye up ya down hoti hay. Isi tarah trend bhi change hota rehta hay. Traders price ki is movement ko bahut deeply analyse karty bain aur aisy turning points note karty hain jahan say aksar price reverse ho rahi hoti hay. In points per wo price kay reverse hony per faida uthaty hain aur trade lagaty hain. Kai dafa ye trade inky analysis kay mutabiq profitable ho jati hay. Jab keh aisa bhi hota hay keh price apny support ya resistance points ko break kar kay mazeed movement karti hay jis waja say traders ko loss ho jata hay. Laikin ager price action strategy kay sath kuch indicators and analysis ko sumup kia jaye to is strategy say bahut achi trade kar kay earning ki ja sakti hay. Laikin iskay liye zaroori hay keh hamary pas backup plan bhi ho ta keh hamain minimum loss ho aur ham aik exit point per trade say out ho jayain. Price action strategy main SL, TP, Buy limit aur Sell limit ka use kar kay safe trading possible ho sakti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
                            Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators


                            forex trading ki market ke andar Ham bahut jyada indicator ham istemal kar sakte hain trend ko identify karne ke liye aur Market Mein trend ki strongness ko find karne ke liye ismein Kuchh Aise indicator Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain Misal ke Taur per ine indicators Mein RSI indicator ,stochastic indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain yani ke ye indicator Humko bahut hi jaldi market ki price change hone ka Ishara kar dete Hain isase Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain is market ke andar Agar Ham active hain aur is market ke andar Ham Jyada time kam kar rahe hain aur ine indicators ko agar hum Apne chart ke andar istemal kar rahe hain To Hamen is market Mein behter result hasil karte hain .


                            Uske alava is market ke andar Kuchh sust indicator bhi hote hain Jaisa ke M A C D indicator isko Ham lagging indicator Kahey sakte hain yah Humko bahut hi let signal provide Karta Hai . Magar is Baat Ko Hamen Apne zahin Mein Rakhna chahie Jo leading indicator hote hain ye Akshar Hamare Sath fraud karte hain aur Hame sahi signal provide Nahin karte hain Jiski vajah se Ham is market ke andar loss kar lete hain Magar Lagging indicator trend tabdeel hone ke bad Ishara Dete Hain yah Baat Sach Hai Ki ham bahut jyada Pip miss kar dete Hain Magar yah trade munafa baksh hoti hai . Is market ke andar bahut jyada indicators Hain Jo ke Kafi tadad Mein available hain aur unko Ham calculation nahin kar sakte Agar Ham internet Mein YouTube ke upar search karte hain leeading aur Lagging indicator ke about To Hamen bahut jyada indicators mil Jaate Hain Hamen unko explain check karna chahie aur jo indicator Hamen best Lage ose indicator ko Ham Apne chart Mein istemal karna chahie . Is market ke andar Agar Hamen Ek accha profit Lena Hai To Hamen Kabhi Bhi Ek indicator ko follow nahin karna chahie Hamen chahie ki Ham Apne Chart Mein minimum 2 indicator lazmi Mein istemal Karen aur Agar vah Hamen same results de rahe ho To Hamen trade Lena chahie .
                            Assalam o Alaikum! Dear brother apna indicator ki main two catagories per bhot detail aur acha knowledge hamara sath share kiya ha. Indictors ka use trading man bhot important ha ye trader ko market man entry aur exit k bara man indication deta ha. Jab ham trading kerta han to hamen indicators ka ager main use pata ho aur ham na koi indicator choose kerta han to hamara mind man atta ha k asa indicator ho jo hamen zayad aur accurate trade entry aur exit k bara man signal de. Indicators ko main two catagories man divide kia gya ha.

                            1. Lagging Indicators: (sussat)

                            Lagging indicators jasa name sa he zaher ha k ye financial assets k previuse price chart ko use ker k hamen trade entry aur exit k bara man batata ha. Lagging indicators long term trading signals deta ha, jo slowly generate hota aur inki accuracy baqi indicators k motabiq zayada ha. Lakin iska sab sa bara drawback ye ha k is man trader pori terha sa apni trading man profit nahe hasil ker pata, q k lagging Indicator signals ki confirmation previuse price chart k average pa deta han isliye is man time zayada lug jata ha confirm singnal dena man jiski waja sahe time per enter nahe ho pata jis sa profit kum hota ha. Lakin accurate singnals deta ha. Lagging Indictors man "Moving Average, Stochastic Oscillator aur Relative Strength Index kuch famouse lagging indicators han,.
                            2. Leading Indicators: (Tezz)

                            Leading Indicators k name sa he zaher k ye hamen trading man price chart k ander lead kerta ha yani future market ki movement batata ha. In indicators ko ham market forecasting k liye use karta han aur iska signals bhot tazi atta han aur ager time management trader ki sahe nahe to trader ko loss b hota ha. Isko sirf expert trader he short tern trading signals k tor per use kerta ha. In indicators ko new trader use nahe ker sakta q new trader ki time management weak hoti ha , lakin profissional trading in indicator ko use ker short term trading kerta ha. In k signals man accuracy b nahe hoti. Leading indicators famouse indicators man sa ak Support aur Resistance Level b ha.


                            Conclusion:

                            Sara indicators he trader ki different ways sa trading k ander help kerta ha lakin trader ko asa indicator choice kerna chahye jo usa use man asan aur acha aur profit wala signals de.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

                              dear forex me leading aur lagging indicators ka zikar hota hai to saath main indicators ka zikar lazmi hota hai. Kun bahut saary log indicators ka istemaal kar rahy hain aur indicators ke wajha sy apni trading ko zayda profitable vana rahy hain. Forex market main indicators aapko koi bhee trade open ya close karny main madad dety hain. Maslan aap agar moving average ka indicator use kar rahy hain to wo aap ko short term trading kay liey bhee aur long term main trading karny kay liey bhe help karta hai. Aur aapka sawal hai k indicators hain kiya: indicators just simple computers program hain jo market ke values ka comparisons karty hain aur us main tabdeeli aany sy aap ko predictions dety hain kay aapko buy karna chahey ya sell karna chahey.Indicators Ka Use:Indicators ka use aapko us ke details ka pata hony sy aur wo kis base par aur kesy kaam karta ha wo pata hona chahey. Jab tak aapko ye pata nahee hoga kay indicators signal kis tarah deta hai to aaap uss ka shee use nahee kar sakty hain. Aapko bht saary indicator Mt4 main available hain jin mainMACD, SMA, Bolinger Band aur EMA weghara shaamil hain. En main sy kuch indicators aapko trend identify karny main help karty hain aur trend ke strength btaaty hain. Jab kay kuch sy aap scalping kar sakty hain. Esi tarha aur bhe indicators mojood hain jin ka use alag alag hai aur indictor ka zikar kartay rehtay hain air suntay rehtay hain PR indicator surf market follow kartay hain air ziada sy ziada trend show kar deta hain k market up trend ja rahi hai ya down trend ja rahi hai air agar aap kamyab hona chahtay hain to merit baat mainain or indicator PR fully depond nan Karen air khud analysis karain air donon qisam k analysis PR tawajuh dain fundamental and technical analysis donon PR sahi dhiyan rain tb hi aap kamyab hun gay q k indicator aap ko news k baray main ni bata saktay yeah to bs follower hain market k air aap khud ko follower nan banayen kisi k bhi air agar indicator use kar nain hain air to at a time do ya
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X