Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
    Yes dear jab Ham market Mein istemal hone wale different indicators ko divide Karte Hain To sabse pahle Ham Inko 2 major parts Mein divide Karte Hain Jisko Ham lagging indicators aur leading indicator mein Main divide Karke a ine Mein further division kar sakte hain. Jab Ham market ke different indicators ko leading indicators for lagging indicators we divide kar Leti Hai to uski Baat in indicators ki bahut sari type hoti hai jo ki Ham market Mein istemal karte ho yah bahut jyada benefits Hasil kar sakte hain sabse pahle main aapko leading indicator aur lagging indicator me difference Bata Kar Uske bad uski kuch important type ke Hawale se aap se Kuchh information share karna chahta hun.

    Leading indicators :

    Leading indicators vah Hote Hain Jo Humko advance mein information provide kar rahe Hote Hain is situation main market current abhi tak confirm Nahin Hua Hota aur ham Ek Achcha decision Le sakte hain aur ismein ham Jyada benefits Hasil kar sakte hain ya indicator Humko market current banne se pahle hi indication provide kar rahe Hoti Hai Jiski basis per Ham Ek Achcha decision aur ek achi Jagah se entry lene ki position Mein hote hain isko leading indicators Kaha jata hai.

    Leggings indicator :

    Legging indicator Jaise ke is ke naam se hi aap Idea Laga sakte hain ya indicator Humko thoda let indicate Karte Hain Jab market ka ek trend ban jata hai to market ke Trend ke banne ke bad yah indicator Humko confirmation deta hai ki aap market Mein entry Le sakte hain isko legging indicator Kaha jata hai. Lagging indicator main aapko Ek fayda hota hai ki aap ke nuksan hone ke chance bahut kam hote hain Kyunki market current already trend bna hota hai aur ismein aapko ya nuksan hota hai ki yah indicator aapko thoda sa lete indication provide Karta Hai Jiski vajah se aapka profit Kuchh kam hone ke chances Hote Hain.
    Ji han Apne bahut hi acchi information share Ki Hai is market ke andar humein bahut jyada indicators se wasta padta hai ismein Kuchh indicator Hamen bahut hi jald signal provide karte hain aur kuchh Jo indicator hote hain vah Hamen late signal provide Karte Hain inmein Jo leading indicator hote hain vah Hamen trend change hone se pahle hi Ishara kar dete hain aur leading indicator course market Ke Andar Jyada Behtar Nahin Samjha Jata Agar Ham is market ke andar leading indicator ka istemal Karte Hain To Hamen ismein Jyada fayda Nahin Hota Hamen chahie ki ham ismein lagging indicator ka istemal Karen lagging indicator ka ek nuksan hi hai ki ismein Humse bahut jyada pip miss Ho Jaate Hain Magar Jab Ham uske andar trade Lete Hain To yah trade profitable Hoti Hai Ham is Mein Ek Achcha profit Le sakte hain Hamen Kabhi ais market ke andar Ek indicator ke sath trade Nahin Karni chahie Hamen chahie ki Ham ek se 2 indicator ko back Waqt Apne chart ke andar istemal Karen aur jab yah dono indicator Hamen same result provide karen to use Waqt Hame ais market ke andar trade Lagani chahie Agar market ke ander trade Lagan Mein jaldbazi karte hain ya pher Ham trend ke against trade Lagate Hain To is market ke andar Kabhi Bhi Ek Achcha profit Hasil nahin kar sakte hain Forex trading aik aise business hai jis mein agar aap without knowledge or experience kam Karte Hain To is main aapko kabhi bhi success Nahin milati ismein kamyabi aapko sirf aur sirf Mahenat se hi success milati hai agar aap ismein Karenge ko use Karenge to aap ismein Jarur Kamyab Honge
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

      Assalam o Aluikum! Dear member apna indicators k bara man bhot achi information share ki ha hamara sath. Indicators k bara man b apka sath kuch knowledge share kerna chahta hon. Trading man indicators hamen market k ander kab enter aur kab exit hona ha. Her indicator ki apni kuch spacification hoti jis ki waja sa trader usko market man financial asset k price chart man use ker k market trend ki direction man trade ki entry aur exit find kerta ha.

      Indicators ki basics two types han;

      1. Leading Indicators:

      Ye indicators financial instrument k previous prices chart ko observe ker k future man market price ki movements ki forcasting kerta ha. Aur is man trend sath hota he trader ko entry ka signal mil jata ha. Aur trader is indicator ki waja sa single pips b ttade k zaya nahe kerta. Lakin is man trend start hota he entry deta h is liye is man akser signals ki waja sa loss ho jata ha. Aur sirf short time trades he find kerta han. Fabonacci Retracement ak Leading indicator ha.

      2. Lagging Indicators:

      Ye indicators financial instrument k previose price k chart k average price sa signal observe kerta han. Lagging ka matlab hota ha picha kerna, is liye in ka name lagging indicator ha q k ye markwt ko lag kerta hn. Ye indicator jo hamen ignal deta ha uska trend ko already ham market man dakh raha hota han. Is waja sa kuch start ka profit hamara zaya ho jata ha. Ye indicators hamasha long term trades he find ker k deta han. Ye indicators hmasha accurate trade batata han.
      Conclusion:

      Mera knowledge k motabiq hamen wo he indicafor use kerna chaheye jis k use simple ho aur acha result deta ho trading man. Aur lagging indicator new traders ka liye use kerna sa faida hoga.
       
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

        Dear forex market mein aapane agar indicator use karna hai to aapko yah pata hona chahie ki market mein indicator ki do sites-available hai ek leading indicator hote Hain Jo market khatron aapko pahle se bata dete Hain yah aapko yah prediction de deta hai ki market mein kaun se level Tak movement karni hai aise hi is market mein main lagging indicator available hote hain jo aapko yah Bata rahe hote Hain ki market ne abhi yah trend start kar diya hai aur ismein aapko yah wali trade open karni chahie is market mein trade lagane ke liye aapko yah pata hona chahie ki aap is market mein Jo bhi indicator use kar rahe hain uske bare mein sahi detail aap ko pata Ho ki aap is per kaise trade laga sakte hain Jo tradus market mein acchi tarike se use karte hain humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai aapko is market mein apni trading plan ko dekhti hogi trade karne hoti hai market mein uske karte hain unko kabhi bhi kam ja bhi nahin mila aarti aapko is market mein achcha kam karne ke liye planning karni hoti hai agar aap is market mein achcha plan karke kam karte hain wapas market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo dress market mein mehnat karte hain unko kamyabi mil jaati hai.
         
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
          Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators


          forex trading ki market ke andar Ham bahut jyada indicator ham istemal kar sakte hain trend ko identify karne ke liye aur Market Mein trend ki strongness ko find karne ke liye ismein Kuchh Aise indicator Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain Misal ke Taur per ine indicators Mein RSI indicator ,stochastic indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain yani ke ye indicator Humko bahut hi jaldi market ki price change hone ka Ishara kar dete Hain isase Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain is market ke andar Agar Ham active hain aur is market ke andar Ham Jyada time kam kar rahe hain aur ine indicators ko agar hum Apne chart ke andar istemal kar rahe hain To Hamen is market Mein behter result hasil karte hain .


          Uske alava is market ke andar Kuchh sust indicator bhi hote hain Jaisa ke M A C D indicator isko Ham lagging indicator Kahey sakte hain yah Humko bahut hi let signal provide Karta Hai . Magar is Baat Ko Hamen Apne zahin Mein Rakhna chahie Jo leading indicator hote hain ye Akshar Hamare Sath fraud karte hain aur Hame sahi signal provide Nahin karte hain Jiski vajah se Ham is market ke andar loss kar lete hain Magar Lagging indicator trend tabdeel hone ke bad Ishara Dete Hain yah Baat Sach Hai Ki ham bahut jyada Pip miss kar dete Hain Magar yah trade munafa baksh hoti hai . Is market ke andar bahut jyada indicators Hain Jo ke Kafi tadad Mein available hain aur unko Ham calculation nahin kar sakte Agar Ham internet Mein YouTube ke upar search karte hain leeading aur Lagging indicator ke about To Hamen bahut jyada indicators mil Jaate Hain Hamen unko explain check karna chahie aur jo indicator Hamen best Lage ose indicator ko Ham Apne chart Mein istemal karna chahie . Is market ke andar Agar Hamen Ek accha profit Lena Hai To Hamen Kabhi Bhi Ek indicator ko follow nahin karna chahie Hamen chahie ki Ham Apne Chart Mein minimum 2 indicator lazmi Mein istemal Karen aur Agar vah Hamen same results de rahe ho To Hamen trade Lena chahie .
          Trading ky liay beshumar indicators available hain lekin in main sy kuch indicators hi aesy hain jin main hamain trading kerny sy acha profit hasil ho sakta hai jabky aksar aesy hain ky jin main chance hi hota jabky hamain prodir hasil ho jaey kyun ky jab bhi ham in indicators ko use kerty huey trade kerty hain tou trade open kerty hi market ki position change hony ky sath indication bhi same indicators main change ho jati hai aur hamain open trade main loss hona shoru ho jata hai agar Ham aesy fast indicators ko use kerty hain Jesy ky stochastic oscillator to in indicators sy ham market ko achi terha read ker ky trade open kerty hain tou hamain bahot acha profit hasil ho jata hai kyun ky jesy hi market ki kisi direction main kuch movement hoti hai tou same indicator main market ki position immediately change ho jati hai aur hamain indication milti hai ky ham kisi bhi direction main ho stochastic oscillator bata raha ho main trade open kerty hain tou hamari trade successful hoti hai aur hamain bahot achi earning hasil ho jati hai tou jo bhi indicators stochastic oscillator ki terha hain aesy tamam indicators fast moving indicators hain jo market ki bahot hi quick indication provide kerty hain tou ham aesi indication ko follow kerty huey baghair sochy samjhy bhi trade open ker dain tou hamain short time main bhi bahot achi earning hasil ho sakti hai aesy indicators fast ya leading indicators hoty hain

          Kuch indicators market ki movement ko follow kerty huey movement ker rehy hoty hain ky market kisi direction main move ker chuki hoti hai tou same direction main indicators bhi market ki movement ki indication provide ker rehy hoty hain aesy indicators ko follow kerty huey profit hasil kerna bahot mushkil ho jata hai ky hamain long time wait bhi karna parta hai ky jab market main aesi situations bany gi ky market main hamain kisi indicator sy trend main ya reverse trend main movement ki indication mily gi tab ham trade open ker sakain gy tou jab aesi situation banti bhi hai tou aesa hota hai ky ham trade tou indicator ko follow kerty huey open kerty hain lekin market apni position bhi change ker leti hai tou hamain loss hona shoru ho jata hai jesy ky parabolic sar indicator hai jis main market kisi bhi direction main movement ker rehi ho tou ham wait kerty hain ky market ki movement ky sath jab same parabolic sar indicator main dot shift hoga tou trade open kerain gy lekin jab ham market ki big movement ky sath dot shift hony per trade open kerty hain tou kuch hi time ky bahd again for shift ho jata hai aur hamain phir sy loss hona shoru ho jata hai jesy indicators slow ya lagging indicators hoty hain jin per trade kerna mushkil hota hai
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq_Ahmad پيغام ديکھيے
            Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators


            forex trading ki market ke andar Ham bahut jyada indicator ham istemal kar sakte hain trend ko identify karne ke liye aur Market Mein trend ki strongness ko find karne ke liye ismein Kuchh Aise indicator Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain Misal ke Taur per ine indicators Mein RSI indicator ,stochastic indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain yani ke ye indicator Humko bahut hi jaldi market ki price change hone ka Ishara kar dete Hain isase Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain is market ke andar Agar Ham active hain aur is market ke andar Ham Jyada time kam kar rahe hain aur ine indicators ko agar hum Apne chart ke andar istemal kar rahe hain To Hamen is market Mein behter result hasil karte hain .


            Uske alava is market ke andar Kuchh sust indicator bhi hote hain Jaisa ke M A C D indicator isko Ham lagging indicator Kahey sakte hain yah Humko bahut hi let signal provide Karta Hai . Magar is Baat Ko Hamen Apne zahin Mein Rakhna chahie Jo leading indicator hote hain ye Akshar Hamare Sath fraud karte hain aur Hame sahi signal provide Nahin karte hain Jiski vajah se Ham is market ke andar loss kar lete hain Magar Lagging indicator trend tabdeel hone ke bad Ishara Dete Hain yah Baat Sach Hai Ki ham bahut jyada Pip miss kar dete Hain Magar yah trade munafa baksh hoti hai . Is market ke andar bahut jyada indicators Hain Jo ke Kafi tadad Mein available hain aur unko Ham calculation nahin kar sakte Agar Ham internet Mein YouTube ke upar search karte hain leeading aur Lagging indicator ke about To Hamen bahut jyada indicators mil Jaate Hain Hamen unko explain check karna chahie aur jo indicator Hamen best Lage ose indicator ko Ham Apne chart Mein istemal karna chahie . Is market ke andar Agar Hamen Ek accha profit Lena Hai To Hamen Kabhi Bhi Ek indicator ko follow nahin karna chahie Hamen chahie ki Ham Apne Chart Mein minimum 2 indicator lazmi Mein istemal Karen aur Agar vah Hamen same results de rahe ho To Hamen trade Lena chahie .



            Walaikum salam..! Apny achi information share ki hai, mai mazeed apko thori Legging or leading indicator ky bary mai btaata hun..!
            G dosto..!LAGGING INDICATOR :: lagging ka mtlb hai Dhery dhery Chalna ya Slow slow chalna..! Yeh indicator Pechly kuch dino ka data ya price dekh ky signal dyta hai.
            jab market buy trend mai aa jaye tu us ky bad hi yh buy ka signal dyta hai yani yh signal late lyta hai signal slow dyta hai..! Jitny bhi Long term Trader hain wo sub Lagging indicator used krty hain..!
            LEADING INDICATOR::: Leading ka mtlb hai Fast chalna ..!issy Astrologer ky naam sy bhi jana jata hai..! Yeh market ka trend shuru hony sy pehly hi bata dyta hai ky market buy trend mai jaye gi ya Sell trend mai..!
            yeh short term ya intraday Trading mai used kia jata hai..! Bhut dafa essa bhi hota hai ky yeh false signal bhi dyta hai..! Lihaza koi bhi indicator 100% sahi nhi hota yh just analysis krty hain , or ap 100% kisi bhi indicator py believe nhi kr skty hain..!
            umeed hai info pasnd i ho gi..!
            Thanks..!
             
            • #21 Collapse

              Lagging or leading indicators main kia farq hy?

              Assalam u Alaikum dear Pakistan Forex forum members!
              Main Pakistan Forex forum ke member se yah puchna chahta hun ke Forex trading Mein Ham Jab kam karte hain to hamare pass ismein do Tarah Ke indicators Hote Hain jismein Ham kam kar sakte hain dear ismein Kuchh lagging indicators hote hain aur ismein kuchh leading indicators Hote. Dear members main yah puchna chahta hun ki agar Ham lagging indicators ka istemal karte hain to uska Hamen kya fayda hota hai? Aur Agar Ham ismein leading indicator istemal karte hain to uska Hamen Kya fayda Hota Hai? Aur dear members kindly JB Bata Den Ki is main kaun sa leading indicator best hai aur ismein kaun sa lagging indicator best Hai jisse Ham Apne Ham apni trading Mein apply kar sakte hain aur usse acha profit earn sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                Walekum assalam yes dear apni bahut hi important question Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein successful trading karna chahte hain to usmein indicator bahut hi important role play karte hain Agar Ham market Mein successful trader Banna Chahte Hain To Humko indicator se related complete Information apply karte ho ya apni trading per apply karna hoga otherwise Hamare liye bahut jyada difficulties ho sakti hain aur Hamari trading profitable Nahin ho sakti.

                Dear jab Ham Forex trading Mein istemal hone wale different important indicator score carefully observed Karte Hain To Ham score 2 major parts Mein divide kar sakte hain Jis ko aap leading indicator aur lagging indicator ka naam de sakte hain leading indicator aur lagging indicator ki definition of Ke Samne share karte ho ya aapko is related important information Dena Chahunga.

                Leading indicators :

                Dear leading indicator indicator Hote Hain Jo market se related aapko market ke trend banne se pahle indication provide kar dete Hain Inko leading indicator Kaha Jata Hai Inko leading indicator isliye hi Kaha Jata Hai Kyunki yah aapko advance market se related kuch important indications provide kar rahe hote hain agar aap leading indicator se properly benefit or advantages Hasil karna chahte hain to aapko is related different important in learning is per reply karna Hogi.

                Leggings indicator :

                Legging indicator ka matlab kya hota hai ki jo indicator aapko market kya Trend banne ke bad indication provide karta hai usko aap legging indicator Kahate Hain lagging indicator ka ek yah drawback hota hai Kijiye aapko Thodi late indication provide kar raha Hota Hai. Dear lagging indicator Jab aapko indication provide karta hai to usmein aapko yah advantage hota hai ki ismein aapko nuksan hone ke bahut kam chance hote hain Kyunki Jab yah indicator aapko indication provide Karta Hai Uske bad market current already Ban chuka hota hai aur usmein aap entry Hasil Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain.
                   
                • #23 Collapse

                  Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                  FOREX TRADING AND INDICATORS
                  forex trading business mein hum different indicators ka istemal krty hain kyun KY yeh indicators ache signals ko ache entries ko find krny mein hmari help krty hain lekin humein in par maximum depend krny ka risk nahi lyna chaheye ta ky hum apny analysis ko follow kr saken aur is ka Sahi istemal kr KY apni trading ko profitable banane mein Kamyab ho saken basically indicators ki 2 types hoti hain
                  TYPES OF INDICATORS
                  1- lagging indicators
                  2- leading indicators
                  LAGGING INDICATORS
                  Dear mere knowledge aur experience KY according lagging indicators slow signal providers hoty hain lekin in ky signals strong hoty hain hum lagging indicators se milny waly signals ko asaani see follow kr sakty hain aur acha profit hasil kr sakty hain is mein nuqsaan ky chances kam he hoty hain aur maximum traders Inhe indicators ko importance dyny ki koshish krty hain aur in se faida hasil krty hain in mein jo indicators Shamil hain Un mein se kuch yeh hain
                  Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	2
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12331036
                  LEADING INDICATORS
                  Dear friend leading indicators fast signals providers hoty hain aur in ko follow krna risky ho sakta hai kyun KY in ky maximum signals ache nahi hoty aur Un ko follow kr KY humein loss face krna par jata Hai is liye humein koshish krni chaheye KY in indicators ko follow krny see pehle apna analysis istemal krty Howe market ko check kr Lyn ta ky Agar signal wrong hai bhi to us ko follow krny see avoid Kiya ja sake aur ache analysis ka istemal kr KY acha result possible bnaya ja sake
                  Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	4
Size:	27.0 کلوبائٹ
ID:	12331037
                  LAGGING INDICATORS VS LEADING INDICATORS
                  Dear mere according humein hmesha usi indicator ka istemal krny ki maximum koshish krni chaheye jis mein risk kam faida acha hasil Kiya ja sake aur Mere experience KY according lagging indicators sab se best indicators hain Jin ko Agar hum apni trading Mein proper follow kren to acha result bhi Hasil kr sakty hain aur apni trading see losses ko kisi hud tak kam krny mein bhi Kamyab Ho sakty hain aur humein hmesha apny kaam ky liye acha sochna chaheye jitna acha step Lyn ge utna risk kam kr saken ge aur utna he account secure bna saken ge
                  Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12331038
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                    Assalam u Alaikum dear Pakistan Forex forum members!
                    Main Pakistan Forex forum ke member se yah puchna chahta hun ke Forex trading Mein Ham Jab kam karte hain to hamare pass ismein do Tarah Ke indicators Hote Hain jismein Ham kam kar sakte hain dear ismein Kuchh lagging indicators hote hain aur ismein kuchh leading indicators Hote. Dear members main yah puchna chahta hun ki agar Ham lagging indicators ka istemal karte hain to uska Hamen kya fayda hota hai? Aur Agar Ham ismein leading indicator istemal karte hain to uska Hamen Kya fayda Hota Hai? Aur dear members kindly JB Bata Den Ki is main kaun sa leading indicator best hai aur ismein kaun sa lagging indicator best Hai jisse Ham Apne Ham apni trading Mein apply kar sakte hain aur usse acha profit earn sakte hain.
                    Yes dear ap ka acha kam hota he learning trading mai hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam kiya jarain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jub kay ap es mai learning pay kam kartye hain tu ap ka kam kafi kamyabi daita hai tu acha hai kay ap mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyabi patye haun tu acha kam ho tu ap learning pay hai jun kay ap ka kam hai kay ap es mai laging indicator pay acha kam kartye hai aur ap leading trading mai bhi acha kam kar saktye hain jis jay bad ap es mai kafi kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam tabhi kar patye hain jub ap es mai achi tarha learning pay kam kartye hain aur ap es mai laganing pay indicator pay acha kam ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet ap es mai jitni zayda kartye hain ap ka kam atna he asan ho jata hai kiyu kay kafi sarye kam hain jo mahnet pay he hotye hain tu ap es mai acha kam kartye rhatye hain tu bad mai ap kaliye kafi asaniya ban jatye hain aur bad mai ap ka kam kafi acha ho jata hia tu ap leading indicators pay jam kartye hain tu ap ka ka kafi had tak faida ho jata hai jis kay bad ap es mai normal mahnet kay sath bhi acha kam kar laitye haim aur ap.es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ao es mai har aik indicator kay barye mai janye aur bad mai ap us mai acha kam kar saktye hain ager ap es mai har aik indicator kay barye mai jantye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kafi kamyabi patye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap kamyab ho he jatye hain bina mahnet kaynkoi bhi kam asan nhi hota hai na
                     
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #25 Collapse

                      Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                      dear member jaisa ke aapane ine indicators ke bare mein apni information sher ki hai aur yah indicators bahut acche hain aur in ki help lekar Koi member apne trading ko achcha banaa sakta hai newly join members ke liye koi problem nahin hoti agar vah apni trading se related acchi learning hasil kar lete hain aur members ko learning ko improve kar lena hota hai agar koi bhi newly join members apni trading ko acchi tarah Se continue kar lena chahta hai to uske liye yah important hai ki usko yah maloom hona chahie indicators kya hote Hain members ko job ine indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom ho jata hai to members ko trading mein koi problem nahin hoti hai aur vah acchi tarah Se trading karte Hain legging aur leading indicators jaaye bahut important hai aur Inka important hona Hi members ke liye beneficial hota hai aur inko apni trading mein istemal karke achcha profit liya jata hai har member apni trading mein acchi tarah Se profit nahin Le pata hai aur jo members apne trading mein maximum acchi tarah Se apne kaam par focus kar raha hota hai vahi member hi acchi tarah Se apne profit lene mein successful hota hai members ko is baat per focus karna hota hai ki UN logon ne kis tarah Se apne liye earning karna hai aur yahan per kam karne ke liye members ko acchi earning karna hoti hai agar koi member apni trading mein bar bar fail ho raha hota hai to iski vajah yah hai ki UN members ko apni trading mein Koi bhi help nahin mil rahi hoti hai aur yah indicators acchi help dete Hain members ko trading mein jis tarah Se bhi Koi help mil rahi ho members ko vah help lekar apni trading ko beneficial banana hota hai
                         
                      • #26 Collapse

                        Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                        Lagging or leading indicators main kia farq hy.
                        Dear jab Ham Forex trading Mein istemal hone wale different important indicator score carefully observed Karte Hain To Ham score 2 major parts Mein divide kar sakte hain Jis ko aap leading indicator aur lagging indicator ka naam de sakte hain leading indicator aur lagging indicator ki definition of Ke Samne share karte ho ya aapko is related important information Dena Chahunga.
                        Leading indicators :
                        Dear leading indicator indicator Hote Hain Jo market se related aapko market ke trend banne se pahle indication provide kar dete Hain Inko leading indicator Kaha Jata Hai Inko leading indicator isliye hi Kaha Jata Hai Kyunki yah aapko advance market se related kuch important indications provide kar rahe hote hain agar aap leading indicator se properly benefit or advantages Hasil karna chahte hain to aapko is related different important in learning is per reply karna Hogi.
                        Leggings indicator :
                        Legging indicator ka matlab kya hota hai ki jo indicator aapko market kya Trend banne ke bad indication provide karta hai usko aap legging indicator Kahate Hain lagging indicator ka ek yah drawback hota hai Kijiye aapko Thodi late indication provide kar raha Hota Hai. Dear lagging indicator Jab aapko indication provide karta hai to usmein aapko yah advantage hota hai ki ismein aapko nuksan hone ke bahut kam chance hote hain Kyunki Jab yah indicator aapko indication provide Karta Hai Uske bad market current already Ban chuka hota hai aur usmein aap entry Hasil Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                          dear forex members Forex online business hai ismein jitna aap samajhkar learning Hasil karke aur mehnat se kam karenge utna hi aap fayda Hasil kar sakenge aapko chahie ki aap focus lekar kam Karen apne aap ko improve Karen jitna aap apni learning ko improve karenge utna hi aap jaldi Forex ke bare mein experience hasil karen aur Agar aapko experience hoga to aap Forex per kabhi bhi Na Kam nahin ho sakte legging indicator main ham apna past Market signals ko dekh sakte hain k pechly week main market level low tha ya high.

                          Leading indicator ye aesy indicator's Hain Jo hamain market k agly pehlo say khabr daar karty Hain k market ki next movement Kia ho gi.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                            Indicators kya Hote Hain:
                            My dear friend Forex trading me bahut se indicator Ham market ko samajhne ke liye istemal Karte Hain Har trader apni trading ability ke according hi indicators ka select karte hain Kyunki Har trader ke pass apna trading experience hota hai aur Har traders Hi Ek separate indicators ke sath apni trading ke liye market ko analysis Karta Hai To in short Ham yah kah sakte hain ki indicators Ham market ko samajhne ke liye aur Mashwara lene ke liye istemal Karte Hain
                            Leading indicators:
                            My dear friends Forex trading market ko analysis karne ke liye bahut se indicators istemal hote hain Din Se Ham market ko samajhte hain aur Market ko samajhne ke liye indicator se majhwara lete hain indicators Hamen market ki situation ke bare mein inform Karte Hain jisse Ham market mein Main trade Karne Wale traders ki ratio ko aur percentage ko samajhte Hue apni trading ka istemal karte hain leading indicators were indicated Hote Hain Jo aap market ko analysis karne ke liye aur apni trade confirmation ke liye istemal karte hain aap market mein enter hone ke liye just indicators ka istemal nahin kar sakte aapko indicator istemal karne se pahle market ko analysis karna Hota Hai Uske bad aap trade confirm karne ke liye Kisi bhi indicators ko select kar sakte hain aur Market ki situation ko samajh sakte hain leading indicators aapko Achcha result Dete Hain jisse aap market ko aasani se samajh Lete Hain
                            Lagging indicators:
                            My dear Forex member Forex trading Mein leading indicators ke Allahabad lagging indicators bhi hote hain aur yah vo indicators Hote Hain Jo market ki situation ko aapko currently inform Nahin Karte aap ko market ki vah situation ke bare mein confirm Karte Hain Jo market Mein pahle se ho chuka hota hai matlab Ham is Baat Ko Is Tarah explain kar sakte hain ki lagging indicators Jab aap istemal karte hain to aapko market ki vah movement hoti hai jo market Mein pahle se ho chuki hoti hai aur Market apni next movement ko change kar chuki hoti hai to Forex ki market ko samajhne ke liye aapke liye profitable indicators leading indicators hote hain aap lagging indicators se market ko acchi Tarah Se judge nahin kar sakte
                            • #29 Collapse

                              Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                              Assalam u Alaikum dear Pakistan Forex forum members!
                              Main Pakistan Forex forum ke member se yah puchna chahta hun ke Forex trading Mein Ham Jab kam karte hain to hamare pass ismein do Tarah Ke indicators Hote Hain jismein Ham kam kar sakte hain dear ismein Kuchh lagging indicators hote hain aur ismein kuchh leading indicators Hote. Dear members main yah puchna chahta hun ki agar Ham lagging indicators ka istemal karte hain to uska Hamen kya fayda hota hai? Aur Agar Ham ismein leading indicator istemal karte hain to uska Hamen Kya fayda Hota Hai? Aur dear members kindly JB Bata Den Ki is main kaun sa leading indicator best hai aur ismein kaun sa lagging indicator best Hai jisse Ham Apne Ham apni trading Mein apply kar sakte hain aur usse acha profit earn sakte hain.



                              Walikum salam member apny acha question kia hai mai apko in indicator ky bary mai deeply smjha dyta hun.Lagging ka matlb hota hai Dhery dhery chalna yani Slow slow chalna .
                              1.Yeh indicator pechly kuch dino ka Data yani Qeemat dekh kr signal dyta hai.
                              2.Jab market Buy trend mai aa jati hai yani market jab Buy trend ki movement py chalna shuru kr dyti hai tu us ky bad hi yeh lagging indicator hamen Buy ka signal dyta hai,us sy pehly yeh hamen koi signal nhi dyta .
                              3.Jitny bhi Long term trader yani jo positional traders hoty hain wo tamam lagging Indicator hi used krty hain or iss indicator ko apny analysis mai shamil rkhty hain.
                              LEADING INDICATOR.
                              Iss indicator ko Astrologer indicator bhi kaha jata hai or yh indicator Lagging indicator ky against kam krta hai.
                              Yeh market ka trend shuru hony sy pehly hi bata dyta hai ky market up trend mai jaye gi ya Sell trend mai jaye gi yani Up reversal ho ga ya Down reversal ho ga .Yeh indicator zyada tar short term trader yani Intraday traders apny technical analysis mai iss ko shamil krty hain.Yeh indicator zyada tar short term analysis ya Scalping trading mai used hota hai.
                              magar iss py zyada trust nhi kia jaa skta hai q ky yeh indicator aksr false yani Wrong signal bhi dyta hai lihaza koshis kren support resistance or Price action py kam kren .Thanks.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                                Assalamu alaikum dear forex forum per ham indicator istemal hote hain uski do kis mein hai ismein leading indicator hai aur ek lagging indicator ine donon mein main ek khas Fark hota hai jo is Fark ko samajh Kar hamen trading karni chahie agar Ham in indicator ko acche se istemal karke achcha profit han sar kar sakte hain sabse pahle Ham baat karte hain leading indicator ki leading indicator yah hamen market ke andar Jo signal provide karta hai vah fast signal provide karta hai ismein Ham jab trading karte Hain to hamen nuksan ya fayda jyada hota hai ismein nuksan ke chances jyada ho sakte hain hamen avoid rehna chahie ke leading indicator ko kam se kam provide kiya jaaye aur ham koshish karen Jo dusra indicator hai lagging indicator se Ham signal market ke andar slowly provide hota hai isase Ham achcha profit Kama sakte hain aur kam nuksan hota hai isiliye hamen lagging indicator ko hi istemal karna chahie tha ke Ham jyada se jyada acche se accha fayda utha saken lekin integrator best isiliye hai ki isase Ham apni trading acche tarike se kar sakte hain ismein nuksan karya kam hota hai jisse hamen acche se accha profit ko maar kar acchi trading kar sakte hain hamen hamesha legend indicator ko hi istemal karna chahie tan ki acchi se acchi profit earn ho kar sake aur leading indicators se avoid karna chahie leading indicator samajh lo yah kadam upar hoga yah kadam niche hoga iska Koi pata nahin chalta kab nuksan ho kab munafa ho hamen leading indicator se a avoid karna chahie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X