Jaiza : Leading (TEZZ) and lagging (SOSSAT) indicators se kya Murad hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

    ji member kya hal hai aapka aur Paisa ja raha hai ummid karte hain aap kahan per saja achcha kar rahe honge aur man se kah Rahe honge aaj Ham baat karne hai Lading indicators and login logging indicators ke bare mein Leading indicators leading indicators on ko kahate Hain Jo hamen strate karne se pahle information mukhya karte hain aur hamen is formation se chat lagan mein kafi aasani Ho jaati hai aur hamen profit hota hai lekin agar Ham jab tak apne account ko aur apni market ko acche se analyse nahin kar lenge tab tak hamen is baat ka ki nahin hoga ke kaun se indicator samay fayda ya nuksan pahuncha sakte hain isliye is indicators ko bhi acche se analyse kar lena chahie uske bad hamen market mein apni kisi bhi per lagani chahie aur indicators ko acche se malish karke use per lagani chahieLogging indicators login indicators ke bare mein janne ke liye hamen is market ko bahut acche se mana kar lena chahie hamen hamen trade lagane ke bad ki tafseel art from karta hai aur is taxila se hamen bahut jyada help mil jaati hai ki aage hamen market kis taraf Le jayegi aur hamari treat ki movement kis taraf hogi isliye is ka bhi acche se a analyse karna bahut jyada jaruri ho jata haiisliye is indicators ko bhi Ham acche se jaan Le aur acche se market ko analyse karne ke bad bhi Ham kisi bhi indicators ke bare mein confirm karke market mein trade kar sakte hain hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

      Je dear forex trading indicators ko ham generally two types ma divide karty hain. En ko ham briefly explain kar lety hain.


      1. Leading indicator.


      Jesa k name sy zahir hai ye wo indicator hoty hain jo price change hony sy pehle he signal provide karty hain. Actually ye price ko lead kar rahy hoty hain. Now ap soch rahyn hon gy k leading indicator jb future price ko predict kar dety hain to en sy acha profit hasil karna to bhot easy ho jata ho ga but asa ni hota. Es ki main waja ye hai k leading indicators k aksar signals fake hoty hain. Leading indicator time to time false signal dety rehty hain jis ki waja sy trader bhot bary loss ma pans jaty hain. Es lae leading indicators k signals ko blindly follow ni karna chahe. Leading indicator movement start hont sy pehle signal dey dety hain agr trader es signal ko follow kar ley or bad ma pata chaly k ye signal galat tha to bhot loss hota hai.


      2. Lagging indicator.


      Jo lagging indicator hoty hain wo market price ko lag karty hain. Agr asan lafzo ma es bat ko kaha jae to ham keh sakty hain k lagging indicator market price k pechy pechy chalty hain. Lagging indicator us time signal provide karty hain jb market trend already change ho chuka hota hai so trader ko lagta hai k ab trade open karny ka kio big benefit ni ho ga kiu k market already big move kar chuki hoti hai. Lagging indicator time k bad signal dety hain jis sy trader ki trade miss ho jati hai. Forex trading ma kio b indicator 100 percent success rate ni deta. Trader ko best results k lae indicators k sath sath apna experience b use karna hota hai. Jo trader experience use ni karty or hamesa indicators ko blindly follow karny ki khosis karty hain wo kbi successful trader ni ban paty.
         
      • #33 Collapse

        Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

        Walekum assalam yes dear apni bahut hi important question Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein successful trading karna chahte hain to usmein indicator bahut hi important role play karte hain Agar Ham market Mein successful trader Banna Chahte Hain To Humko indicator se related complete Information apply karte ho ya apni trading per apply karna hoga otherwise Hamare liye bahut jyada difficulties ho sakti hain aur Hamari trading profitable Nahin ho sakti.


        Dear jab Ham Forex trading Mein istemal hone wale different important indicator score carefully observed Karte Hain To Ham score 2 major parts Mein divide kar sakte hain Jis ko aap leading indicator aur lagging indicator ka naam de sakte hain leading indicator aur lagging indicator ki definition of Ke Samne share karte ho ya aapko is related important information Dena Chahunga.


        Leading indicators :


        Dear leading indicator indicator Hote Hain Jo market se related aapko market ke trend banne se pahle indication provide kar dete Hain Inko leading indicator Kaha Jata Hai Inko leading indicator isliye hi Kaha Jata Hai Kyunki yah aapko advance market se related kuch important indications provide kar rahe hote hain agar aap leading indicator se properly benefit or advantages Hasil karna chahte hain to aapko is related different important in learning is per reply karna Hogi.


        Leggings indicator :


        Legging indicator ka matlab kya hota hai ki jo indicator aapko market kya Trend banne ke bad indication provide karta hai usko aap legging indicator Kahate Hain lagging indicator ka ek yah drawback hota hai Kijiye aapko Thodi late indication provide kar raha Hota Hai. Dear lagging indicator Jab aapko indication provide karta hai to usmein aapko yah advantage hota hai ki ismein aapko nuksan hone ke bahut kam chance hote hain Kyunki Jab yah indicator aapko indication provide Karta Hai Uske bad market current already Ban chuka hota hai aur usmein aap entry Hasil Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain.
        • #34 Collapse

          Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

          Hy dear friend leading aur laging bhi aik tarah k indicators hen aur hm trading karny main use karty hean aur ub in ka Thora sa zikr karty hean
          Aisa tool jo market main trader ko kisi bhi kisam ki indication deta hay wo indicator kehlata hay. jesay moving average aur RSI waghira.
          Indicator 2 trah ka hotay hain.
          1. Leading Indicators :
          Aisay indicator jo market ki move ki indication ko market main zahirhonay say pehaly show ker detay hain un ko leading indicators kehtay hian. jesay RSI, MACD, volume indicator
          2. Lagging indicators :
          Aisay indicators jo market ko move ko market main honay kay bad zahir kertay hain un ko lagging indicators ko kaha jata hay. jesay Moving Averages Indicators ki bahut Sare types Hai Hum Log aa Si indicator istemal kar sakte hain Hum Log moving average indicator istemal kar sakte hain is indicated ka Hum logo ko bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain aur forex market ma trading karnay k lye different indicators ka istemal kia jata ha jin ki madad se ham market k next movement ka andazah laga saktay hian is lye aam tor pe indicators k 2 main qismain hain jaisay
          Leading indicators: yeh woh indicators hotay hain jo market ki movement ko pehlay hi show kar detay hain k market ab kis taraf move karay giexamples: RSI, Stochestic Oscillators, Awsome Oscillator etcLagging indicators: yeh market k movement k baad yeh zahir hotay hian k ab market ka trend bilkul clear ha ap market ma entry lay saktay hain*examples: Moving averages, parabolic SAR etcTo hamain chaye k indicators ko ham mix kar k use karain to ziadah ashay result nikaltay hian aur in ko rules k mutabiq use karna cahye
             
          • #35 Collapse

            Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

            dear friend, leading indicators hmain new trend ki starting ye reversal sa pehlay signals daitay hain, ye indicators assumption k zariay hmain market ki over bought ya oversold conditions ka btatay hain, in ko hm inputs b keh saktay hain, ye hmain btatay hain k aik perticular goal ya target achieve karnay k liay konsay necessary actions lainay chaian, ye hmain aik kisam ka lead kartay hain apnay trading k objectives ko successful bnanay ma, isi liay inhain leading indicator kehtay hain, is tarah inko future k events ki predictions k liay use kartay hain, leading indicators market ki side ways moment ma achay results daitay hain

            lagging indicators hmain trend start honay k baad signals daitay hain, jb prices long trends ma move karti hain to tb behtar indications provide kartay hain, lakin ye hmain prices ki upcoming changes ka nhi btatay, bl k sirf current prices ki rising aur falling ka btatay hain, in ka drawback ye hi ha k ye late signal provide kartay hain, jb already trend start ho chuka hota ha jis ki waja sa apko thek entry point nhi mil sakta, ye market ki sideways moment k liay mufeed nhi hain,

            side ways market moments ma hm leading indicators ko use kar saktay hain aur tending markets ma hm lagging indicator ko, is liay hmain mehnat sa kam karna chaiay dono ki knowledge honi chaiay ta k hm in ko thek tarah use kar sakain aur trading ma achay results hasil kar paen, hmain in sa hasil honay wali information ko thek tarah calculate karna chaiay aur us k baad usay apply karain, ta k mistakes ya fake signals sa bach sakain
               
            Last edited by ; 17-09-2020, 06:37 AM.
            • #36 Collapse

              Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

              indicators ke bahut he zayada types hote hain jin main hum is main sahe tarah se in main hum market main ache tarah se kam bhe kar he jate hain to he to hum is main se success hasil kar jate hain lakin hamen is main kam ko sahe tarah se karna hot hae lakin hum agar is main kam ko sahe tarah se kar jate hain to hum is main se kuch na kuch gain kar he jaya karte hain lakin hamen bhe is main sahe tarah se kam kar he jate hain is main hamen success hasil karna hota hae lakin is ke liye hamen bhe sahe tarah se kam kar ke he ache tarah se mehnat ke sath trading karne hote hae jitne zayada hum is main is kam main in ho jate hain hum is main dil se kam kar jate hain to hum is main kuch na kuch gain kar jate hain lakin hamen bhe cahiye ke hum is main kuch na kuch gain kar he jaya karte hain bas hamen is main dil se kam kar he jate hain lakin ache se analysis karna hota hae jo ke zarori hota hae jitna hum is main mehnat karte hain isko time dete hain hum is main success hasil kar he jate hain lakin yeh business bahut he acha hota hae jo log is main mehnat kar jate hain wo is main kamyuab ho he jaya karte hain bas hamen is main dil se kam kar jate hain take hum is main success gain kar he jaya karte hain lakin hamen is main kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main mehnat karen hum jitna zayada is main dil se kam kar jate hain hum is main success hasil kar he jate hain bas hamen is main himmat se kam karna cahiye
              • #37 Collapse

                Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                Basically ye dono indicators humein market ki Tezz aur Sussat movement ki indication daity han in 2no mein trading strategy kaisy banaaty han is sy related information neechy share kar raha hun

                Lagging indicator
                Lagging indicators wo indicators hain jo trader use karty hain market analysis ky lye aur ye indicator signal provide karty hain using average previous price action data Lagging indicator jesa k name sy he zahir hai market ko lagg karty hain Es ma trader signal ki verification sy pehle es ka mosahida karty hain Es ka matlab hai k trader start ma kuch pips sy mehroom ho jaty hain in pips ko khona bhot sy trader zaruri samajty hain or kuch trader ye samajty hain k unho ny enter hony ka moka he ganwa deya hai Common lagging indicators ye hain Moving Average Convergence Divergence (MACD) Simple Moving Average (SMA) Stochastic Oscillator and Relitive Strength Index (RSI) wagera jin sy hum simple aur kamiyab trading strategy banaa skty han

                Leading indicators

                Leading aisy technical indicator hoty hain jo use karty hain previous price data aur es sy forecast karty hain market ki future price movement Ye indicators allow karty hai k trader move k start ma he market ma in ho jayen Es ka disadvantage ye hai k trader ko us time par anticipate karna hota hai jb ye move start he ni howa hota Es ky result mein aksar wo buri jaga py ya trend reversal ky time par market ma in ho jaty hain Common leading indicators ye hain Fibonacci retacement, Donchian Channels, Support and Resistance Level and Client sentiments Jo ky best trading strategy provide karty han

                Basically Leading indicator gurantee provide ni karta es ma trader ko apna knowledge use karna hota hai Jb ky lagging indicator main kuch pips ki qurbani dena hoti hai tb ja kar movement ki confirmation hoti ha koi bhi indicator perfect ni hota wo apni nature ky mutabik trader ki help karty hain but trader ko apna knowledge use kar ky he faisla karna hota hai ky kb or kesy market ma enter howa jae aur kaisy trading strategy aur planning banaaty hoe Market ky analysis lain aur trade entry karain

                Thanks.
                 
                • #38 Collapse

                  Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                  Bahi ap na accha indicator ka bra mai pocha hai hum log is ko use akr ka ak acchi trade open kar sakta hain indicator hota kia hai pahla huma ya maloom hona chaya kiun ka is business mai jis na bi indicator sahi tahra sy use kia osa fida huwa hai ap na jo indicator batya hain ya mai na pahli dafa sunna hai agr hum log analysis karta hain tu huma indicator ki zarorat parti hai is lia hum indicator ko use kar ka ak bahtreen kamai kar sakta hain or aga bahr sakta hain is lia mahnat karian or aga bahrain indicator market mai bohot sara hain or har ak ka apna fida hai laken bat ya ha ka huma use karna karna aha chaya agr hum log indicator ka lia sahi line draw kar lata hain tu kafi bara fida ho sakta hai or hum log is sy achi income hasil kar sakta hain mahant chaya hoti hai tohri si jis na mahnat kar li wo kamyab ho gya indicator ko use karna ka lia knowledge or learning ki zarorat hoti hai ha indicator kafi accha hain laken hum ak indicator pr zayda time depend nahi kar sakta hain kiun ka market har wakat ak jasa move nahi lati change hota hai move har dafa or lazmi nahi ka indicator rozana bana is ko bi time lag sakta hai is lia trading ka lia or rasta bi hona chaya serf indicator pr depend kar ka nahi bahtna chaya warna problem creat ho hi
                   
                  • #39 Collapse

                    Re: Lagging or leading indicators main kia farq hy?

                    Forex main trading kay liye indicators ka use karna bahut zaroori hay. Haman simple aur complex donon kisam kay indicators ka use aur pata hona chahiye, keh ye kin market conditions main aur kis securities main use hoty hain. Indicators ka bunyadi maqsad hamain trend ko find karny main madad daina hota hay. Laikin in indicators per hamain trust tab he hota hay jab ham mukhtalif indicators per achi practice karain, aur in indicators per regular basis per apna experience high karny kay liye practice karty rahain.

                    Lagging indicatir.

                    Ye indicators technical hoty hain, jo past movemet ki base per he hamain nataij daity hain. Forex market main trend ko find karna aur trend kay mutabiq trade karny kay liye lagging indicators hamain late laikin bahut had tak confirm indication daity hain. Q keh ye ziada periods ko use kar kay aur kafi calculations kay mutabiq hamain entry point daity hain jo bahut he helpful hota hay. Lagging indicators ko use karna aur in say calculations karna bahut he experience kay abd he mumkin hota hay laikin hamain is per bahut achi earning mil jati hay.

                    Leading indicators.

                    Ye indicators market ko lead karty hain. Yani hamain advance main he market ki next movement aur trend ka ishara day daity hain. In indicators say hamain bahut jald he trend ki indication mil jati hay aur ham bahut jald trade main enter hoty hain. Laikin baz dafa leading indicators more useful and helpful nai hoty aur na he in per acha profit milta hay. Laikin iskay bawajood leading indicators ka bahut ziada use kia jata hay. Specially RSI aur simple moving average ziada use kiye jany waly leading indicators hain.
                       
                    • #40 Collapse

                      Jaiza:&quot;Leading aur Lagging Indicators&quot; in forex trading...

                      Assalamu Alaikum dear Forex trading ke andar technical indicator Hamen bahut fayda Dete Hain aur Hamen market Jaat ke andar trade entry or exit ke bare mein batate hain Agar Hamara in indicators ke bare mein knowledge complete Hai To Ham Ek Kamyab trader hai isliye Hamen chahie ki ham har indicator ki properties aur uske use Karne Ka Tarika Sikh le.

                      Leading Indicators :(Tazz)

                      Leading Indicators Aise indicators Hote Hain Jo market Trend ke start hone se pahle Hi Bata Dete Hain Ki a friend start hone wala hai is per trader ko bahut jaldi trade ke signal mil Jaate Hain trader ka ek single pip BA Nahin Hota. Leading indicators ke liye time management ka perfect Hona bahut jaruri hai tab hi aap market ke andar inter or exit Ho Sakenge aur yah short-term ki trade identify Karte Hain.

                      Lekin leading indicators ke accuracy rate bahut kam hai ismein jyadatar signals rong bhi nikalte Hain Jiski vajah se trader ko loss hota hai isliye leading indicators ko bahut kam use Kiya jata hai. Leading indicators ki example Fibonacci retracement support and resistance level wagera han.

                      Laging Indicators :((Sussat)

                      Lagging indicator essay indicators Hote Hain Jo already start market Trend ke bare mein batate hain aur Shuru Mein Kuchh pips bi trader ke Saiya Ho Jaate Hain aur ye indicators trader ko long term trade ke bare mein batate hain aur Inki Accuracy bahut jyada hai isliye isko trader Jyada use karte hain. MACD indicator, Moving Average aur Relative Strength Index Indicator legging indicators ki example hai.
                         
                      • #41 Collapse

                        Re: Jaiza:&quot;Leading aur Lagging Indicators&quot; in forex trading...

                        TYPES OF INDICATORS
                        Bilkul dear forex friend forex trading business mein do tarha KY indicators hain Jin ka istemal kr KY hum log market Mein ache entry aur market ky trend ko find krny ki koshish krty hain
                        1- LEADING INDICATORS
                        Dear leading indicators forex trading market Mein fast signal provider indicators hain ye humein signals to fast dyty hain magar in ky aksar signals galat bhi hoty hain jin ko follow krny hum faida hasil krny ki bjae nuqsaan face kr lyty hain humein in indicators ka istemal bohat Soch samajh kr karna chaheye ta ky na siraf khud ko nuqsaan se bchata ja sake balky acha profit bhi asaani se haisl Kiya ja sake leading indicators mein jo indicators mujhe maloom hain wo yeh hain
                        1) RSI indicator
                        2) stochastic indicator
                        Jahan tak mera knowledge hai to fore business Mein maximum members RSI indicator ka bohat zayada istemal krty hain lekin is ka maximum istemal senior members krty hain Un KY pas is ka acha knowledge aur experience aur ache grip hoti hai jis ki wajah se wo acha result asaani se hasil krny mein Kamyab ho jaty hain humein is ka istemal bohat Soch samajh kr krna chaheye ta ky loss ka samna bhi kam ho aur faida acha hasil Kiya ja sake
                        Click image for larger version

Name:	What is a leading technical indicator 1@2x.png
Views:	3
Size:	39.8 کلوبائٹ
ID:	12334697
                        2- LAGGING INDICATORS
                        Dear forex member lagging indicators forex trading market Mein slow signals provider indicators hoty hain ye hue in signals to slow provide krty hain as compared to leading indicators per in ky signals per ache trading ko possible bnaya ja sakta hai kyun KY in ky maximum signals achy hoty hain aur Un se acha profit haisl Kiya ja sakta Hai humein koshish krni chaheye KY hum apni trading Mein maximum lagging indicators ka istemal kren taky risk ko kam Kiya Ja sake aur acha profit haisl Kiya ja sake lagging indicators ki Jin types ka mujhe maloom hai wo yeh hain
                        1) moving average indicator
                        2) ichimoku indicator
                        Dear mein ne dekha hai ky senior members jahan RSI indicator ko apni trading Mein importance dyty hain wahen wo moving average indicator ka istemal bhi krty hain matlab ky wo in dono ko istemal kr KY trend ko confirm krty hain entry ko confirm krty hain us ky baad market Mein Apni trade open krny ki koshish krty hain aise he Un KY liye profit hasil krna possible hota hai aur Un ko acha trader banny mein ache help mil jati hai
                        Click image for larger version

Name:	What is a lagging technical indicator 1@2x.png
Views:	3
Size:	35.5 کلوبائٹ
ID:	12334698
                         
                        • #42 Collapse

                          Re: Jaiza:&quot;Leading aur Lagging Indicators&quot; in forex trading...

                          dear friend, forex ma traders different indicators ko use kar k apni trades set kartay hain, ye unhain mukhtalif tarah ki indications aur guidance provide kartay hain jo market ki up ya down moments ko predict karnay ma support daitay hain, ye indicators 2 main categories ma takseem hotay hain,

                          leading indicators:

                          in ko hm oscillators b keh saktay hain, inko leading is liay b kaha jata ha k ye hmain new trend start honay ya uski reversal sa pehlay k signals daitay hain, in ka ye hi advantage hota ha k hm market ki upcoming moments ko pehlay predict kar laitay hain lakin aik oscillator ki tarah leading indicators aksar false signals daitay hain, in ko hm japanies candlestick patterns, classic chart patterns ya support and resistance k sath combine kar k use kartay hain, in indicators ma stochastic, william%R, Relative Strength Indicator aur Momentum Indicator wagera shamil hotay hain

                          lagging Indicator:

                          in ko hm trend following ya trend confirming indicator b kehtay hain, ye indicators hmain koi b change ya event honay k baad information daitay hain, ye hmain perticular trend ma entry k liay late kar daitay hain jis sa hm price moment ka ziada part mis kar daitay hain, popular lagging indicator ma moving average ( simple exponentiol, weighted), parabolic SAR, Moving Average Convergence Divergence wagera shamil hotay hain, ye indicators long trends k liay reliable hotay hain, ye hmain prices ki upcoming changes sa warn nhi kartay bl k sirf prices ki rising aur falling ki hi indication daitay hain, hmain forex ma achay results k liay inki learning aur knowledge hona zaruri ha ta k profitable trade possible ho
                             
                          • #43 Collapse

                            Re: Jaiza:&quot;Leading aur Lagging Indicators&quot; in forex trading...

                            forex ke market mai hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gai kar saky gy hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai di maii be kam kar sakty hai hamy learning ga kare ho ge pher he hum pasia kama saky gy hum is mai posts kar sakty hai hum is mai mahet sy or laga sy kam karty hait o hamy kamaybe hasal ho y ge hu s mai posts kar sakty hai hum s mai trade be laga sakty hain hum is mi agar greedy ban ky kam karty hai to harma loss hai hum is mai agar greed ko katem kar ky kam karty hai to hamy kmaybe hasal ho jy ge forex aik world wide busienss hai hum s mai mahet nah kary gy to hamara he nuqsa hai forex aik amm busiess jasa nahi hai is mai agar greedy ban ky kam karty hai to harma loss hai hamy s mai analysis ko or indicators ko usse kar ky kam kara ho ga pher he hum earning gan kar saky gy hum is mai agar leading indicators ko use kar ky kam karty hai to hamy kamaybe haisal ho jy ge hamy market mai indicators ko kabe be ignore nah karna chaey hum is mai agar kam karty howe cote be galti kar dety hain to hamara account band ho jata hai hamy is mai mahet kare ho ge or hamy analysis ko lear kar ky use kar ky kam kara ho ga pher he hum earnig gai kar saky gy asnae ky sat
                            • #44 Collapse

                              Re: Jaiza:&quot;Leading aur Lagging Indicators&quot; in forex trading...

                              Yes dear. Forex trading ma bhot sary indicator available hai or enka main maqsad ye hota hai k trader ki help ki jae. Wo trader ko market ki prediction ma help karty hain. Wo trader ko ye bataty hain k es time isk lae kon si trade open karna best hai. So trader agr indicator ko achy sy use kary or en k sath apna experience use kary to wo market ma acha profit hasil karny ma zarur kamyab ho jata hai. Jo trader indicator ko fazoom samajty hain unko ye jan lena chahe k ye indicator experts ny banae hoty hain or unho ny market ki bhot information k bad enko develop kiya hota hai ta k trader en ka maximum benefits hasil kar lety hain.

                              Leading indicator vs lagging indicator. Forex trading ma indicator ki 2 types use ki jati hai. Jo market ki historic price ko use kar k market k future ko acutal movement sy pehle predict kar dety hain un ko leading indicator kaha jata hai. Asy indicator ko use karny ka faida ye hai k trader ko time sy pehle market ki info provide karty hain or en indicator ka nuksan ye hai ye aksar market ma false move ma trader ko pansa deti hain. Lagging indicator asy indicator hoty jo market ki historic price ko use kar market ka signal tb deya hai jb actual move ni howa hota. En ka benefit ye hota hai k ye trader ko sahe aksar sahe signal provide karty hain or enka nuksan ye hai ye us time signal dety hain jb actually wo move occur kar chuka hota hai jis sy traders ka profit margin kam sy kam ho jata hai. So trader k lae better ye he hai k wo indicator k sarh apna experience lazmi use kary.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Jaiza:&quot;Leading aur Lagging Indicators&quot; in forex trading...

                                Legging aur leading indicators bahut important role play karte Hain lagging and leading indicators market ke andar ek achcha trend hai aur leading aur legging indicators aur kam karne ke liye jaruri hai ki understand kiya jaaye inke upar jyada se ladne ki jaaye aur jitne jyada learning ko increase Kiya jaega vote nahin jyada benefit hoga leading or lagging indicators ko dam account ke upar jyada se jyada practice Karen yah market ke andar bahut important hai ine ki vajah se market ki tamam moments per kam karne mein aisa nahin hoti hai aur bahut jyada fayda hota hai aur yah sirf nahin logon ko hota hai jo integrators ko dhyan se aur soch samajhkar use karte hain indicator agar ek lagana hai tu usko bahut jyada focus karna chahie aur agar ho sake to aap do indicator iska istemal Karen jo aapko trading ke andar pata fayda de sake leading or lagging indicators dekho chij ki tarah se Hi leading indicators mein shumar hota hai aur living slow indicators mein hota hai aur tej aur slow indicators for samajhne ke liye incapable Jada se Jada Lage Karen aur ek acchi practice Karen Taki aapko iska waiter fayda hote Hain uske Jin logon ne newly join kiya hai unhen chahie ki wo leading or lagging indicators paper jyada se jyada practice Karen aur ek acche status ki shakal mein power steering ke andar update Karen taake ek vedar trader bankar ek acchi nahin Karen aur jo log time pass karne ke liye aaye Hain unhen chahie ki vah bhi practice Karen aur acchi chatting karke apne aap ko financially taur per support Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X