what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Re: What is RSI???

    Dear friends Assalamualaikum Forex trading men trading ke liye mukhtalif tools use kiye Jaate Hain different indicators use Jaate Hain aur agar aap Forex per acchi trading karna chahte hain to aapko inn indicators ko acchi Tarah istemal karna sikhana Hoga Ki Kis Tarah unko istemal Kiya Jata Hai Kis Tarah in ko follow karke aap market ko samajh sakte hain market Mein trading kar sakte hain,RSI relative strength indicator ik best indicator ha or ye tools bohat sare trader bhe apny liye use karty hein kyun kay market ko achi tarha samjhna bohat he zarori ha agar ap market mein achi earning karna chahty hein to rsi indicators new user or old user fkay liye bohat he behtar ha kiyon kay yeh market ki movement kay baryf mein achi information day sakta ha agar ap rsi indicators pay reh kar he trading karty rheen to ap 90% tak profit earn kar sakty hein is mein ap isko 20 or 80 pay set kareen to zyada achi trad ban sakti ha jesy he market mein 80% pay jayen to sell lga dein or jabhi market lower ho jesy kay 20% tak ho to buy ki tradf lga dein wo trading api kafi acha profit day satki hein lekin take profit or stop loss ka use lazmi karna chaheye relative strength indicator sabse simple aur sabse best indicator hai aur yah commoi use hone wala indicator hai agar aap indicators ko samajh Kar trading Karenge tab bhi aap acchi Tarah trading kar sakenge aur kamyab Honge.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Re: What is RSI???

      Assalam O Alaikum dear dear friend forex main indicators ki bari ahmiyat hai indicators hame live market ki situation se agaah karte hai our hame trading k related data fraham karte hai jis ko daikh kar ham good trading kar sakte hai dear friends indicators hame trend our volume k about malomat dete hai jo k hamare liye market main entry ka liye asaani ban jate hai

      Rsi indicators ::

      dear friends RSI means relative strength Indicator hai jo k hame market main entr hone ki sahi position provide karta hai dear friends ye indicator hame trend k about batata hao our buying and selling opportunity par hame indicate karta hai jsi se ham apne order ko manage kar sakte hai

      rsi ki 3 position hoti hai jin main ye market mo indicate karta hai

      Overbought situation
      Oversold situation
      Natural Situation

      Over bought Situation :

      dear friends ye Rsi ki wo halat hai jab RSI hame apne indicator scale par jo k 0 tp 100 hoti hai 70 se about signal de raha hota hai is halat ko ham over bought kehte hai our market strong bullish main hoti hai lekin trend short level par kabi b change hone ki nishani hoti hai

      Oversold Situation :

      dear friends RSI jis wakat apni scale par 30 se below indication de raha hota hai is wakt market show karti hai k wo string bearish hai our ye indicator hame kisi b wakt market ko bullish jane ki indication deta hai

      Natural Position ::

      dear friends natural position main RSI hem 30 and 70 k drmayan price indicate karta hai jis par ham trend k mutabik trade kar sakte hai



      Click image for larger version

Name:	RSI indicators.png
Views:	25
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12334863
       
      Ayisha Cutey's Trading Journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
      • #153 Collapse

        Re: What is RSI???

        Aoa dear friends , Forex trading mein Jab Ham char pattern per nazar dalte Hain To hamen apni trading ki situation nazar Rahi hoti hai dear friends Ham apni trading ko effective trading banane ke liye kuch indicators Ka Sahara lete Hain in indicators ke bare mein hamen idea Hona chahie tab hi Ham ek acchi trading kar saken gay aur is he Tarah RSI Bhi ek indicator hai jo ap ko market ky over bought aor over sold area ky bary may btata hy aor ap es sy apni trade easily open kr skty hyn yh bot he acha helpful tool hy hr trader es ko use krta hy short trade ky ley yh best hy aur forex main rsi aik acah indicators hain hamy i sko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ha kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy account bana kar br kam kar sakty hain yai aik asa business hea jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ya aik world wide business hain aur dear friends RSI Ek indicator Hai jisse Hamen market ke trend ko indicate karne mein madad milati hai bahut Sare traders trading karne ke liye is indicator ko use karte hain lekin indicators ko sirf trading ke tool ke Taur per use kiya karo aur kabhi bhi indicators per hundred percent depend Karke kam na kiya karo yah Jaruri Nahin Hota Hai ke indicators ke results 100% right Honge aur dear forex members RSI aik boht he important indicator mt4 ka hai us main app aik to market ka over bought our over sold check kisi bhe pair ka kerty hain our sath main app us main divergence our convergence k oper trade kerty hain appp k baat theek hai k us main standard to us main do level 30 our 70 ka hoty hian us main hum mazeed levels 20 50 our 80 k bhe add ker sagty hain oiur jab un do peak levels 20 ya 80 ko market tocuh kerty hain to pher humery leay strong sell ya strong buy ka signal hota hai our us k oper trade ker k hum ache earning short term our long term trade ker k time frame k mutabik earn ker sagty hain our dosrae brey RSI ki strategy divergence trade hai jo k her trader k leay aik acha profit bnanay main kafi help diti hia oiur us say hum acha profit araam say ban sagty hain
         
        • #154 Collapse

          Re: What is RSI???

          RSI aik acha indicator hai hamy is ko use kar ky trading karne chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky hamy market ko achy sy samj kar is ky up or down ko watch kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamayabe hasil kae saky hum is mai aik din ma aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyab trader ban saky hamy is mai soch samj kar confidence sy kam karna chahey ta ky hum is mai acha result hasil kar saky hum is mai jitna be kam karty hia yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is mai kam kar ky dollars mai bonus hasil karty hai hum dollars ko apny mulik ke currency ma change karwaty hai or apne needs ko pora kar ky apne life ko bahtar bana sakty hain agar hum apne life mai free hai to hamy apy time ko west nahe karna chahey hamy is mai full time kam karna chahey agar hum apne life mai masrof hai to hamy is mai part time kam karna chahey yai aik legal karobar ha hum is mai gar bath kar kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hai agar hum RSI indicator ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai
           
          • #155 Collapse

            Re: What is RSI???

            Walekum assalam Aaj Apne Hamare Sath bahut hi acche topic or discuss Kiya Hai Forex trading Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen market Mein different type ke indicator Najar Aaty Hai market mein yh indicator Hamari trading ke liye bahut jyada faydemand Hote Hain Hamen indicator ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie yh indicator tadad mein bahut jyada Hote Hain Hamen indicator ko acchi Tarah se learn karna chahie Hamen in indicator ke related Achcha knowledge Hasil karna chahie

            R Si indicator Ek bahut hi Achcha indicator Hai a iss indicator ko market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai yh indicator Hamare liye bahut Yad are helpful Hote Hain indicator jariy Ham market ko acchi Tarah se samajh ptny Hain market Mein relative strength indicator Ek bahut hi Achcha aur bahut hi famous indicator hai indicator Ke zariya Ham market Mein Hamesha acche benefit hi Hasil Karte Hain R Si indicator Ko Hum Kisi bhi chat par apply kar sakte hain aur Market ki situation ko bhi acchi Tarah Se dekh sakte hain

            Jab Ham in important indicator ko acchi Tarah se study karne aur in Kerala and complete information Hasil Kar Le To Hamen indicator ko apni trading Mein apply karna chahie Jab Ham indicate co apni trading Mein apply Karte Hain To Hamen apni trading Mein Hamesha Achcha result hi Hasil hota hai market Mein Kam Karne Wale Tamam trader ko chahie ki vah indicator ko carefully understand Karen beacause in indicator ko istemal karke Jab Ham market Mein kam Karte Hain To Hamen Kabhi Miloge Nahin Hota Hamesha Achcha profit hi Milta Hai
             
            • #156 Collapse

              Re: What is RSI???

              Forex main hamain mukhtalif kisam kay indicators ka use ana chahiye ta keh ham in indicators ki madad say trend ki continuation aur reversal ka pata chala sakain.

              RSI Indicator.
              RSI indicator aik leading indicator hay jo forex chart per by default mojud hota hay. Is indicator kay 3 mukhtalif levels hoty hain jis waja say trader ko trend ki strength aur reversal points identify karny main help milti hay.

              Overbought level.
              Jab RSI 70 say above ho jaye to iska matlab hota hay keh ab ye security overbought ho chuki hay. Laikin hamain ye bhi daikhna hota hay keh ye overbought level kitni dair main bana hay. Maslan ager sirf 3 hours main RSI overbought level pe puhnch jaye to is main reversal kay itny chances nai hoty q keh iska matlab hota hay keh RSI still up he rahy gi aur bullish rahy gi jab keh ager is main reversal hui bhi to woh bahut short term rahy gi.

              Oversold level.
              Jab RSI 30 say nichy a jaye to iska matlab hota hay keh ab ye security oversold ho chuki hay. Aisi situation main trader ko chahiye keh woh mazeed sell ki trade main enter na ho aur reversal ka wait karty huye buy ki trade kay liye prepare rahy. Baz dafa RSI below 30 hony kay bawajood bhi reverse nai hoti aur trend mazeed down he rehta hay.

              Mixed RSI.
              Jab RSI aisy level pe ho jahan per iska trend judge na ho saky to isko ham neutral ya mixed RSI kehty hain. Aisi situation main trader ko chahiye keh woh kisi aik trend ka wait kary aur jab RSI aik side pe jaye to tab he new order place kary.

              Effectivity of RSI indicator.
              RSI ka effective use tab he possible hay jab trader iskay sath fundamental analysis ka bhi use kia jaye. Aur stop loss ka lazmi use kia jaye.
               
              • #157 Collapse

                Re: What is RSI???

                RSI Stand For "Relative Strength Index" Relative Strength index indicator ek bohut hi important indicator hai joh aapko market mein different kisam k 2 level se Related apni information provide kar raha hota hai. Dear Forex members jab ap relative strength index indicator ki proper learning kr lety hain toh ismein ap ko perfect selling or buying opportunties available ho rahi hoti hai jinki baisi per ap apny prfit ko bohut jyda increase kar sqty hain is related main apko kuch important information indicate karna chahta hun, Joh aap relative strength index indicator se properly utilised ho sqty hain.Click image for larger version

Name:	th (5).jpg
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12335005
                OverBought Situation:
                Relative Strength Index aapko level 70 se related indications provide kr raha hota hai Ye aik aisa level hota hia jismein market mein bohut jyada prices chal rahi hoti hai or market purchase ki bohut jyada pressure hota hia. Dear jab ap Aise situation market mein dekhty hain toh iske bad market main ek reversal trend banna hota hai jismein aapko carefully entry leni hoti hai. Aur apny profit ko maximize karna hota hai aisi situation ko aap overbought situation index indicator apko indicate karty haim.
                OverSold Situation: Relative Strength index Indicator of ko level 30 se related be properly indicators provide kar raha hota hai. joh aapki decision making main aapke liye bohut jyada helpful ho sqti hai Dear market mein kaise position hoti hai jismein prices bottom level per hoti hai or aisi situation mein mareket mein slelerka bohut jayda pressre haota hai jab aap market mein aisi position main puchasing kerty hain toh apko bohut jyda advantages milengy chances ho sqtay hain..Aisi situation ko oversold situation kaha jata hai jis se related relatative strength index indicator apko properly important information provide krta hai.Click image for larger version

Name:	th (4).jpg
Views:	1
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12335006
                 
                • #158 Collapse

                  Re: What is RSI???

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan market Mein different indicators vajud hote hain hamen bhi Karte aur ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie yah ticket Hamari train ke liye bahut hi jyada helpful Hote Hain Ham in ki help se market ko acche tarike se samajh sakte hain aur Hamen kabhi bhi in Hindi cat Aur Ko ignore nahin karna chahie in indicate aur ke bare mein Hamen properly Apne study ko complete karna chahie ya indicate aur Hamare liye bahut hi jyada helpful hote hain aur Market Mein jitne bhi Hindi Karte aur majboot hote hain ya bahut hi jyada important hote hain aur aur Si indicate aur ek bahut hi Achcha Indica door hai

                  Aur Si indicator is very danger se Tak hoti hai aur yahan se Akbar solved aur Agar board ke liye 3470 Ki Desh per Rakha jata hai agar 30 se niche price ho to boy ke charge chance Diye Jaate Hain aur Hamen is maybe ki trade Laga sakte hain Agar ismein price 74 per ho to sell ke chance bahut jyada hote hain aur ham ismein sal ki trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Aisa indiketar Ki Hai se Ham train ko acche tarike se samajh sakte hain aur Market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain

                  Market mein agar price se 50 se upar Jaaye to aap friend Jahar hota hai aur Agar price 50 se niche a Jaaye to downtrend sahi hota hai Hamen Maar Ki Main trade Lagate Hue apni train ko use Waqt Maar Ki Main open karna chahie Jab Hamen Maar ki thi acche tarike se samajh a rahi hai aur mark 21 Nation bhi bahut hi jyada acchi Ho To Ham market Mein Apni train ko open karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham Sach ful trader Banna Chahte Hain To Hamen Hamesha samajhdar Hi Se Kam karna chahie jaldbazi bilkul bhi nahin Karni
                   
                  • #159 Collapse

                    Re: What is RSI???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasho پيغام ديکھيے
                    What is RSI???
                    Assalam o Alaikum! Dear member apna na "Relative Strength Index Indicator" k bara man bhot acha sawal kiya ha. Man b apka sath "Relative Strength Index Indicator" per apna knowledge share kerta hon. Dear forex trading man Indicator ka bhot important role ha. Bagair indicator k knowledge k trader kabi b market ko kamyabi k sath analyze nahe ker sakta. Q indicators trader ko market price chart man "trade entry aur trade exit" ka point batata ha. Her indicator ki apni specification hoti han, jo market price movement ko different condition man analyze ker sakta han. Is liye her indicator k related knowledge hamen her condition man market ko analyse kerna man help kerta ha.

                    Relative Strength Index Indicator :


                    Relative Strength Index Indicator ak "momentum indicator" ha jo past ki market prices ko current market price k sath compare ker k particular currency pair ya commodity k bara man "OVERBOUGHT" aur "OVERSOLD" ka signal deta ha. Ye ak Oscillator ha jo graph ki shakal man apna signals deta ha. RSI past 14 periods ki prices k average value ko current market price k sath compare ker k signals generate kerta ha. Mt4 man RSI by default 14 periods ko leta ha, lakin trader apni choice k period b select ker sakta ha. RSI man 0 sa le ker 100 tak k different levels hota han. Aur jab RSI 70 level sa above ho to ye Us particular commodity ya currency pair k bara man "Overbought" ka signal deta ha, jis per trader Bearish trend reversal signals ka wait kerta ha, aur Buy ki trade k bajae "SELL" ki trade ka sochta ha. Aur jab RSI 30 level sa below ho to Ye us particular commodity ya currency pair k bara man "Oversold" ka signal deta ha. Aur trader Sell ki trade k bara man nahe sochta aur sirf "buy" ki trade k bara man sochta ha aur Bullish trend reversal signal ka wait kerta ha.

                    Trading with "Relative Strength Index Indicator ":


                    Relative strength index indicator k overbought aur oversold ka matlab buy/sell ki trade active kerna nahe ha balka is signal per trader ko trend reversal candlestick pattern ya dosra technical indicators k trend reversal k signals ka wait kara aur confirmation k bad buy/sell ki trade active karni chaheye. Aur Stop loss aur take profit k liye support/resistance levels per place kerna chaheye. Click image for larger version

Name:	images - 2020-11-01T110306.054.jpeg
Views:	1
Size:	44.2 کلوبائٹ
ID:	12335062
                     
                    • #160 Collapse

                      Re: What is RSI???

                      dear RSI aik aisa indicator hai jo hamare pass market mein overbought aur oversold condition ko show kar raha hota hai agar Ham ji indicator use karte hain to aise humko kafi jyada fayda ho jata hai kyunki is indicator se humko market mein trade lagane mein kafi jyada help mil jaati hai Jo trade forex market mein acchi planning karke kam karte hain aur apne account per yah indicator use karte hain fir se kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein humko acchi planning karke kam karne se kafi achcha result Mil jata hai Jo trade forex market mein planning karke kam kar rahe hote hain use market mein successful Ho jaate Hain agar Ham forex market mein discipline ke sath kam karte Hain Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein learning karke kam karne se humko kabhi bhi mil jati hai Jo trading forex market mein discipline ke sath kam karte hain is market mein successful Ho jaate Hain agar Ham forex market mein acchi planning karke indicator use karte hain aur is indicator ke hisab se apna trading plan banate hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai kyunki yah ek aisi later indicator hai jo market ke momentum ko dekhti Hui humko trade bata raha hota hai agar Ham is indicator ko acche tarike se apne account per use karte hain to Ham ko ismein kafi jyada fayda ho jata hai market mein trade karne ke liye humko yah pata hona chahie ki market mein acche lagne ke liye humko time spent karna padta hai Ham market mein jitne cheated on karte hain unko itna hi jyada fayda ho jata hai jo trading forex market mein roj banakar kam karte hain use market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamjor hone ke liye humko hard work karna hota hai tab Ham is market mein kamyab Ho jaate Hain.
                      • #161 Collapse

                        Re: What is RSI???

                        Assalamu Alaikum Forex members Aaj camera topic Rs se related Hai Forex trading business Mein Aaye Rs 1 indicator hay discuss the Mal Karke Ham bahut sari traders market Mein acchi trading signal acchi trading and trees ko na sirf find karte hain balki unke according trading ke Karke bhi achcha result Hasil karte hain Aankhen koshish karte hain Hamen a less indicator leading indicator hai indicator Hamesha market Mein vote for signal provide karte hain lekin in Se fayda Vahi log Hasil Karte Hain Jo in indicator se milane wale signal Ke Saath Saath Apne analyses aur apni planning ko bhi follow karne ki koshish Karte Hain Ki unke reading indicator se milane wale signal Aksar aukat galat bhi hote hain aur Agar Hamen totally in se milane wale signal per depend Karenge To Ham last bhi Utha sakte hain isliye Hamen main inke signal Ke Sath 7 Professional trader Agar Ham Banna Chahte Hain To in indicator ko istemal karne ke sath sath Hamen Apne experience aur according market ke analyses bhi lazmi karne ki koshish Karni chahie sirf Ham girls signal ko avoid kar Sakenge aur Iske alava Ham entry per trade Karke Achcha profit Hasil kar Sakenge aur Kamyab Ho Sakenge Jitna Achcha kam Mein kam Ham Karenge Hamen utna Hi Kam Hoga Jitna Ham kam risk Hoga utna hi Hamen last kam Hoga aur Hamen kamyabi Jyada Milegi yah indicator Sare hi acche hote hain lekin used condition Mein Jab unko acchi Tarah Se land Karke istemal kiya jaaye jab tak aap Kisi chij Ko Samajh Kar istemal Nahin Karenge tab tak aap ko Achcha Kam Nahin kar Sakenge Rs indicator Ham market ki over Maut aur so situation ke bare mein batati hai Jab market 70 level se aap Jaati Hai to use Waqt Hamen of about ko signal Milta Hai Jiske mutabik Ham market ke down Jaane Ke chances hote hain aur acche entry hoti hai aur Iske alava Jab market 30 level se down Jaati Hai To to oversold situation ko signal hota hai yahan se market ab ja ke chances hote hain bus Hamen bahut Soch samajhkar planning ke sath kam karna hota hai aur Usi bad Ham acchi Tarah se kam kar sakte hain Agar ismein yah indicator Mein 70 se above indicator Hai To yah main market Mein purchase ka bahut jyada pressure hai aur ismein Hamen trade bhi vah Soch samajhkar Lagani hoti hai
                         
                        • #162 Collapse

                          Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                          Ache indicators ka use hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain isliye forex mein koshish karni chahie k forex mein ham trading ache indicators ko use karke start karen aur forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko jitna ho sake increase karna chahie forex main jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex main hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain our utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein ham trading se pahle market ko achi tarah se analyse karen aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karen forex mein achi trading ke liye market ka fundamental aur technical analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex trading sabar ke sath karni chahie forex main achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai aur forex mein chart pattern ko samajhna hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai aur forex mein chart pattern ka acha knowledge aur achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai jis ki madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #163 Collapse

                            Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                            Indicator ka use market mein hamen behtarin profit deta hai is liye aap ko indicator ko zarur sikhana chahie is per practis karne chahie aur RSI ek behtarin indicator hai jo trading mein bahut zyada use Kiya jata hai is per jitna achcha analysis karenge Ham as mein is se achcha profit hasil hoga aap bhi rsi indicator ko zarur use Karen is per practice Karen aur isko kamyab banane ki koshish karen kyunki koi bhi analysis Ho is per practis karna zaruri hoti hai jab hamare pass iski acchi practice hogi to Ham is mein behtarin profit hasal kar payenge is liye koshish karen achcha kam Karen mehnat Karen aur Forex trading market mein hamesha apne analysis ko strong banane ki koshish karen hamen har tarah ke indicator ko use Karne Ka tarika aana chahie Taki Ham market mein behtarin trade karne mein kamyab ho sake Forex trading ek behtarin online business hai jis mein hamen mehnat ke sath kam karna chahie iska achcha knowledge and experience Hasil karna chahie Ham is business mein kamyabi Ham apne acche knowledge se Hi Hasil kar sakte hain indicator ke use ko pahle apne demo per use Karen iska achcha result aane per hi apne real account per is ko trading Karen Ta k aap aise kisi galti ki wajah se apne account ko wash kar den aap ka achcha practical aap ko is mein behtarin profet deta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X