Re: Relative strength indicator
Assalam O alaikum dear friend RELATIVE STRENGTH INDICATOR jis jo ham RSI indicator kehte hai trading market main trading chart par sab se zayda use hone wala indicators hai or is ko takreeban tamam trader use karte hai ye indicator hame live market ki value our trend k bare main information deta hai RSI current and past trading value ko close prince b base par indicate karta hai our ham is ki madad se market k trend ka andaza laga sakte hai
RSI k scale 0 to 100 hoti hai our is ki 3 position hoti hain
OVERBOUGHT POSITION
OVERSOLD POSITION
NATURAL POSITION
OVERBOUGHT POSITION ::
dear friedds jis wakt RSI 70 se 100 k darmayan market value ko show karta hai to is position ko han overbought positin kehte hai is wakt market strong bullish hoti hai lekin trend kabi b change ho sakta ha ie liye ham wait kar sakte hai
OVERSOLD POSITION ::
dear friends jis wakt RSI 30 se below market value show kar raha hota hai hai ham is postion ko oversold position kehte hai is time market strong sell hoti hai lekin trend kisi b wakt change ho skta hai so ham trend k change hone ka wait kar sakte hai
Natural Position ::
dear friends jis wat market 30 se 70 k darmyan ho g is wakt ham is position ko natural position kehte hai is wakt aap market k trend k mutabik market main enter ho sakte hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим