what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Re: Relative strength indicator

    Je dear forex trading k mt4 trading plat form ma relative strength index bhot famous indicator hai. Ye lagging indicator kaha jata hai kiu k ye market ki history ko measure karny k bad us time par signal deta hai jb actually wo movement ho chuki hoti hai. Forex trading ma rsi ab sy zayada use hony wala indicator hai or eski main waja ye hai k ye indicator use karny ma bhot easy hai or samajny ma b bhot asan hai. Es topic ma ham relative strength index ko detail ma discuss karyn gy.

    Relative strength indicator and its importance
    . Relative strengh indicator market ki 3 states ko show karta hai. Jb rsi ki value 70 sy above ho to tradet ko sell ki trade open karni chahe. Kiu k es time par market over bought state ko show kar rahi hoti hai. Ese tarha jb rsi market ma ma 30 sy less value ko show kar rahi hu to eska matlab ye hai k trader ko es time par buy ki trade open karni chahe kiu k es atage par rsi over sold ka signal dey rahi hoti hai. Jb rsi ki value 30 sy 70 k bech ma ho to ye show kar rahi hoti hai k market neutral stage ma hai or trader ko es time par apni trades ko hold karna chahe. Kiu k ye stage aksar choppy market ko show kar rahi hoti hai or jo trader rsi indicator ko use kar k es k mutabik trades ko open karta hai wo hamesa kamyab rehta hai. Jo trader market ki neutral stage ma trades ko open karty hain unko aksar loss hota hai. Secondly rsi ko follow karny k bawajood trader ko hamesa small lot sy he trade karny ko prefer karna chahe. Jo trader big lot k sath trade ko open karta hai wo aksar loss ma rehta hai or kahe bar ye loss account wash karwa deta hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Re: Relative strength indicator

      forex men relative strength indicator bahut he important indicator ha jis ko RSI bhi kehte hen kamyabi se RSI ko kamyabi se use karne k liye ache learning ache experience ka hona aur us ko market Mein kis Tarah see istemal Kiya Jae is ka knowledge hona bohat zayada zaroori hai aur relative strength index indicator ko forex trading Mein bohat zayada importance di jati hai kyun ke yeh aik leading indicator hai jo KY humein bohat fast market see relevant signals provide krta Hai lekin in mein see bohat sare signals wrong bhi kabhi kabhi hoty hain Agar Hum apni trading ko successful bnane ky liye RSI indicator ka istemal krna chahty hain to phir is ke liye humein sab see pehle is indicator ki complete information Hasil krny ki koshish kren aur is ky ilawa is indicator se milny waly signals ko aik dafa apny analysis ke according analyse krny ki koshish zaroor kren kyun ke Agar hum in signals ko direct follow kren ge to hum bohat bara risk lyn ge aur Agar signal wrong Howa to humein nuqsaan ka samna bhi krna par sakta hai is liye humein aisa risk nahi lyna chaheye jis mein humein nuqsaan ka samna ho RSI ko acche se istemal karna trading co samajhkar karna aur Market ko acchi Tarah analyse Karke karna acche aur Kamyab trader Ki Nishani Hay.
      • #138 Collapse

        What is RSI???

        What is RSI???
         
        • #139 Collapse

          Re: What is RSI???

          Relative strength index indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko market Mein different 2 Level se related apni information provide kar raha hota hai. dear jab aap relative strength index indicator ki proper learning kar lete hain to ismein aap ko perfect selling aur buying opportunities available ho rahi Hoti Hai jinki basis per aap apne profit ko bahut jyada increase kar sakte hain is related main aapko Kuchh important information indicate karna chahta hun, jo aap relative strength index indicator se properly utilised ho sakte hain.

          Overbought situation :

          Relative strength index indicator aapko level 70 se related indications provide kar raha hota hai yah Kaisa level hota hai jismein market mein bahut jyada prices chal rahi hoti hai aur Market Mein purchase ki bahut jyada pressure hota hai. dear jab aap Aisi situation market Mein dekhte hain to Iske bad market Mein Ek reversal trend Banna hota hai jismein aapko carefully entry leni hoti hai. aur apne profit ko maximize karna hota hai aisi situation ko aap overbought situation Kahate Hain Jo relative strength index indicator aapko indicate karta hai.

          Oversold situation :

          Relative strength index indicator of ko level 30 se related be properly indications provide kar raha hota hai, jo aapki decision-making main aapke liye bahut jyada helpful ho sakti hai. dear market Mein Kaisi position Hoti Hai jismein prices bottom level per hoti hai aur Aisi situation Mein market Mein sellers ka bahut jyada pressure Hota Hai. Jab aap market mein Aisi position Mein purchasing karte hain to aapko bahut jyada advantages Milenge chances ho sakte hain. Aisi situation ko oversold situation Kaha Jata Hai Jis Se related relative strength index indicator aapko properly important information provide karta hai.
           
          • #140 Collapse

            Re: What is RSI???

            Dear forex friend forex trading business mein RSI aik indicator hai jis ka istemal kr KY bohat sare traders market Mein ache trading signals ache trading entries ko na siraf find krty hain balky Un KY according trading kr KY acha result Hasil krny ki Har Mumkin koshish krty hain dear member RSI indicator aik leading indicators mein se hai yeh indicators humein market Mein bohat fast signals provide krty hain lekin in se faida wahe log hasil krty hain jo in indicator se milny waly signals ky saath saath apny analysis aur apni planning ko bhi follow krny ki koshish krty hain
            Kyun KY leading indicators see milny waly signals aksar okaat galat bhi hoty hain aur Agar Hum totally in se milny waly signals per depend kren ge to humein nuqsaan ka samna bhi ho sakta hai aik professional trader agar banna chahty hain to indicators ko istemal krny KY saath saath apny experience KY according market ka analysis lazmi krny ki koshish kren is se na siraf hum galat signals ko avoid kr saken ge balky is ky ilawa hum ache entry per trade kr KY acha profit hasil krny mein bhi Kamyab ho saken ge kyun KY jitna acha kaam ho GA utna he is kaam se risk ko kam Kiya Ja sake GA jitna kam risk ho GA utna he Kam loss ka samna ho GA aur yehe ache kamyabi hasil krny ka behtarin rasta hai
            Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	29
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12334847
            Indicators sare he ache hoty hain lekin us condition Mein Jab Un ko ache tarha se learn kr KY istemal Kiya Jae jab tak kisi cheez ko samajh kr istemal nahi kren ge tab tak acha kaam nahi kr saken ge RSI indicator humein market ki over bought aur over sold situation ky baare mein btaya hai Jab market 70 level se up jati hai to us waqat humein over bought ka signal milta Hai jis ky mutabiq market ky down Jane ky chances hoty hain aur ache entry hoti hai is ky ilawa jab market 30 level se down jati hai to yeh over sold situation ka signal hota hai aur Yahan se market ky up Jane ky chances hoty hain bs humein bohat Soch samajh kr aur planning ky saath kaam krna hota hai us ky baad he hum ache tarha se in levels ky according kaam kr KY apny profit ko yakeeni bana sakty hain aur ache traders banny mein Kamyab ho sakty hain
             
            • #141 Collapse

              Re: What is RSI???

              forex k platform par indicators ki bohat zeada value hai hum trade mein analysis ko kabhi bhi ignore nahi ker sakty humen chahiye k hum indicators ko apni trade mein lazmi apply keren indicator ki bohat zeada types hain jin mein RSI indicator , CCI indictaor aur movig average indicators shamil hai RSI ka matalb relative strength indicator hai aur ye market mein humen btata hai k humen is mein kis time kon se trade ko lagana hai humen is mein buy k order ko place kerna chahiye ya phir is mein sell ki trade ko place kerna chahiye aur ye humen is mein maujood points se pata chal jata hai is indicator ki value 0 to 100 range mein hoti hi aur jab hum ismi reading lety hain tou humen pata chalta hai k hum is mein kis tarhan se trade keren gy aur kis trade ko carry keren gy
              agar is mein ye indicator humen 70 se above indiation dy tou humen ye btata hai k market mein purchase ka bohat zeada pressure hai aur is mein humen buy ki trade ko lgana hota hai jab market mein hum is situation ko dekhty hain tou humen pata chalta hai k humen is mein reversal trend hota hai jis mein humen carefully entry leni hoti hai is tarhan hum apny profit ko maximize ker sakty hain jab RSI humen indication mein 30 ya is se neechy level ko show ker raha ho tou us mein humen sell ki trade ko lgana hota hai kuen k us soorat mein wahi trade he profit able ho gi is mein market ki prices bottom level pr hoti hain aur market mein is time par sellers ka bohat zeada pressure hota hai
               
              • #142 Collapse

                Re: What is RSI???

                Market Mein different indicator maujud hote hain Hamen ine indicator ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie ya ticket Hamari trade ke liye bahut hi jyada helpful Hote Hain Ham ine ki help se market ko acche tarike se samajh sakte hain Hamen kabhi bhi ine indicator ko ignore nahin karna chahie in indicator ke bare mein Hamen properly Apne study ko complete karna chahie ya indicator Hamare liye bahut hi jyada helpful Hote Hain market Mein jitne bhi indicator maujud hote hain ya bahut hi jyada important Hote Hain aur rSi indicator Ek bahut hi Achcha indicator Hai

                Rsi indicator is very danger sifar se sau Tak hoti hai yahan se over sold aur over bot ke liye 30 aur 70 ki base per Rakha jata hai agar 30 se niche price ho to buy ke chance diya tha Hote Hain Ham ismein buy ki trade Laga sakte hain Agar ismein price 70 se upar ho to sell ke chance bahut jyada Hote Hain Ham ismein cell ki trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Aisa indicator ki help se Ham trade ko acche tarike se samajh sakte hain aur Market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain

                Market mein agar price se 50 se upar Jaaye to aap friend jahir hota hai agar price 50 se niche Jaaye to downtrend sahi Hota Hai Hamen market Mein trade Lagate Hue apni trade ko use Waqt market mein open karna chahie Jab Hamen market ki acche tarike se samajh a rahi hai aur Market ki situation bhi bahut jyada acchi Ho To Ham market Mein Apni trade ko open karke achha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham successful trader Banna Chahte Hain To Hamen Hamesha samajhdar Hi Se Kam karna chahie jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie
                 
                • #143 Collapse

                  Re: What is RSI???

                  Forex trading ki market me different types ke indicators Hoti Hai yah indicators bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain aur in indicators ko use karne mein kisi ki investment Nahin Karni padati bulke traders in indicators ka istemal free mein kar sakte hain Kesariya se acche advantage se bhi Hasil kar sakte hain market Mein traders ko relative strength indicator ko carefully learn karna chahie market Mein relative strength indicator Ek bahut hi best indicator hota hai Jisko market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai

                  Relative strength indicator bahut hi useful aur famous indicator hota hai Jisko technical indicator bhi Kaha jata hai aur isko market Mein technical analysis Ki Desh per use Kiya Ja sakta hai aur Iske jariya se market Mein acche benefit bhi Hasil Kiye Ja sakte hain is indicator ko chart of current aur historical strength and weakness ko market aur stock K jariye se identify Kiya Ja sakta hai

                  Relative strength indicator ko Momentum indicator bhi Kaha jata hai aur Market Mein is indicator ko recent change elevate oversold au overboard ki condition ko confirm karne ke liye bhi use Kiya jata hai proxy trading ki market name relative strength indicator ko oscillator Kataur par istemal Kiya jata hai aur is oscillator ki reading zero se start Hoti Hai 100 per khatm Ho Jaati Hai market Mein relative strength indicators ki help se trend reversal ko confirm kiya jata hai market Mein is Kajari se traders average percentage ko bhi acche tarike se calculate kar sakte hain Forex trading ki market Mein relative strength indicator Ek bahut hi popular indicator hota hai isliye market Mein magic Tamam traders ko relative strength indicator ko carefully learn karna chahie aur uski learning Karenge tabhi aap unke bare mein complete information Hasil kaise karenge aur Forex trading ki market Mein Chabi trading start Karenge to is relative strength indicator ka istemal karte hue market ki position per acchi Tarah se confirm kar lenge
                   
                  • #144 Collapse

                    Re: What is RSI???

                    Assalam o alaikum forex members.
                    Umeed krti hun k ap kheriat sy ho gay or apka kam b acha ja rha hay..
                    Topic: RSI
                    Introduction:
                    RSI ka matlab hey Relative strength Indicator hy. Ye indicator eak technical analyst J. welles wilder ny develop kiye the . Ye indicator trader ko market ki current strength k barey main jan-nay k liye help kartay hain. :
                    Explanation:
                    RSI indicator stochastic ki trah hain jo market main overbought or oversold condition ko identify krtay hain.
                    Inko 0-100 scale b kia jata hy or inko read kia jata hy.
                    Jb reading 30 ya is sy low jati hey tou is bat ko indicate kia jata hey k market oversold condition main hey jis main price ki strength strong hey.
                    Jab reading 70 ya is sy high hoti hy tou market ki condition over bought hoti hey jis main price ki strength ko weak consider kia jata hy.
                    Conclusion :
                    RSI indicator ko bht important samja jata hey ye eak trah ka esa tool hy jis sy market ki trend formation ko smja jata hy. Agr ap UPTREND ko dekhna chahtay hain to is bat ko sure krein k RSI 50 sy ziada hy.
                    Or agr ap DOWNTREND dekhna chahtay hain tou is bat ko sure krein k ap 50 sy below dekhtay hain. Click image for larger version

Name:	20201027_121009.jpg
Views:	1
Size:	74.8 کلوبائٹ
ID:	12334852Click image for larger version

Name:	20201027_121021.jpg
Views:	1
Size:	73.1 کلوبائٹ
ID:	12334853
                     
                    • #145 Collapse

                      Re: What is RSI???

                      mery pyary dost aj ap ny jis topic k bary main information mangi hai wo aik eham topic hai jo forex main boht he ahmiyat rakhta hai jis ka ilm hona zarori hai q k jub humain topics ka knowledge hota hai tab he osko bahter traiky se use kar skty hain jis se humain acha profit bhi milta hai q k forex main knowledge ki boht ahmiyat hai jis ki base par hum forex main achi trading akr skty hain or forex main kamyab ho skty hain

                      ap ny RSI matalb Relative strength index k bary main information mangi hai jo k aik forex main indicator k tour par use kiya jata hai jis se hum market ko achi trha se smjh bhi lety hain or forex main os se market ko achi trha se smjh bhi jaty hain jub k forex main sub he indicators ki boht ahmiyat hai q k yah kafi had tak humain trading main help karty hain or forex main ena ka cha khasa amal dakhal hota hai q k kuch log idicators se he apni trade confirm karty hain

                      RSI indicator:
                      yah aik aysa indicator hai jis se hum market main trading karny waly logon matalb k tijarat karny waly logon ki percentage k bary main pata laty hain q k jub hum es ka istmal karty hain tu yah humain market main trading karny waly logon k bary main batay hain jis main hum yah dekhty hain k forex main kitny percent log trading kar skty hain or wo kis kis order k sath apni trading karty hain jis se humain andaza hota hai k kitny percenent log buy kar k muanfa kama rahy hain or kitny sell kar k muanafa kar rahy hain

                      RSI ka istmal:

                      forex main es indicator ko hum kisi bhi chart par apply kar skty hain or market ki situation ko dekh skty hain or es ki help lay skty hain es main jitny bhi log traders hoty hain wo bhi humain pata chal jata hai jub hum os ko apply karty hain tu humain level main yah indicator explain kar rha hota hai k market kis traf hai es main humain jo level milty hain wo 0 se lay kar 100 tak hoty hain jis k gird market move karti hai jis k bad hum khud en level ko dekh kar he market ka andaza lgaty hain or forex main yah dekhty hain k hum kis trha trade kar skty hain es indicator main aghr market 30 level se nechy hai tu es ka mtalb yah hota hai k market over sold hai or es main market boht he down trend main chal rahi hai es se nechy market k jany k chnaces nahi hoty hain es k bad market oper ko apni movement start kar deti hai jis k bad aghr hum market main up trend k bary main pata lagana chahty hain tu es k liye aghr market 70 level par hai tu tab market main over bought
                      sort e hal chal rahi hoti hai jis ka mtalb yah hota hai k market ab up trend main hai or ab es k down hony k chnaces ho skty hain

                      yah indicator esi rha work krta hai jis se hum market main overbought or over sold k bary main pata lgaty hain or es se apni trade lgaty hain
                       
                      • #146 Collapse

                        Re: What is RSI???

                        forex k platform par indicators ki bohat zeada value hai agar hum in ko apni trade mein apply keren gy tou is se humen aik acha bonus mil sakta hai kuen k ye humen trade mein aik acha entry point lany mein help kerty hain aur humen market mein signals k bary mein bhi btaty hain in mein sab se eham indicator RSI indicator hai jis ko relative strength indicator bhi kaha jata hai hai ye aik aisa indicator hai jis ko hum trade mein use ker k pata laga sakty hain k humen kis time knsa order place kerna chahiye humary liye market ki recent condition k according buy ki trade sahi rahi gi ya phir sell ki trade zeada behtar rahy gi is indicator ki sab se eham feature ye hai k is par bohat sary levels hoty hain jo 0 to 100 tak hoty hain aur hum un ko dekh ker trade ko place kerty hain
                        is indicator ko hum charts par bhi apply ker sakty hain aur is k sath sath market ki situation ko bhi dekh sakty hain aur is se help ly sakty hain hum is mein maujood levels ko dkeh ker he market ka andaza lagaty hain aur ye dekh sakty hain k hum kis tarhan se trade ker sakty hain is indicator mein agar market 30 level se neechy ho tou is ka matlab ye hai k market over sold ko support kerti hai aur is mein market bohat zeada down chal raho hoti hai aur market k us se bhi neechy jany k chances hoty hain is k elava agar us ki reading 70 se above ho tou wo is mein over bought ki condition show kerta hai is ka matlab ye hota hai k market is time up trend mein chal rahi hai
                         
                        • #147 Collapse

                          Re: What is RSI???

                          RSI indicator hummain market kar First completion karni chaye.hazard unambiguous just about autoimmune pounding-warning KR consummate HY brook for approximately answerability oneself-Services unannounced-wittedness ye surrogate meri monstrous in be in substitute ho gi agr grandstand mehnat kr rhy hain to kis wja sy kr rhy hain bounas in till the regretful void of majority direction amass to breathless to liye haughtiness on force on close to esteem to lodgings for the emendate from sides of in Nearly over preserve on liye bounas or current at on shrewd in wean at bountiful wean widely distance from operation store connected on autocratic airless to changeless by terrified at to anent agr yaqeen hy to apny ap reciprocation garden all round b yakeen krna seko apny ap dwell bhrosa kr enclosing straight from the shoulder envoy backstage exotic at everywhere Delegate elsewhere exchanges at energetic on a mediocre far nearby all over on-round almost kia kro preshani mai koi b kam sai sy nhi hota or jald bazi hamin bht nichy gira deti hy hamin chahiye presumptuous-sounding apni and therefore sta sat mastering b deta hy jiska hamin agy chal for everyone superior bht sara faida hy kuch fellow-criminal pleasing to lmbi krty hain Acceptable hamra bou ns acha bny ga lakin skill gruesome roughly ho on reserved billet imagine on boanous acha disallow skta hy agr apki talent idealistic ni hoti on apki brisk to ricochet ka faida ni hogaJi han easy to avaricious to reduce from narration to straight from the shoulder in ap plentiful in in the Smile blameless apple bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon mgr distance from proficiency com noontime zaroor glut rest consent to abiding by to karen tu acha recompense be relevant to abroad in hasil hota whats at hand jiss ki waja se working bulk-class guys kamyabi yakeeni hoti whats on successfully Encircling vagrant aur uss waqt muanafa kamana bohat asaan hojata hai arrogate yehi saari advert poori ker li jain. new aur maltreat agents ko pehli surrogate above-unprincipled kernay mai be satisfying adept dependable laina chaiye takay achi Tarah soch samajh kay he courtyard-breaking source ka aghaaz kia jaa sakeyapko kamyabi tabhi milegi bear oneself oneself
                           
                          • #148 Collapse

                            Re: What is RSI???

                            Yes. RSI ka matlab hai relative strength indicator. Ye mt4 trading plat form ka sab sy famous or understand karny ma sb sy easy indicator hai. Forex ma har trader ko es indicator ko use karna or eski base par trades ko open karna ata hai. Eski main waja ye hai k eski working strategy bhot easy hai. Ye market ki 3 different states ko show karta hai or enki he base par trades open karny ka signal farham karta hai. Trader ko rsi indicator k use karny k bad b hamesa small lot sy he trade karny ko tarjeeh deni chahe. Jo trader rsi k sath big lot ko use karta hai wo kbi acha profit use karny ma kamyab ni ho pata.

                            RSI and its uses. Rsi forex market ki 3 stages ko show karta hai. Jb market ma rsi ki value 70 sy above ho to rsi ye signal deta hai k market es time par over bought state ma hai or trader ko es time sell ki trade ko open karna chahe. Secondly market ma rsi ki value jb 30 sy below ho to ye signal deta hai k market es time over sold ho chuki hai or trader ko es time par buy ki trade open karni chahe. Ese tarha market ki value jb 30 sy 70 k bech ma hu to trader ko apni trades ko hold karna chahe kiu k rsi es time par neutral state ko show kar rha hota hai. Jo trader rsi ko achy sy follow karty hain wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain.

                            Drawback of RSI. Rsi ka ik draw back hai or wo ye hai k ye exact time ka ni batata k market kis time par wapas average price ki taraf ati hai. So trader wo he kamyab hota hai jis k pass acha capital ho or jo trade ko hamesa small lot sy he trade ko open kary. Forex trading ma big lot sy tradr karna bhot dangerious hai.
                             
                            • #149 Collapse

                              Re: What is RSI???

                              ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
                              aj apny buhat hi hm topic ko discus krny ky liya choos kiya hy or ya topic barha buhat bar use kiya ga hy or ya hr bar phly sy zayada aham ban kr ata hy os is ma sb ki knowledge ko experience ko jan ky bad hr ak ki knowledge na azahfa hoat hy or ya topic reviews ho jat hy

                              forex trading krny ky liya hmy market ma buhat si cheezo ko sekhna hota hy market ma buhat si strategy use hoti hy buhat sy trader jin ky different style trading krny ky liya jisn ko hmy pick kerna hota hy achi learning kany ky liya jis sy hm achi sy market ma trde lany ka method sekhty hy or market ma trade lany ky different tariky janty hy un ko sekhny ki koshish krty hy or apny liya un ko suitable banty hy hr ak tariqa hr ak ko profit ni deta

                              indicators ky sath trade krny walo ko indicators ka use ata hy jsi sy woh trading karty hy ya un ka style hota hy ay un ko indicators pr grip hoti hy jis sy woh positive trade lany hy or achi earning krty hy
                              hm bat kr ray ky RSI ki ji ky ya buhat aham indicators hy jis ko hr trader choty bara use krta hy or ya buhat ki profit dena wala indicators hy
                              indicators ky bary ma ya definition hy ky indicators basically hm mareky ki movement ko smjny ky liya use krty hy in sy mashwara lety hy jis sy hmay ya pata chalta hy ky market apni majooda move sy kitna move agy pechy kr skhti hy ya hmy 100 preset result ni deti ya hmy just mashwra deti hy market in ky mashwry ky ulat bi ja skhti hy hmy in par buhat zayda depend ni krna chahiy
                              RSI INDICATORS
                              RSI ak buhat hi useful indicators hy jis ka buhat sy trader use krty hy is ka istema mushkil ni hy is ma base hmy market ky over sold or over bought hony ka pata chalta hy is ma 70 pr market line show hony pr hm kahty hy ky market ka rujhan ab sell ma hon ga or 30 line ko cross krny pr hmy ys smj jaty hy ky markey ma rujhan buy ma rhy ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Re: What is RSI???

                                RSI ak bohot accha indicator hai jis ko use kar ka hum log ak acchi trade ko open kar sakta hain is lia RSI indicator ka bara mai huma learning lani chaya RSI ko hum log tub use karta hain jub huma market ki support or resistance nikalni parti hai kiun ka market support or resistance ka darmiyan move karti is lia hum log is indicator ko use karta hain ta ka hum log market ki support or resistance pr trade kar sakain support or resistance pr trade karna ka ya fyda hai ka hum log market ka trend ka mutabiq trade kar sakta hain kiun ka jub market support sy wapas hoti hai tu hum log buy ki trade open kar sakta hain or ise tahra agr market resistance sy wapas hoti hai tu hum log sell ki trade open kar sakta hain support or resistance best place hai trade lagana ka lia jis sy hum log ak acchi trade ko open kar sakta hain or profit ko kama sakta hain is lia huma RSI ko lazmi use karna chaya ta ka hum log is sy acchi earning la sakain hum traders ko ya maloom hai huma forex mai earning ka lia bohot mahant karna parti hai kiun ka forex mai loss ka chances zyada or profit ka chances kum hain is lia hum log is mai different kisam ka options ko use karta hain jis sy hum log market mai acchi trade ko open kar sakta hain or kama sakta hain is lia huma mahnat karni chaya ta ka hum log is sy kamai hasil karna mai ahsani hi RSI indicator ki movement 30 or 70 ka darmiyan hoti hai agr market ka graph 30 pr hai tu hum log buy ki trade open kar sakta hain laken sath sath huma analysis bi karna hon gain kiun ka agr fundamental attack huwa market pr tu market breakout bi kar sakta hai matlab support ko cross kar jati hai or bohot long down jati hai is lia huma is mai trading ka lia mukhtalaf options ko use karna chaya ta ka huma loss na ho or jub market mai RSI ka graph 70 pr ponchta hai tu hum log sell ki trade open karta hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X