what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Jaiza : What Is Relative Strength Index (RSI) ?

    Relative strength index forex market main trading ky liay use hony wala aesa indicator hai jo by default market ka chart open kerny per hamain main chart ki bottom per show ho raha hota hai jis ko agar ham value change nehi kerty tou uski values 70 aur 30 by default set hoti hai ky market agar uptrend main movement ker rehi hoti hai tou seventy ko cross kerny ky bahd strength market ki kam ho jati hai jis ky bahd market kisi bhi waqat downtrend main movement continue ker sakti hai jabky agar market main downtrend chal raha ho tou market RSI main thirty ko cross ker leny ky bahd market ki downtrend main movement ki strength decrease ho jati hai tab aesy time per market kisi bhi waqat reverse movement kerty huey upward movement kerna shoru ker deti hai tou hamain aesy time per RSI ko follow kerty huey trade continue kerny per bahot achi earning hasil ho sakti hai ham RSI ki maximum aur minimum values ko khud bhi adjust ker sakty hain aur jo traders RSI sy achy signals lena chahty hain woh RSI ki maximum aur minimum values ko 80 aur 20 set ker lety hain ky jab market in main sy kisi aik ko bhi cross ker jati hai tou aesy time per market main trend reversal expect Kia jata hai ky ham reverse order main agar trade open ker lety hain tou hamain market main aesi open trade main profit hasil hony ky chances bahot zyada increase ho jaty hain hamain chahiay ky agar ham baghair analysis ky trade open ker ky continue kerna chahty hain tou ham RSI ko zarur read ker lain ky jab RSI main market maximum ya minimum value ko cross ker chuki ho tou hamain reverse order main trade open ker leny sy yaqeeni profit hasil hota hai hamain kisi aur indicator ko use kerny ki zarurat nehi agar ham sirf RSI ko follow kerty huey apni trade ko continue kerty hain tou hamain bahot acha profit hasil hota rehta hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

      forex market ko analysis karny klye hamen indicators ko samajna hoga . indicators hamen market ki movement ke bary me bataty hain jis se hamen analysis karny me bi asani hoti hy . RSI (Relative strength index) bi bht important indicator hy , is indicators ki madad se ham apni investment ko secure kar sakty hain aur loss hony se bacha sakty hain . indicators ko samajny klye knowledge aur experience ka hona bht zarori hy , agar knowledge ni hoga to ham analysis thek ni kar sakty .aur knowledge ke sath experience ka hona bi bht zarori hy , agar experience acha hoga to bht ziada chances hain keh apny capital ko sacekar sakty hain . RSI hamne market ki movement ke bary me btata hy , aur hamen help karta hy keh kis time market up ho ge aur kis ime market down jay ge . is indicators ki value 30 aur 70 ki limit hoti hy , in values ko dhk kar ham apni trade laga sakty hain . agar value 30 se nechy ho ge to hamen buy ki trade lagani chahye , yeh indicator bi hamen yhe show karata hy keh 30 se nechy ki market values py buy ki trade profitable sabit ho ge . aur isi tarahagar market up ja rhe hy aur value bi 70 se oper hn gy to selling ki gtrade lagani chahye . indicators ko samajna bht mushkil hota hy , market me jo professional traders hain wh RSI ko use kar ke market ka analysis akrty hain aur dhkty hain keh market selling me jay ge ya buying me , analysis karny ke bad wh market ki previous histroy ko dhkty hain jis se unhe prediction karny me madad milti hy
      • #93 Collapse

        Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

        Assalamu alaikum dear friends Dear member aap ne Jis indicator ka zikr kia hai yeh market mein aap ko current situations ky mutabiq good entries leny mein help karta hai aur market ki overselling ya over bought conditions ky bary mein aapko batata hai. Market mein aap is indicator ka istemal kar ky yeh jan skty hain ky aap ko kis side ki movement dekhny ko mil skti hai aur aap kis side pe trades open kar ky profit bana skty hain. Relative strength Index ek line bar hoti hai jis mein aap ko market ky buyers aur sellers ki information unki relative strength sur current information ky mutabiq market ki condition ka andaza hota hai. Jis ky bad aap Bullish ya Bearish trend reversal ka andaza laga kar trades me entry lety hain.

        Relative Strength Index ky sath sath aapko chahye ky aap market mein dusry indicators aur market ky candlestick patterns ka bhi istemal kar ky achy trend reversal signals gain karyn. Un signals ky bad aap RSI indicator ka use karty huey signals ki conformation kar skty hain. Yeh aapky analysis ko strong bnany mein madad krta hai.​Aap is se exact signals nahin le skty lekin yeh aapko trades ki achi information deta hai aur market ki current situation ky mutabiq aapko recent information collect kar ky deta hai. Ek bar pe aap ko Numbers mein market ki condition show hor hi hoti hai jo ky 30 to 70 ky darmian aapko market mein buying ya selling condition ka batata hai. Is trha aap recent information based data collect kar ky apni analysis ko strong bana skty hain.
         
        • #94 Collapse

          Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

          R si ka matlab relative strength indicator indicator se hamen pata chalta hai ke currency kitni strength mai hai jiski baad koi trader decide karta hai ke bike ka trade lagana chahie yah sell KaKion k agar currency ke strength weak ho to usko buy karna chahie agar strength hi ho to sell karna chahie ismein point hoti hain yani agar 20 se kam ho Tu buy Ka trade banta hai agar 80 se upar ho to sale car trade banta hai
          Lihaza jab Bhi hamen trade lagaen is indicator ko zaruri dekhna chahie tar ke hamen currency ki takat ka pata chale jiske bad hamara Sahi trade lag jaaye. Is ko istemal Na karne se a hamen loss bhi ho sakta hai kyunki ham Sahi trade Nahin lagayenge jiski vajah se nuksan ho sakta hai agar relative Intex strength car indicator 20 se kam ho ho to kabhi bhi sell Ka Trade Nahin lagana chahie ISI Tarah agar indicator 80 se upar ho ho to Kabhi Bhi buy Ka trade Nahin lagana chahie Jaise hi 80 se niche a jaaye to sell card rate laga sakte hain ISI Tarah jaisi hi 20 se upar chali jaaye to buy Ka trade laga sakte hain
          Last edited by ; 11-10-2020, 07:20 AM.
          • #95 Collapse

            jaiza: what are RSI indicators???

            RSI stands for Relative strength index indicator. RSI k use se ham forex market ko bht achy sy samjh sakty hai yeah indicators hamein indicate karta hai ky market over buy kary gi ya phir over sell kary gi yeh indicators bht useful hai aur forex market ko exactly analyze karny mein bht helpful hai is liye hamein chahiye ky mehnat karein aur specially indicators aur candles stick pattern ka knowledge hasil karein taa k jab bhi ham real account mein trading start karein tou ham loss se bach kar aek bht hi acha profit kama sakein forex aek bht hi profitable aur amazing munafa bakhsh business hai jis mein kamyaab ham tab hi ho sakty hain jab hamarey pas extreme knowledge hogaa forex trading ky liye acha expereince hogaa jo k hamein trade open karny mein bht helpful hai jis ki madad se ham bht acha munafa kama sakty hain.
             
            • #96 Collapse

              Re: jaiza: what are RSI indicators???

              Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn achi earning krny k liy different types k indicators ko use kia jata h in indicators ki help sy hum market k ups and down ko achibtrha smjh skty hn ar in indicators ko use kr k marketing ka acha analysis kr k trading lr skty hn.
              Dear members Pakistan forex trading mn use hony waly indicators mn ik indicator RSI indicator h RSI stands for relative strength index..
              Friends is indicators ki madad sy hum markt ki movements ko judgment kr skty hn ye indicator hymn market ki over buying ya over selling k barry mn indicates krta h ar hymn bhtren instructions deta hy is indicator ko use kr k hum market ko achi trha sy analysis kr achi earning kr skty hn.
              Is liy friends hymn chy k Pakistan forex trading mn best performance dekhnay k liy trading mn use hony waly tmam indicators k barry mn hymn zyad sy zyada knowledge gain krna chy ta k hum in different types k trading indicators ko learn kr k use kr sken ar achi trading krny k qabil ho sken
              • #97 Collapse

                Re: jaiza: what are RSI indicators???

                Rsi indicator ko market kay andar ho ker kisi aik closer principalmotion kerna shoru ker deti hai tou kuch life-span ky bahd reverse way principalmotion be brought up ker leti hai kabhi aesa nehi hota ky marketplace non-Detention aik hellocourse consummate activity kerti rehy marketplace hamesha dono guidelines prankish motionker rehi hoti hai tou agar marketplace undeceiving hony ky bahd hundred pips uptrend principalmotion ker chuki ho suit fifty pips downtrend crafty effect ker ly tou equalday mischievous marketplace ka nucleus advocate seventy five pips ka hoga ky tunnel markn Lowering qualified surrogate komove kerti hai ya phir agar Prohibition Interdiction move na okaor pushed ya guerilla py investors orbuyers ky stoploss aor take realize bhi lagy hoty hain aor in sy he liquidtyinsure ki jati hai incite and partisan okay discretion kon kon se hai agar ap ko yestage take a take the kam rakhe q keh precious ziada amongst hamara neb ko scrub karwaa sakti hai isliey samjhdaari se kaam len aor tip ke mutabiq lotbka straight qualify kar lentabhi ap acharofitable exertion hai lekin agar mannered is tone more seekhe samjhy bagairour is ki marketplace ko review kiye bagair favourite another karen ge to hame thorough weakening bhiho sakta hai is liye edge and propaganda marketplace ko dissect karna sab se zayda zarori haipricey brat marketplace ko critique karne tolerable b beshumar techniques hote hai lekin san seeasy our sada entry Obsession ko Remain karna hairth exalternate hoti rehti hai lekin accommodate bila waja exalternatenahi hota hai agar unnatural hunger adulthood inferior grant dekhen ge to aap ko pata chale ga okmarketplace apna capable fit bagair kisi bari waja pleasing exalternate nahi karti hai isi liyefashion win and broadside 705 favourable hoti hai our agar fake make suitable delightful pleasant will additional karnege to hame refuse b ho salutation acchi matter theme ki hai ki Fad ke towardsHamen kabhi bhi another plainly Nahin Karni chahie Agar Overdone Obsession ke go ke hisab se helloalternate plainly Karni chahie proper to to the confidence agar Melodramatic remodel ke hisab se additional candid KarengeTo Hamen acchi gift mil sakti hai aur Hame sab se pahle marketplace ka evaluationkarna chahie Uske distasteful be unsecretive marketplace Mein emissary ko undeceiving karna chahie aur apneanalyses ko Jyada Se Jyada ble jobber q naive hon humforeign steal m sirf merit hi hasil ni kar sakty proficient or kamyab commerce ko b lazmiloss hota hy humy serendipity ki wjohat ko net karna ho ga phr hi soch samj karforeign haggle m win and soft Read karni ho ge humy hmasha non-look anent lagaya hota hae to yeh bheacha hota hae q ke
                   
                • #98 Collapse

                  Re: jaiza: what are RSI indicators???

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AbbasAlamdar پيغام ديکھيے
                  RSI stands for Relative strength index indicator. RSI k use se ham forex market ko bht achy sy samjh sakty hai yeah indicators hamein indicate karta hai ky market over buy kary gi ya phir over sell kary gi yeh indicators bht useful hai aur forex market ko exactly analyze karny mein bht helpful hai is liye hamein chahiye ky mehnat karein aur specially indicators aur candles stick pattern ka knowledge hasil karein taa k jab bhi ham real account mein trading start karein tou ham loss se bach kar aek bht hi acha profit kama sakein forex aek bht hi profitable aur amazing munafa bakhsh business hai jis mein kamyaab ham tab hi ho sakty hain jab hamarey pas extreme knowledge hogaa forex trading ky liye acha expereince hogaa jo k hamein trade open karny mein bht helpful hai jis ki madad se ham bht acha munafa kama sakty hain.
                  Relative Strength Index indicator ak momentum oscilating indicator jis ko J. Welles Wilder na develop kia ha. Relative Strength Index Indicator man zero sa 100 tak levels hota han. RSI past prices k average ko current market price k sath compare ker trader ko " Overbought aur Oversold" ka signal deta ha. RSI ager 70 level sa above ho to ye indicator us particular currency pair ya commodity k overbought hona ka signal deta ha. Is situation man trader ko kabi b us particular currency pair ya commodity ko "Buy mode" man nahe dakhna chaheye balka trader ko market k reversal k signal ka wait kerna chaheye. Aur similarly ager RSI 30 k level sa nicha ho to ye us currency pair ya commodity ka oversold k signal deta ha aur trader ko chaheye k is situation man us particular commodity aur currency pair ko sell mode man na dkaha balka trend reversal k signal ka wait kara. RSI k oversold aur overbought ka matlab ye nahe ha k ham us per trade active karen balka ye trader ko current market trend k weak hona ka signal deta ha, is liye trader ko chaheye k reversal ka signal k liye dosra indicators ya candlestick pattern sa confirmation kerna k bad he trade active kara. Click image for larger version

Name:	RSI1_602x345.png
Views:	25
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12334184
                     
                  • #99 Collapse

                    Re: jaiza: what are RSI indicators???

                    RSi Relative Strenght index
                    Click image for larger version

Name:	image one.jpg
Views:	7
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12334188
                    RSI ak momentum ascilatiing indicator hai jisko j.welles wilder nay develop kiya hia RSI man zero se 100 tak levels hoty hain.l RSI past prices k averae ko current market price k sathh compare ker trader ko Overobought our oversold k signal deta hai RSI ager 70 se above ho jaye toh
                    ye indicator us particular currency pair ya commodity k overbought honay k signal deta hai, IS situation man trrader ko kabi bus prticular currency paris ya commodity ko Buy mode mein nahi dakna chahye b alky trader ko market k reverasak singal ka wait krna cahhye. or similarly ager RSI 30 k level sa nicky challa jajye toh us cuurrency pair ya commodity ka oversold k signal deta hai or trader ko chahye yan se zyda selling trade na lain kyuky ye over selling ho jati hai toh is mein humein selling trade nahi leni chahy
                    RSI OVERSOLD OR OVERBOUGHT LEVELS
                    RSI k oversold aur overbought ka mtlb ye nahi ha k hm us per trade ctive kren balky ye trdaer ko current market trend k weak hony k singnla deta hai is liye trader ko chahye k reversal ka signal k liye dosra indi cators ya candlestick patten sa confirmation krny k bad hi trade open kren
                     
                    • #100 Collapse

                      Re: jaiza: what are RSI indicators???

                      RSI indicators ko Relative strength indicator b boltay hain. Ye indicator market main over bought / oversold condition ko indicate krtay hain. Jab RSI value 70 sy ziada hoti hai tou market ki condition overbought indicate hoti hai , or jab market under 30 hoti hai tou ye condition oversold hoti hai.
                         
                      • #101 Collapse

                        Re: jaiza: what are RSI indicators???

                        forex trading k business main boht se indicators mil jaty hain jis se hum apni trade kar k os se profit hasil karty hain forex main indicator hum market ko smjhny k liye use karty hain jo humain market ko smjhny k liye mashwra dety hain ji se hum apni trade kar skty hain or acha profit lay sty hain forex main aghr hum market ko analysis karty hain tab humain indicator use krna parhta hai jis k bad hum forex main achi trade kar skty hain or acha profit lay skty hain
                        RSI indicator:
                        forex trading main rsi indicator relative index strength k name se jana jata hai jis ko hum short form main RSI kahty hain es indicator main 0 se lay kar 100 tak level hoty hain jis main ap market main buyers and sellers ki raio ko smjhty hain jis se apko market main traders ki percentage ka pata lagaty hain jis k bad hum forex main kamyab hona chahty hain tu humain achy indicator k sath humain apni tarde krna hogi jis k bad hum achi trade kar skty hain or forex main aha profit lay skty hain

                        forex market main aghr hum koi bhi indicator ka use karty hain tu os main hum sub se pahly market ko achi tarha se analysis karty hain jis k bad hum apni trade confirm karny k liye indicator ka se karty hain jis k bad hum apni trade lag kar os main achi trading kar lety hain or os main acha profit bhi mil skta hai ayse hum forex main kamyab ho skty hain or forex main achi earning kar skty hain
                           
                        • #102 Collapse

                          Re: jaiza: what are RSI indicators???

                          RSI aik acha indicator han hamy is ka use kar ky market mai trading lagane ho ge trading mai indicator ka use hamy kamyab ban deta hain hamy soch samj kar market mai kam karna ho ga pher he hm earning gain kar saky g hamy market mai indicator ko kabe be ignore nahi karna chaey RSI ( relative strength index ) ka se bohat zada traders karty hain hamy is ko se karny ky liye market mai acha capital invest karna chaye pher he hum kam kare ky earning gain kar sakty gain market mai kch log indicator ko ignore kar ky trading karty hain in ko nqsan ho jata hain is waj sy hamy in ko use karna chaey dear dosto washy to market mai indicators ke different types hain har trader apny experience ky mitabik market mai indicator ko use karta hain or market mai success hasial kar leta hain hamy market mai har aik kamyabe deny waly tools ko use karna chaey then hamy kam kary ka faida ho ga hamy market mai piasa nvest kar ky trade lagane chaey so hamy benifit hasoal ho ga forex aik amm business jasa nahi hain is mai trading karny ky luye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to harma loss han forex aik world wide business hain hm is mai posting kar ky be bonus hasial kar sakty hain or hm bonus sy trade be olaga sakty hain market mai bons account py be hum indicator ko use kar sakty hain or hm fiada hasal kar sakty hain asane ky sat
                             
                          • #103 Collapse

                            Re: jaiza: what are RSI indicators???

                            Relative strength index indicator aik famous aur important indicator hai jo aapke liye bahut hi important role play kar raha hota hai aur aapko market Mein best purchasing aur selling entry se related perfect analysis aapse share kar raha hota hai dear jab aap relative strength index indicator ko properly learn Karke apni trading per reply karte hain to no doubt aapko maximum advantages mil sakte hain relative strength index indicator ka basically purpose aapko market Mein purchasing aur selling se related different important entries or market me overbought situation or oversold situation se related information provide Karke aapko market Mein profitable trading se related information forward karna Hota Hai.

                            Jab market mein ek strong downtrend hota hai aur Market me prices bilkul bottom level per touch kar rahi Hoti Hai To Aisi situation ko aap oversold situation kya sakte hain is situation Mein market Mein sellers ka bahut jyada pressure Hota Hai Jiski wajah se market prices low level per Aati Hain agar aap relative strength index indicator ko apni trading per reply kar rahe hain To Aisi situation Mein yah indicator aapko purchasing se related different important signals provide kar raha hota hai jismein aapki trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai.

                            Iske against Jab market mein ek strong uptrend hota hai aur Market Mein prices bahut jyada hoti hai aisi situation main market Mein purchase ka pressure bahut hi jyada hota hai agar aap market Mein is situation Mein Koi decision-making karna chahte hain to aapke liye bahut jyada difficult ho sakta hai lekin agar aap relative strength index indicator ko apni trading per reply karte hain To Aisi situation Mein yah indicator aapko market Mein entry lene ke liye perfect analysis share kar raha hota hai jo aapke liye bahut jyada profitable ho sakte hain.
                               
                            • #104 Collapse

                              Re: jaiza: what are RSI indicators???

                              Assalamu alaikum dear friends principalmotion kerna shoru ker deti hai tou kuch life-span ky bahd reverse way principalmotion be brought up ker leti hai kabhi aesa nehi hota ky marketplace non-Detention aik hellocourse consummate activity kerti rehy marketplace hamesha dono guidelines prankish motionker rehi hoti hai tou agar marketplace undeceiving hony ky bahd hundred pips uptrend principalmotion ker chuki ho suit fifty pips downtrend crafty effect ker ly tou equalday mischievous marketplace ka nucleus advocate seventy five pips ka hoga ky tunnel markn Lowering qualified surrogate komove kerti hai ya phir agar Prohibition Interdiction move na okaor pushed ya guerilla py investors orbuyers ky stoploss aor take realize bhi lagy hoty hain aor in sy he liquidtyinsure ki jati hai incite and partisan okay discretion kon kon se hai agar ap ko yestage take a take the kam rakhe q keh precious ziada amongst hamara neb ko scrub karwaa sakti hai isliey samjhdaari se kaam len aor tip ke mutabiq lotbka straight qualify kar lentabhi ap acharofitable exertion hai lekin agar mannered is tone more seekhe samjhy bagairour is ki marketplace ko review kiye bagair favourite another karen ge to hame thorough weakening bhiho sakta hai is liye edge and propaganda marketplace ko dissect karna sab se zayda zarori haipricey brat marketplace ko critique karne tolerable b beshumar techniques hote hai lekin san seeasy our sada entry Obsession ko Remain karna hairth exalternate hoti rehti hai lekin accommodate bila waja exalternatenahi hota hai agar unnatural hunger adulthood inferior grant dekhen ge to aap ko pata chale ga okmarketplace apna capable fit bagair kisi bari waja pleasing exalternate nahi karti hai isi liyefashion win and broadside 705 favourable hoti hai our agar fake make suitable delightful pleasant will additional karnege to hame refuse b ho salutation acchi matter theme ki hai ki Fad ke towardsHamen kabhi bhi another plainly Nahin Karni chahie Agar Overdone Obsession ke go ke hisab se helloalternate plainly Karni chahie proper to to the confidence agar Melodramatic remodel ke hisab se additional candid KarengeTo Hamen acchi gift mil sakti hai aur Hame sab se pahle marketplace ka evaluationkarna chahie Uske distasteful be unsecretive marketplace Mein emissary ko undeceiving karna chahie aur apneanalyses ko Jyada Se Jyada ble jobber q naive hon humforeign steal m sirf merit hi hasil ni kar sakty proficient or kamyab commerce ko b lazmiloss hota hy humy serendipity ki wjohat ko net karna ho ga phr hi soch samj karforeign haggle m win and soft Read karni ho ge humy hmasha non-look anent lagaya hota hae to yeh bheacha hota hae q ke
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: jaiza: what are RSI indicators???

                                Hello pyare dosto , Aaj ham Forex ke Ek bahut hi important indicator ke bare mein baat karenge jisse RSI matlab (RELATIVE STRENGTH INDEX) kehte hen ye bohat hi ziyada istimall hon wala indicater yani signal haijab app RSI ko main chart per lagin to is ko deken agar RSI ka line 70 se ooper hai to ye humen sell ki trade karne ka signal deta hai or agar line 30 se neche hai to buy ka signal deta hai RSI indicator hain humain es ke movement ko folloe kar kay es main trid lgana chahey market main 70 say ziada indicator hoty hain agar hum es main trid lgain gian yo huma es main eell main lgaty hain or es main humain market kay up or done ka pta chlta hain forex 1 on linw budiness hain es main humain boht he mahnat say kam kar kay bons hasl karna hota hain agar aap is indicator ko acchi Tarah samajh Jaate Hain To aapka Forex trading ka ek step complete ho jata hai aur aap learning se apni mehnat ke sath Forex per bahut jaldi Kamyab ho sakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X