Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    meray khayal say ager aap ko thori bohat english aati hay to aap forex per kaam karsaktay hay kyun aap ko tamam detail urdu may bhi mil jati hay aaj kal aap ko net per bohat sari website mil jaye gi jo aap ko urdu may trading sikhati hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      nahi forex k liye English ka ana zaroori nai hy. . .agr ap k pass English ka knowledge hy tu achee baat hy. . .laikiin aisa nai hy k English zaroori hy. . .thoree buhat samjh sy b kaam chal jata hy jo aj kal her bndy ko aati hy. . .
      • #408 Collapse

        No to forex trading kay liay English ka aana zarori hy aor ab na Pakistan forum kay liay English ki koi zarorut hy. Forum pay bhi aap Urdu posting easily ker suktay hain aor bonus earn ker suktay hain aor trading kay liay aap ko sif meta trader 4 ka knowledge ka hona zarori hy aor kisi English ki koi zarorut nahain.
        • #409 Collapse

          gee sir forex trading ko use karny kay liay english ka aana zaroori hay, because yeh online business hay aur net per run kia jata hay, es liay english ka aana zaroori hay.
          • #410 Collapse

            Asslam-o-Alakum my dear brother dear mare khyal main forex trading k lie ziada English ki to zroorat ni hay but aik trader ko kuch na kuch to english zroor ati ho wo teb he forex tradign k business se kuch profit earn ker sekta hay kuin k all news english main ati hain.
            • #411 Collapse

              dear forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani in order to zarori hoti hay, forex k bary me simple knowledge ana bahot zarori hay nahi bhai forex trading ek firm hai agar apko english ati hai to apke lia ye acha hoga ke apke learning achi ho
              • #412 Collapse

                nahi zarori nahi hy english ka ana bas thori bohat ani chahey mai cheez hy knowledge aur experience ka hona agar ap ko complete knowledge hy aur ap learning karty rehty hy tu ap acha profit earn kar sakty hy..
                • #413 Collapse

                  nahi bhai ye itna b zarori nahi hai ky ap ko bht achi english ani chahye bs turi bht b agar ap ko samja hai english ki tu ap kamyab ho is me mery bhai bht zyada
                  • #414 Collapse

                    my dear forex trading krne k liye english ana zarori nahi hai forex koi b start kr sakta hai q k forex business hai or business invest se chalta hai but agar ap ko english aati hai to yeh buht achi baat hai yeh ap ki success mein ahm role ada krti hai
                    • #415 Collapse

                      NO brother aesa zarori nai hai k aap ko forex trading mein work kerne k leye english ana lazmi ho , yaha per here tarah ka insan work ker sakta hai is business mein kisi b qisam ki koi education ki zarorat nai hoti hai , mujay english nai ati phir b mein pechle 2 saal se work ker raha ho yaha.
                      • #416 Collapse

                        G haan itni english ap ko ani chahye ke ap is ke learn ker sakey or is field ko mjh sakey easily so english ka ana bohat zarori hai is field ke liye or is main success hasil ker ke liye
                           
                        • #417 Collapse

                          english is very compulsory for success in every field of life now a days secially in forex you will have to attend so mnay peoples is k lye aap ko english ana zrori ha
                          • #418 Collapse

                            Yes of course that you are under stand the English. Because most of the web sites are in the English. Sothat you are need the English.
                            • #419 Collapse

                              if you can read and understand the english then that is great but it is not important for a trade to know english, however if you are unable to understand the news then you must know able to read some language for proper trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Nahi aisi bat nahi hy. English aana zarori nahi hota. Jo log completely uneducated hain aur english nahi parh saktey, un key leye thori buhat problem ho sakti hy. Lekan jo log educated hain aur english nahi bol saktey, un key leye koi aisa problem nahi hy. Is main koi mushkil nahi hy aur hr koi is ko asani sey seekh sakta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X