Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    I the nknthat there is no need the English because in these day we are see thecforex knowledge is available in Urdu, English and other language. So we are learn the Forex business without English and we are better under sandcthe Forex business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      bhi shab ham kya khe sqty hai ap ko ham se zeyada ilm ha hami to urdu ke ziyada smsg ati ha is liy ham khyty hai k english ka hona forex main zrory nain
      • #258 Collapse

        well my dear friend, Forex mein working karnay kay leay humein buss itni english aani chaheay ta kay hum iss ko understand kar sakain kyun kay ye aik international business hai aur internationally english language use hoti hai communication kay leay, iss mein working kay leay as such english language ki degree zarurat nahi hoti hai...
        • #259 Collapse

          g nahi bhai zaroori nahi k forex pe work kany k liye english lazmi ati ho q k zada tar logon ko english main problem hoti hai jiski waja se unko kahin jobs bhi nahi milti mjhy forex pe kaam karna is liye bhi achha laga k is pe koi pabandi nahi hai k english zarori hai pya panjabbi..
          • #260 Collapse

            dear sir forex ke liya ap ko english anaa acha agar ap ko agay bar na hay to ap ko english zaroor aana acha pak forex mai ap ko koai masla nahe hota say english ap kay liya bhe zaroor hay english aana ap kay liya faida mand hota hay english aana say ap easy phe kam kar sak tha hay......
             
            • #261 Collapse

              g my dear brothers English ana lazmi ni magar tori both ani chaye q k forex ko sikny k liye tori c english hy jis ko smjna chay q k ye is pe business krna ya trading krna k liye tori boht English ka hona lazmi hy
              • #262 Collapse

                g han is k lia english ana bohat zarori ha tbhi to ap is main kamyab ho sakty ho g english is lia zarori ha ta k ap in sawalo k achay say jwab day sako agar nhi bhi ati to khaer ha magar parrhni to pary gi our jwab ap kici bhi langvig main day sakty ho
                 
                • #263 Collapse

                  Forex key leye english aana zaroori nahi hy. Instaforex ki website urdu main bhi hy, aap urde ko click kar key is key baray main kafi information hasil kar saktay hain. Forex forum main bhi aap urdu wali english likh kar apni suggestions bhej saktay hain. It is for everyone aur everyone can get profit in this business.
                  • #264 Collapse

                    gee friend aisa bilkul ni hai k agr ap ko english ni ati to b ap forex ko kr skty ho .... q k forex ha hi itna acha or es ki koi requirment ni hai ap jis language me chahen forex ko kr skty hn ...... or jitna kam ap es me kren gy ap ko otna hi rofit hasil ho ga ..... depand ap per krta hai kk ap kis taran forex kokrty hn ....
                    • #265 Collapse

                      mere dost forex kem agar apke kaps skill hain to ahum ko yeh bat bhe dakhan zarori ha konse tool forex mein use ho kar hum ko loss sy bach saken.Aur sath mein hum ko basic english to ane chae.
                      • #266 Collapse

                        han english jo k international language hai to is liye ap ko ye ana zaruri hai cheh ja k puri na ae magar kuch to ani chahiye.
                        • #267 Collapse

                          je haan forex mein kaam kartay howay kosis karay es mein english ana lazmi hai par es mein trading kartay waqt confuse ne ho ap ku buhat he loose ho ga thankful for question
                             
                          • #268 Collapse

                            Pak forum main english ka ana zarori to nahi hy but is main ap ki english achi ho gi to best hy english ana zarori hy kyo is tarah ap forex k rules ko achi tarah samjh sken gy forex main basic knowledge hona zarori hota hy,
                            • #269 Collapse

                              forex trading k liye english zaruri tou nahe hey likin kuch na kuch english ani zaruri bhi hey warna ap fortrading k rules norms ko parh nahi saktey isi liye forex ki trading k liye thori english zaruri hey . English se ap ko forex mey goro se at karne mey confidence bhi milta hey isi liye thori englissh ani cahaye ap ko.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                My dear forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to zarori hoti hay ke ham bat ko manjh saken.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X