Forex ke liye english aana zrori hy kiya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ke liye english aana zrori hy kiya
    mere bhai mera ap sub se ye sawal hy ke jisko english na aati ho kiya wo bhi ye kam
    kar sakta hy ya nhi kar sakta hy english zrori hy aana kiya.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to zarori hoti hay, forex k bary me basic knowledge ana bahot zarori hay or forex news ko read karna b ata ho to app successful ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      nahi bhai forex trading ek business hai agar apko english ati hai to apke lia ye acha hoga ke apke learning achi ho jae gi forex trading ke bare main kyun ke forex trading ke bare main zyada tar information english main hi hai
      • #4 Collapse

        dear forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to zarori hoti hay, forex k bary me basic knowledge ana bahot zarori hay nahi bhai forex trading ek business hai agar apko english ati hai to apke lia ye acha hoga ke apke learning achi ho
        • #5 Collapse

          dear forex trader ko itni english aani chahey k wo elgnish likh or parh sky. ham yhan per urdu men posting krty hen lekn likhy English men hen. bohat zyada English ka ana zarori nai hy.
          • #6 Collapse

            In my point of view Forex trading business ko join karny k liye english ana zarori hai kyun k English ik international language hai ap ko net py Forex ki learning k liye bhi English ki buhat zarorat hoti hai agar ap ki strong English ho gi to ap easily aur jald achi trading seekh sakty ho.
            • #7 Collapse

              This can trigger devastating trend relativity errors, in which positions are executed based on patterns longer or shorter than the time frame being traded. All patterns must be evaluated within the context of trend relativity. The existence of any range depends upon the time frame being analyzed.
              • #8 Collapse

                brother forex per kam karne k liye hum ko english ana zarori nae hai hum is ko wasy hi samj sakty hai bs hum ko mess ko perna ata ho werna hum is per sahi kam nae kar pate hai
                • #9 Collapse

                  apke learning achi ho jae gi forex trading ke bare main kyun ke forex trading ke bare main zyada tar information english main hi hai.forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to zarori hoti hay, forex k bary me basic knowledge ana bahot zarori hay.
                  • #10 Collapse

                    forex main English ana zarori kis had tak hai kyun ke jab hum trading kewrte hain to bahut si chaez English main ati bhai jis ko samjna bahut zarori hota hai werna hum loss kerdete hain
                    • #11 Collapse

                      no forex mai english ka aana zaruri ni hai aap kise b language mai kr skty ho yhn baat. its a language free portal aur na he trading k lie aapko english aana zaruri hai q k instaforex ke website pakistanis k lie urdu mai de gae hai
                      • #12 Collapse

                        forex trading k liye english koi zaror ni ha agar ap ko english ni ayti to ap ko chaye k ap thori si english ko learn kr len forex par ap posting urdu ma b kr sakte ho jo ap k liye bhot asan kaam ha is ma mistake b kam hoti ha so forex forum k liye english ana zarori requrement ni ha
                        • #13 Collapse

                          ji nhe bro mere khayl main to is main english ki to zaroorat hi neh ahi kyun k agar ap forum pai kam kar rhy ho to ap is main urdu main hi comment posts kar sakte ho aur trading main to ap ko kuch karne ki zaroorat hi nhe ahi trading k ilawa
                           
                          • #14 Collapse

                            sir forex kay liye english ana zarori nai ha qk ya side kud hi urdu ma ha ham yaha pay posting urdu ma krtay ha islay sir english ana zarori nai ha forex ma or na hi tarding krnay liye ya forex kay liye bhot achi baat ha islay isay har koi bhi forex kar sakta ha agar ya english ma hoti to bhot kam log hi kam krtay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              brother pak forex me kaam karny k lye apko english ka ana zorori ne hai but apko agr aik acha trader banna hai to apko english to ani chaye hai brother ap future me kesy compeet karo gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X