Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Assalam O Alaikum, Bhai main to nahi samajhta keh forex tarding ke liay aap ko English aana zaroori hai. Agar kisi ko english nahi bhi aati wo tab bhi bohat achha trader ban sakta hai. Main aisay bohat se traders ko dekh chuka hoon jo English nahi jaantay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      g bilkul sahe poucha apne brother forex international market me zaroori nhi nhi hy k ap ko english ane chaheya ya nhi ani chaheya bs apko ais k pattrans samjh ane caheya k kb or kahan trade lagani chaheya ..
      • #423 Collapse

        Forex Kay liye brother English itni to zaroor ani chahye kay ap analysis aur news waghaira parh kay samajh sakay warna mushkil ho jaye gi..
        • #424 Collapse

          Hi
          My brothers and I would like to inquire about the duration of open Alascabannj deal Insta
          Some say two minutes and some say 5 minutes and is out
          Of the deal in the short term this topic Account jeopardize Please clarify experts
          Thank you.
          • #425 Collapse

            nhn dear aysa nhn hy forex ko ap simple apni native language mai b smjh kar es pe kam kar skte ho han but agar ap ko es mai english aati ho tu ap k liye boht he acha hy,,,
            • #426 Collapse

              nahe forex k lai english ko complary to nahe per english agr ap ki girp main to bahter hai k k aksar artical english main hoty hai. or sab se barh k insata ki live help b english main hoty hai. is lai enlish ana bather hai .
              • #427 Collapse

                G han hmen is business k liye english ana zarori ha kyun k is me sb khuch eng me hi ha agr hmen is business me achi eng ati ha tu hm is business me news k sath sath update reh kar hm is business me asani se success or acha earn b kr skaty hain asani se asy
                • #428 Collapse

                  forex kooi machine nai hai yeh business hai aond har business ke tarha is main bhe profit k sath loaass ka chance hota hai aond issi liye hamain is ko as a business he treat karna chaye...
                  • #429 Collapse

                    han zarori hai kuin ke ziayda tar kaam market mai english mai hote hai isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh english mai frequent ho.taake ap ko koi masla nahi ho market mai.
                    • #430 Collapse

                      G haan absolutely zarori hai kiyun ke ager ap Forex Trading ko learn kerna chahtey hai to English ko learn karey warna ap kafi mushkil main ajatey hai kiyun ke english learn kerne se ap trading ko achchi tarha seekh sakte hia
                       
                      • #431 Collapse

                        dear sir mare khayal k matabik forex ko seakhane k liay english ana zaroori ha kun k forex k tamam sides english mn hoti hn jin se hm malomat hasal kar sakte hain.engish bhater anay se hm achi tara aur jald seakh sakte hn. is lia english ka ana zarori ha.
                        • #432 Collapse

                          Forex trading kay liye thori bohot english ka samajhna zaruri ha because internet par learning websites aksar english mein hoti hain and mostly brokers bhi english language mein hotay hain, to ap ko thori bohot english ana zaruri ha.
                          • #433 Collapse

                            dear zeyda english agar nahi b ati to koi bat nahi app ko terminals k tools ka knowledge hona chaye or news ko read karna ana chaye.
                            • #434 Collapse

                              is forum k liye agar humari english nahi b thk hai to preshan honay ki zrorat nahi hai hum chahe to behtreen tareekay ko apna kar zyada behter achi or apni he language likh saktya hain yani k hum yaha pay apnay urdu zuban me threads ko posts kar saktay hain or kam kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                forex k lye english ana koi zarori to nehe but trader ko english ani chaye kyun k english ana ek successful trader ki nishani hoti hai or forex ne ye sahulat di hai k ap apne language mein postin kar skhty ho it is posible

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X