education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    my dear friend forex trading ko karne k liay kisi special education ki zaroorat nahi hae is ko her woh admi kar sakta hae jo thora bahot likhna parhna jant ho kiunk forex trading ki taraf se koi education ki pabandi nahi hae.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      yar forex business ko run karny k liye agar ap k pass high education na bhe ho to koi masla nai hota lakin ap ko computer and internet ka basic knowledge zarur hona chaye ta k ap is ko learn kar saky and than achi trade kar sakty hain hum..
      • #288 Collapse

        ji hai forex trading par kam kar ne k liy forex study kar na par ta hai phar ap acha forex trder ban sakte ho
        • #289 Collapse

          my dear business chahe koi bhi ho hume education ki zarorat hoti hai hai forex ko samjhne k liye bhi ap k pass itni education tu huni chahiye k ap easily forex ko samjh saken kiun k forex ki zada tar knowledge English me hi hume milti hai.
          • #290 Collapse

            blkul kisi bhi bussniess mein success hasil karny kay liye ya apny bussniess mein acha kam karny kay liye ap pas apny bussniess kay mutalik education hona bht zruri hota hai ku kay is trha ap mein agy bharny ka jazba paida hota hai.
            • #291 Collapse

              forex trading ko kernay kay liyea kisse special education kee zaroorat nahe hoote just basic knowledge about computer operating and trading software operating..
              • #292 Collapse

                dear hm ko education me real or demo trading ka pta hona chye.Real tarding aur demo trading mein sb se bara frak yeh hota hay keh traders ko real mein darr aur khof aur lalach boht ziada aa jata hay jab keh demo per ko darr ni hota hay es liye yeh boht bara difference hay keh real mein trading ke result kuch aur hoty hay aur demo per kuch..
                • #293 Collapse

                  g forex trading business kaliaye aap ka educated hona lazmi hai. agar aap educated hoon gay tu hi aap market kay mutaliq knowledge hasil kar sakte hain. trading kalaiye course bi hote hain un ko kar kay bi trading ki ja sakti hai.
                  • #294 Collapse

                    kisy bhi kaam ko jab ham start karin tu hamain us k baray main pata hona chahiay.phir ham us main kamiyaab ho saktay hain.forex ko bhi saikh k karin
                    • #295 Collapse

                      yes of-course we know this thing k agr hum educated he nhi ho gy to hum kaam kis trha kry gy or is business main successful kesy ho gy kiu k is business main hum kuch b understand na kr saky agr hamary pass knowledge na ho
                      • #296 Collapse

                        According my opinion forex education is the first need in forex business . With out enough knowledge we can not stay here and get a big loss in forex trade business. We all know that knowledge is the key of success in every business .
                        • #297 Collapse

                          Well dear about forex related education important he, because forex me success get karne ke leye trader ke pass forex ki taleem aur trading me acha experience hona chahiye tabhi woh trader forex business me successful trade kar ke munafa earn kar sakhta he...
                          • #298 Collapse

                            forex main ziada education ki zarurt nae hoti baky simple samj ani chahiye kay kesay es ko trade karna hai aur kesay technically aek cheez ko observe karna hai forex to khud insan ko educate karti hai k how to trade and modrate your life
                            • #299 Collapse

                              Dear forex market may education ki zarorat bohat hay quen kay yahan par har cheez english may hay or computer bi to english may hay iss liya bagayr english ko janay aap forex market may kaam nahi kar saktay quen kay karobar ki news english may aati hane.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                yes ofcourse...guyzz Yes ofcourse... forex k liye education ki bohat zyada zarorat hy aapko complete knowledge gain kerni parti hy to he aap successful trade ker skte hain knowledge k bagher trade bht risky hojati hy..hope you understand now..:)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X