forex halal ya haram??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex halal ya haram??
    forex trading k bare mein app kiya smjhte hain ye halal hai ya haram mein ne google pr search kiya magar mile jhule nazariye mile hain ap ka kiya kehna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir mere hissan se to yeh halal hai q ke haram kaam wo hota hai jis mein aap ki mehnat nahi hoti aur app bina mehnat ke pasie kamati hai aur nuqsaan ke chance hi nahi hota aur forex mein aap ko mehnat karni parti hai aur profit ke sath sath loss bhi hota hai aur aap kisi haram cheez mein to trade kerti hi nahi.
    • #3 Collapse

      bahi jan forex halal hy q k is my hamari boht hardworking hoti hy or ham apna boht time isy dyty hy agr phir b koi isy haram kahy to ye galt bat hy haram to tb hota na jb is my profit fix hota to is my to profit or loss sath sath hy ye balky boht he acha busniess hy .
      • #4 Collapse

        mery dost forex 1 halal business hai forex 1 esa business hai jis main admi ko profit k sath sath admi ko loss bhe hota hai jis business main loss nah ho siraf profit ho wo business haram hota hai forex main ye dono hain is ley forex haram nahi hai ye halal hai
        • #5 Collapse

          friends halal aur haram ka to pata nahi bas itna janta ho agar ap koi sahi kam kar k aur bina kisi ko nuksan kar k kuch pasay mahnat say kama lety ho to yeh haram kasy howay mera nahi khyal baki ALLAH ki zaat hi beter janti hai
          • #6 Collapse

            G han mare aziz dosto ya sach ha bahi jan forex halal hy q k is my hamari boht accomplished hoti hy or ham apna boht time isy dyty hy agr phir b koi isy haram kahy to ye galt bat hy haram to tb hota na jb is my accumulation fix hota to is my to accumulation or accident sath sath hy ye averse boht he acha busniess hy .
            • #7 Collapse

              asslma o alikum dear's yes dear forex islam ma hahal ha agar ap is ma mahant kar ky profir earn karo our agar app as ma do numbre akr ky profit earn karo to as tarha forex islam ma haram ha.
              • #8 Collapse

                mjhay wesay is k baray me shurity to nahi hai lekin me nay ek fatwa read kya hai jiss me ye btaya gya hai k ye ke halaal kam hai is me koi b aesa kam nahi hai jo k haraam ho.
                • #9 Collapse

                  mere piyare bhai daikho ager ham kisi kaam ko karne mai mehnat karte hain to us ka hmain muawzaa milta hai suppose k agar forex hmain ghar mai beth k kaam karne ka moqa na daita aur is ka office hota to kiya aap apni us job ko haram kehte mere nazdeek to forex halal hai kiu k ham is pe beth k mehnat karte hain kai kai ghnty is pe ham mehnat karte hai jis ki hmain payment milti hao so mere nazdeek ye halal hai
                  • #10 Collapse

                    meray bhai i think Forex bilkul halal hai q k forex me aksar member apni mahnat say and apni knowledge ko utilize kar k kafi acha profit gain kartay hai.... aue jha tak haram ka tallukk hai to meray khayal say me kuch nh kah skta hnn.......
                     
                    • #11 Collapse

                      dear mary khial man to halal hy leikn ap banoria darul olom krachi ki website main is ky bare main fatwa bhi dekh sakty hain keh us main likha hy keh forex jaiz hy lekin aaj kal log usy karobar nhi balkeh game smjh ky krty hain isi lay ehtraz kia jay yani haram nhi likha aur na hi mamno likha balkeh jaiz likha aur sath ehtraz ka lafz use kia gai he.
                      • #12 Collapse

                        ASSLAMA O ALEIKUM hmmm mere bhai islam me kisi bhi cheez ko haram sabit krne ya haram bolne k lye apk pass bht sari mazboot wajohaat honi chaye jis ki wjah se ap us cheez ko haram bolne ka dawa kro isi trah agr apko forex haram lagta hai to ap wo wajah btao agr wajah nh hai to its means ye halaal hai
                        • #13 Collapse

                          dear mere mutabiq forex ek halal business hai kyui ke is me hume earning karne ke liye mehnat karna parti hai or Islaam ke mutabiq jo bi cheez mehnat kar ke earn ki jaye woh halal hoti hai is liye ye halal business hai
                          • #14 Collapse

                            bhai forex per agar ap swap wala acount k sath work kartay hein woh to haram he hoga lekin agar ap swape free acount bana kar work kar rahay hein to is mein koi haram wali bat nahe hay kiu k forex per apko mehnat karni parhti hay us k bad he apko profit milta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Asalam O Alikum jee doston forex trading ek esa kaman hai jin key barey har ek musalman fikar mand hona lazmi hai aur ap ko main ey bataon key mainey aur mairey ek friend ney is key barey malomat ki hai is main accountt do account hai jin main ek sod wali hai aur ek beger sod wali hai or humain beger sood wali leni chaey bahrel forex trading halal hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X