forex halal ya haram??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex is 100% halal dear. Just like the other business need first of all investment . forex is also need your investment, with having the investment no concept of business of forex trading. Your experience and knowledge is required to run the all kind of business. Same in the forex If you dont have experience and knowledge in the forex field than you will loss your investment and you will be loss your amount / investment. Forex is complete business and have a full fill of all kind of halal business also. if better for all us
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Bhai is ska mujhy conform pata nnhihia aur a he iss ka mujhy mukamal ilam hai . Forex nbusiness boht aacha hai aur is smain earning bhi kafi achi ho jati hai .
      • #33 Collapse

        forex bilkul halal hai.haram nhn hai.....jis mai maihnat hooo logon ko faida hooo log apni skills ko use karain wooh kaam haram kaisay hosakta hai
        • #34 Collapse

          Meray bhai forex aik halal busniess hai is me koi shka nh ha... q k ye hamm say hamari mahnt leta hai and hamee is k badlay me kafi acha profit deta hai.....
             
          • #35 Collapse

            Meray dost forex halal busniess hai is me koi shak nh hai q k is me koi jowa nh hota hai.. bal kay ap k pas jitni knowldge hoti hai us ko utilize karak app forex say profit gain kartay hn.......
             
            • #36 Collapse

              forex mein aap ko mehnat karni parti hai aur profit ke sath sath loss bhi hota hai aur aap kisi haram cheez mein to trade kerti hi nahi.forex halal hy q k is my hamari boht hardworking hoti hy or ham apna boht time isy dyty hy agr phir b koi isy haram kahy to ye galt bat hy
              • #37 Collapse

                halal hai q ke haram kaam wo hota hai jis mein aap ki mehnat nahi hoti aur app bina mehnat ke pasie kamati hai aur nuqsaan ke chance hi nahi hota aur forex mein aap ko mehnat karni parti hai aur profit ke sath sath loss bhi hota hai aur aap kisi haram cheez mein to trade kerti hi nahi. boht hardworking hoti hy or ham apna boht time isy dyty hy agr phir b koi isy haram kahy to ye galt bat hy haram to tb hota na jb is my profit fix hota to is my to profit or loss sath sath hy ye balky boht he acha busniess hy .
                • #38 Collapse

                  Forex trading ki is working main ya boaht he common or important question ha k forex trading ki ya working halal ha ya haram ha so according to my knowledge jis working main app hard working karo wo halal ha or baki log isy kasa samjty ha ya main nai janta so islam main say kiya samja jata ha.
                  • #39 Collapse

                    my dear forex bussiness ek bohat acha aur good online home bussiness hai.i think ess mein koi fixed profit nai hai aur jis bussiness mein fixed profit na ho aur profit aur loss dono hi hon woh bussiness haram nai hoga .daer main app ko ajj forex bussiness kay halal honey kay proof denay ja raha hoon .i like it very much insta forex broker.Click image for larger version

Name:	fatwa regarding forex.jpg
Views:	2
Size:	74.9 کلوبائٹ
ID:	12317094
                    • #40 Collapse

                      mery khyal say to pakistan forex forum halal hain q k mery khyal say to hum yahan pr mehnnt kara rha hain or han mery khyal say to hum jahan mehnnt kareta hain wo cheeez halal he hoti han ....
                      • #41 Collapse

                        mary khayal sa forex haram mahi ha q k sab mahnat karty hai insta forex ma kise na haram invest kia ho to sab us k lea haram ha
                        • #42 Collapse

                          o bhai meray aap is mein mehnat kartay ho is mein haram wali koon sa baat agar aap duqan daltay ho tu us sa honay wali earning kia haram hogi. think about that>>>>>
                          • #43 Collapse

                            ye halal ha islam mein kiyon k is mein luck par nahi work hota is mein experience k sath ap profit he profit earn kar sakty ho is lye ap k pass acha experience hona zarori ha or forex mein abhi swap free account banty hain jo k halal earning k lye hoty hain
                            • #44 Collapse

                              mai to ye samjta hon k forex bussiness halal hai ku k haram to tab hota jab is mai mehnat na hoti or just profit hi profit hota or jiss bussiness mai just profit hi ho loss nai to wo bussiness haram hota hai mgr forex mai mehnat or loss profit dono hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g han forex halal he or forex ek registered business he jo her lihaz se halal kam krha he yaha perr hm mehnat krk apna sahi bonus pick kerte hn,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X