forex halal ya haram??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji han bilkul forex bilkul halal hein kun ke forex mein akser member apni mehnat se an apni knowledge ko utilize ker ke kaafi acha profit hasil kerskte hein..or yeh kam bilkul halal hein is me aesa kch bhi nhi he jo haram ho......................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      behn ya bhai ap jo baho hmary lehaaz se ye alla hai q k si mein koi aisi wesi baat to hai nai jis ki waja se log isy haraam kehy lakin hmary lhaaz ase ye halaal hai
      اصل پيغام ارسال کردہ از: awaisthegr8 پيغام ديکھيے
      forex trading k bare mein app kiya smjhte hain ye halal hai ya haram mein ne google pr search kiya magar mile jhule nazariye mile hain ap ka kiya kehna hai
       
      • #78 Collapse

        mere khayal k mutabik to ye halal he q k ap mehnat erty hen or ap ko apki pay milti he in the shape of bonus or wo bonus ap invest kerty hen or us per ap log karobar kerty hen or us me ap ko nafa ya nuqsan ho he wo bhi karobar ki tarhan is liye k ye halal he mere mutabik ....................
        • #79 Collapse

          sir mere hissan se to yeh halal hai q ke haram kaam wo hota hai jis mein aap ki mehnat nahi hoti aur app bina mehnat ke pasie kamati hai aur nuqsaan ke chance hi nahi hota aur forex mein aap ko mehnat karni parti hai aur profit ke sath sath loss bhi hota hai aur aap kisi haram cheez mein to trade kerti hi nahi.
          • #80 Collapse

            forex bilkul halal hai kyun k yaha pe ham itn mehnat karte hian sir khapate hain pher is ka phal hame profit ki soruat main milta hai to ye kese haram huwa agr mehnat ka phal mila jai insta pe islamic account ki facility b hai.
            • #81 Collapse

              I think we should be able to manage it properly and all will be good and as traders we should be able to manage it properly and all will be good with the hard effort and as traders we should be able to control yourself and all will be good with focus. and we must eliminate the greedy of us, because it was so bad.
               
              • #82 Collapse

                g dear mary khyal me top islam me har wo kam halal hay k jis me munafa bhe ho or loss bhe ho to forex me bhe ye dono chaze he haY TO AS LEYA YE HALIL HAY
                • #83 Collapse

                  salam dosto,ap[ thk kr hy ha forex ki earning halal ha q ka jab ham mehant karty ah to wo earning halal hoti ha or forex ma b mehant sa kam karty ha or ya halal ha.
                   
                  • #84 Collapse

                    uyaar mayne suna hay jis business may profit aur loss hota hay us pay hum aik achi working kar kay profit aur loss kamateb hain aur haram kaam may humein ghalat tareeqe say acha faida hota hay shayad yeh halaal hay
                    • #85 Collapse

                      forex ek halal business hai kyui ke is me hume earning karne ke liye hoti hai na hi soad hota ha k aap ise haram bolain balke ye aik business ha jisme hum apni investment lagate hain time date hain mehnat karna parti hai or Islaam ke mutabiq jo bi cheez mehnat kar ke...................
                       
                      • #86 Collapse

                        mere khayal me ye halal he q k yaha hum mehnat se post karte he or paise banate he is lie ye halal he na ke haram par phir bhi me confirm naih ho ke ye halal he ya haram kisi molvi ya mufti se pata karna pare ga ke ye halal he ya haram me kuch dino me pata ka ke batat ho ap ko or net se bhi dekh kar btata ho
                        • #87 Collapse

                          mery bhai mery liy forex trading business halal hy q ky men sara mahena posting karky bonus banata hon or jub next mnth bonus insta men transfer ho jata hy to wo bonus men sale kar deta hn or us bonus ky pysy ly leta hon mery bhai ap batao is men kia haram bat hy mujhy mera kam halal lagta hy
                          • #88 Collapse

                            Asslam O Alaikum han gee bilkul its halaal because hum is business may mehnat kertay hain isliye har mehnat say kiya janay wala kaam halaal hota ha or haram business ha kay ap ghar bethay kisi ka haq kha rahay ho...its my opinion
                            • #89 Collapse

                              Dear mere khayal se forex trading ek halal kam hai is me loss and profit trader per depended hota hai agr trader mehnat karey to profit ho sakta hai jaise baki kamon me hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Forex halah ha mene is bre man molana sahab se pucha tha unho ne kaha k ager ap jo b cheex lete ho us per qabiz ho yeah ap k broker mean comapney qabiz ho tou tb theak ha so broker k pass utna paise tu hote han trade jb woh dete han or profit dete han so forex is wajah se halal or ap islamic swap free account bnao woh best ha or halal b
                                TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X