forex halal ya haram??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex tradin simple currency pairs ki buying aur selling ka business he aur currency pairs ki buing aur selling halal he is me 2 tarah ke account hote hen.
    1: Swap account yaani soud wala account.
    2: Swap free account yaani soud se pak account.
    To ap dosra account select karen ta ke soud ki waja se haram na ho.[ATTACH=CONFIG]584[/ATTACH]
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam o alikum. Brother forex mere khayal may halal hy, islye kiun k islam may wo earning halaal hy jis may aap mehnat ya wqt lagate hain. Or forex may aap apna time de k earn ker rahe hotay hain to ye forex halaal hua..
      • #18 Collapse

        this is true to say thta 1 esa business hai jis main admi ko profit k sath sath admi ko loss bhe hota hai jis business main loss nah ho siraf profit ho wo business haram hota hai forex main ye dono hain is ley forex......
        • #19 Collapse

          My dear friend Forex trading halal hai agar app currency per trade karta ho aur koish karo ka long trading karo tu Forex trading halal hai haram us per hai jasa ka sharb ki company ye tu app bank ka share la ta ho woh islam main haram hai . . . . .
          • #20 Collapse

            Yarr iss BAre mai mujhe itna toh ilmm nii lekin mai yeh janta hun k iss mai apko lose bhi hota ha aur faida bhi toh is liye yeh haram toh nii . Aur app forex k liye mhenat bhi karte hoo din raat bhet kar trading karte hoo . Mhenat se kamai hue paise haram ni hote DOSST. Lekin yeh mera appna mhaswaraa ha phr bhi ALIM se puch lia jayee
            • #21 Collapse

              in my point of view if you use swap free account Islamic account then forex trading is halal and you can do this business in Islam interest is not allowed it is bad for your trading business so i think it is like other business
              • #22 Collapse

                this is important question i think ky yeh halal kam hai kiyon ky yeh aisa business hai jis main loss or profit dono hotay rehtay hain is kay ilawa is main hum effort ker ky money earn kertay hain is liya i think ky yeh business halal so keep it up
                • #23 Collapse

                  ok bhai, you are right forex 1 esa business hai jis main admi ko profit k sath sath admi ko loss bhe hota hai jis business main loss nah ho siraf profit ho wo business haram hota hai forex main ye dono hain is l.....
                  • #24 Collapse

                    dear forex bilkul halal hai iss mae kuch bi haram nahi , agar haram hota tou q kar koi yehan trading karta ? yehaan posting karna trading karna honestly sab halal hai ..
                    • #25 Collapse

                      Dear bhai jan Forex business 100% Halal business han kyun k har woh business man jis man Insan ki Mehnat ho or woh us man investment kary woh business Halal hota han or Forex bi isi type ka business so Forex trading business is Halal 100% is man koi shak nai han.
                      • #26 Collapse

                        dekhain bhai forex bilkul halal business ha ku k isme earning hamari fixed nahi hoti hai balke hum jitni investment karte hain aur phir mahnat karte hain us k according hi hame profit milta ha aur isme koi gambling nahi hoti hai na hi soad hota ha k aap ise haram bolain balke ye aik business ha jisme hum apni investment lagate hain time date hain mahnat karte hain market ko watch karte hain phir kahin ja kar hame profit milta ha
                        • #27 Collapse

                          dear brother kuch conform nahi hai agar conform hai tu yeh k Online fatway bahot ziyda hai kuch halal kehtay hai our kuch haram hai dear brother abi kis par trust karay yeh conform nahi hai dear agar conform hai tu only personal mind jub tak koi acha Alem is ko Haram nahi karar deta
                          • #28 Collapse

                            sir pta nhi ye halal ha ya haram ha hamne apne sir se pucha tha k ye halal ha or wase bhi hamare bht se ulama ko is foram k bare me zyada malomat hi nhi ha ma to ise halal samajh k hi kar raha hn.
                            • #29 Collapse

                              Mrey bhai forex aik halal busniess hai .... q k forex me bhut say trader ki mahnat and us ki knowledge include hoti hai.... hammm forex ko aharm nh kah sktay hai.... q k ye kafi acha busniess hai......
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                mary khayal mai forex bilkul halal hy ku k is mian traders ki sakhat mahnet hoti hy or phir bad mian ja kr profit milta hy hm forex trade bohat hardworkig krty hy ta k kam sy kam time mian big profit kr sky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X