forex halal ya haram??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    bhai mujhay nahi pata ya halal hai ya haram bas mai itna janti hon kay agar app koi bhi kam mahnat say or din rat aik kar kay kam kia jay to mujhy nahi lagta kay wo haram ho ga wo halal hi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      dear fprex business halal hain ya haram yeh to hr insan ki apni thinking hain is lia forex meri nazar main to halal hai q k is main hum mehnat kartey hain or is main profit or loss ka b chance rehta hain
      Messi Rajput :)
      • #153 Collapse

        forex halal ha ya haram ha eik acha queston ha is mien ye ha k koi b aisa kam jis mein koi loss na ho bas is mein profit hi ho woo haram hota ha is mein to profit b ha or is mein profit k ssath sath is mein loss b hota ha or is mein hamin mehnat se earning krni hoti ha is liye ye halal ha ye haram nahin ha
        • #154 Collapse

          iss BAre mai mujhe itna toh ilmm nii lekin mai yeh janta hun k iss mai apko lose bhi hota ha se kamai hue paise haram ni hote DOSST. Lekin yeh mera appna maswaraa ha phr bhi
          • #155 Collapse

            bhai jan forex ik bhot he mahnat wala kamha is man man jahan tak smajjhta n islaam man bhe mahnat kr k many ko kaha gia ha or is hesab se forex ik hlal kam ha
            • #156 Collapse

              forex har lehaaz se halal he, kyunke iski madad se ham bahut asaani se profit aur loss gain karter hen, is men sirf profit hi nahi balke loss bhi he, iska matl;ab yeh hua keh yeh kisi bhi tarah fiox nahi he balke adjusted he, lehaza yeh halal he
              • #157 Collapse

                Assalam o alaikum.dosto ya sach ha bahi jan forex halal hy q k is my hamari boht accomplished hoti hy or ham apna boht time isy dyty hy agr phir b koi isy haram kahy to ye galt bat hy haram to tb hota na jb is my accumulation fix hota to is my to accumulation or accident sath sath hy ye averse boht he acha busniess ha...
                • #158 Collapse

                  forex mein halal be hai aur haaram be haraam es tarha k es mein swap wala acount bana jab k halal es tarha k swap k bagir acount bana aur es mein hemsha swapa free acount banay for halal
                   
                  • #159 Collapse

                    der brother mara khal ha ka forex auk halal businees ha or ya hum apni mahnat say kam karty han or is businees ko hum investmnt say stard karty hanis kam ka humko bouns milta ha ya businees makumal tor par halal ha
                    • #160 Collapse

                      har insaan kee apnii raay hotii hai her baat k matalik her aak apni soch k matabik javab dy gaa butt jaaha taak maraa idea hai k iss maa aap dosroo ko information sy agaha kerty hooo aaap aapny nazriyaaat dosrooo kooo btatty heii k aap aak cheeez kkk matalik kiya sochty hoo iss sy aap dosroo ko agahi daty ho halkal hai
                      • #161 Collapse

                        ji bilkul dear forex trading jaha tak mere khayal hai forex aik halal business hai kun ke forex mai hame thora profit earn karne ke liye bi kafi hard work or year ki mehnet hoti hai tab ja kar kuch profit milta hai to jis kam mai bi mehnet ho wo halal hai ......
                        • #162 Collapse

                          Salam alls...friends iss mey hameh mehnat kerni parti hai aur mehnat say kamai huwi raqasm kbhe haram nahi hoti ..ye halal he hai iss mey hr insan mehnat kertahai
                          • #163 Collapse

                            mery hail sy ye halal hai kiun hum forex main kon sa baith kar khaty hain balky hardwork kar k earn karty hai or jo iss k ilaawa hum iss main koi fix nhe kabhi lose b hota hai or kabhi profit b hota hai my opinion is halal
                            • #164 Collapse

                              jahan tak mera khyaal hai to main samjta hun k forex aek halal buisness hai kio k ham is buisness mein ham mehnat k sath kam karte hen to phir he humen ek acha trend mil sakta hai is liye mein samjta hun k ye ek halal buisness hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Dear as we all know that every trader have their on thing about this view that forex is halaal or haram in islam but i think it is better for us not to apply our own thinking about it and go to the scholar to ask the answer of this.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X