A very good way to learn Forex is loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Forex ak asa online buisness ha jo puri duniya main bht famous ha , ,forex ko part time bhi join kia jaskta ha. forex main best knowledge hi best kamayabi ha.students bhi forex se achi earning kr skty hain , Pakistan forex forum se trader bht si knowledge hasil kr skta ha , ap ne ye bat thik kahi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      g ahn g i think forex e loss se b ap ko learning ho skti ha forex me trade krne wale traders ager loss krte hen to us ki reaon ko ager wo note kr lia krey to wo fore xme bohat learn kren ge g or learnign hi bohat kuch ha forex me
      • #153 Collapse

        Ji blkl loss hone pe trading give up nahi karni chahiye... balke un losses ko learning ka zariya bana lena chahiye.... hum losses se bht kuch seekh sakte hain..... aur apni trading ko behter bana sakte hain...
        • #154 Collapse

          salam g dear i agree q k agar ap new hain forex main to jab tak ap ko loss nahin hoga tab tak ap learning nhi kar saktay k trading kese ki jati hai.
          • #155 Collapse

            G mere bhai bhot hi achi bat kahi ap ney , bilkul mere bhai forex trading business mein jab kisi ko loss hota hai to wo os loss se learn karta hai k ose kis waja se loss howa hai or next time wo galti na krny ki kosish karta hai.
            • #156 Collapse

              bhai jaan forex bht acha business he mera bhi yeh mana hain k forex pe agar ap jahab sab se ziada aur jaldi kuch seekhtey hain tou wo hain apka loss .. yeh bohat helpful hota hain forex ko samjhna ney.hme is me zyada se zyada mehnat krni chahiye
              • #157 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: yumnajaved
                jee haan bhai .. ap bilkul sahi keh rahe hain .. mera bhi yeh maana hain k forex pe agar ap jahab sab se ziada aur jaldi kucj seekhtey hain tou wo hain apka loss .. yeh bohat helpful hota hain forex ko samjhna ney ..
                Jee haan bhai jaan sahi baat hai forex me hume loss ko manage karna hi sab se bari baat hoti hai agar hum forex me loss ko manage karne me kaamyaab ho jaate hain to forex se achi earning kar sakte hain.......
                 
                • #158 Collapse

                  my dear friend forex trading me baaz trader ko aksar loss hota hai leken wo phir bee lost pe lost karte hay . agar koi trader apne lsot se faida nahi otta sakta hay to oskeliye forex fazool hay . hame har waqt lost se faida otta kar trading karni chahye .
                  • #159 Collapse

                    yes bhai jan aap ne kiya khoob kaha hai i agree with you or waisy bhi kisi bhi practical life main bhi agr loss hota hai tu ye besically humary liye buhat bada lesson chorta hai or aqal mand insan bhi wohi hai jo apny nuqsan se seekhta hai or in pr kaam krta hai
                    • #160 Collapse

                      g bilkul hum apny loss se buht acha sabaq hasil kerty hy loos hi humain succes ka rasta dekhati hy....humain chahye bhi k loss k bad hum himmat na haray balkay us loss ki waja jane k us ko sudharne k liye apni knw0ledge n experience ko strong karain takay hum apny loss se bhi acha sabaq haisl kerai n woi mistake again na karaian..
                      • #161 Collapse

                        gee bilkul ham apni galtion se bohat kuch sakte hain.ham apne loss se bohat kuch seekh sakte hain is ki waja se ham zyada money earn kar sakte hain
                        • #162 Collapse

                          Yes agreed with you , mistakes best way hai kisi bhi trader ko learning k liye , hum apni mistakes sy Forex ko buhat acha learn kar sakty hain , jab kisi trader ko apni mistake ki wajha sy loss ho jaey to us mistake sy learn karen aur next time koshish karen k again mistake repeat na kary.
                          • #163 Collapse

                            g haan bilkul theek baat kahi hai ap ney agar hum forex trading kar rahay hen to yeh to bohat achi baat hai kyun kay agra hum trading kar kay eak acha profit hasil kar rahay hen to is mein hamara he faida hai lakin agar hum lose kar rahay hen forex trading mein is mein bhi hamara he bohat faida hai kyun kay hum apni ghaltiyon sey bohat kuch seekhtay hen.
                            :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                            Thanks in Advance
                            • #164 Collapse

                              ha g jnab,,,,,,,,,,,app ki bat bhi bohat he achi hay jnab,,,,,,,,i am hundred percent agree with you jnab.........or is mai kaam kar k kafi maza bhi ata hay jnab,,,,,,,,,,,,,,,is asy insaan bohat acha tarika say earning bi kars akta hay jnab,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                bhia mai ye smajta hun kai ye very good way nahi hai way hai very good way nahi hai or agar es sai hamm acha sabaq hasil karay tu hamay buhat faida hota hai....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X