A very good way to learn Forex is loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    hame kabhi bhi haar nae man ne chahiye aur na hi hope loss karna chahiye balke apni ghaltion se seekhna chahiye isse me hamari bhallai hai is se hamara knowledge barhe ga confidence aur ae ga aur isi trah kamyab trade bhi hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ji haa jab bhi aadmi loss ho jaye use ek new lesson milta hai sikhne me lekin trader ko chaiye ke wo loss hone baad follow zaroor kare ke wo kis mistake se loss huwa hai.
      • #198 Collapse

        bhai forex trading aik bauhat aacha business hai iss business main loss bauhat kamm hota hai agar loss hota tu us main lazmi app ki koi na koi mistake zaroor hoti hai aur app ko loss say bilkul na umeed honay ki koi zaroorat nahi kyunki bhai sab say aachi learning hi loss say hoti hai app ko apni ghaltion say bauhat kuch seekhnay ko bhi milta hai jo kay is business kay liye bauhat zarori hai
        • #199 Collapse

          Is Main Koi Shak nahin K loss K baad he Asal Sekhnay ka Marhalaa Shoro hotaa hai Magar shart ye hai K Loss K baad Trader Forex ko choray nahin Apni learning Ko Start sy phr review Karay mera Man'na hai K kahen na Kaheen ghalti ho Jati hai jis Ki Waja Say loss hotaa hai
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #200 Collapse

            forex market me trade karne se pehle har bat ko note kar liye kre bari lot use na kare hmsha money management ka khayal rakhye or risk kam se kam le or kam profit me hi apni trade close kr de ager zada pips earn krne hain to sl to be kar diya kre take agr market against bi ho to loss na ho apko
             
            • #201 Collapse

              yes you right,, because isaan galti se hi acha sikht hai,, lekn agr AP CONTINUOUSLY LOSS ME HO TU YE BAWAKOFI HOGI K AP SAHI TIME K WAIT NI KRTE OR YEHI BT LOG SAMJNE KO TAYAR NI HOTE OR LALCH ME A K DEFAULT KR JATE ,, OR JB LOSE HOTA K IS K BAAD HI YE BT US K samj ati hai,,
              • #202 Collapse

                ji han apki abt bhi thk he trading ham ager koi bhi mistakes krte hen tu us me hamen kch seekhna cahiye tak ham 2bara koi bhi galti na kren trading ek prfitable busssnis he ia ham tab tak koi bhi profit earn nhi kr sakhte jab tak trading ki koi knowledg na hsul krlen
                • #203 Collapse

                  business me loss to ho he jata he mgr koshash krna chahe ky mistake ko khatm kya jy ahesata se agr ham torer se try kr ky mistake ko kham kr de to wo be hamare leye best sabat ho skte he aor es se be hamare trading me kafi good asar prta he
                  • #204 Collapse

                    will be industry principal business karty hooway will be baat ko hamesha brain principal rekhna chhaiye kay hum will be industry principal opportunities ko hi there business karty hain assurance ka will be industry principal koi wajood naheen crecen sirf aur sirf opportunities ka crecen.
                    • #205 Collapse

                      Assalam o alikum Dear friends hamay chaiye ke jab ham koi kam start kren to us ko learn krne ke bad he start kren kuke is se aap loss se bach sakte hean isa forex trading me bhe hy jitna achi tarah aap forex ko learn krenge utna he aap ko faida ho or aap loss se bach jiange................
                      • #206 Collapse

                        yaaaahhh.. you are right em totally agree with tou insaan apni ghaltiyon se zyada acha seekhta hai learning ka best way loss hi hai kyun key ager aap ko ek baar loss ho jaye tou aap wo ghlti dobara nhi dohraaoo gy
                        • #207 Collapse

                          loss in trading, actualy gives a lesson to which a successfull trade cannot gives us in our whole carrier. loss teaches to be aware of those actions in trading, which can be initiate negative response of trade in future. A successfull trader is always learns from loss.
                          • #208 Collapse

                            ji haan app nay bilkul sahi kaha k forex loss learn kerny ka bht acha tareqa hai insan apny loss say hi bht kuch sekh jata hai jab us loss ko kam kerny k liye knowledge experience jama kerta hai to us ko bht kuch a jata hai or wo kamiyab ho jata hai.
                            • #209 Collapse

                              Yes agree wth you hum forex mein trading karte hai aur jab profit milta hai to kush hotein hai lekin jab loss hojata hai to hamein apni mistakes saaf dikhai deti hai aur hamein pata lag jata hai hum ne kaha galti kari thi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                je han forex har itbar se hi profit able hai tak profit hit ho to raqam da gia aor stop loss hit ho to apne galti dor karne ka aik bohat hi acha moka da gia to forex aik behtreen sathi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X