A very good way to learn Forex is loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Assalam oa likum ji janab baat ye hay kay forex trading main loss say aap bohat kuch seekhtay hain kun kay loss hamen teach karta hay kay hum nay kahan ghalti ki hay aur kun loss hua hay hamen aur jo log apni ghalti say seekhtay hain wo successful trader bantay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Yes i am totally agree with you k insaan sub say zyaada apni ghltiyo'n say he seekhta hai or forex trading ma ap ko apni ghlti say disheart honay ki bjae learn krna chaye es trha ap apnay loss ko bhi profit ma change kr sktay hai'n....
      • #183 Collapse

        yes bro i am fully agree with you keh hum sab kuch apnay loss say he forex mein learn kertay hain.kyun keh forex mein experience bhat zayada count hta hai is liya ager aap ko loss bhee hota hai tu aap disheart na hn aap trading kerain aur jo mistake ap ne ki hai us ko repeat na kerain.
        • #184 Collapse

          jab tak insaan ko kisi field main loss nahin hota tab tak wo perfect nahin ho sakta. loss always gives you some advantages too, as loss always gives you a lesson. is liye forex ko achi tarah seeknay aur samajhnay k liye loss hona bhi zaruri hai. loss k baaray main pareshaan nh hona chaahiye
          • #185 Collapse

            humein hope bilkul bhi nai loss krnee chaye humein apne app br beleive hona chaye k hum jo kaam krhe hain saee hee krhy hain issay hmein hmare kaam mein bht help mltee hai and humein apni mistakes se kch seekhna chaye hum jo bhi mistakes krte hain wo humein kch sikhata hai because wo mistakes hotee hee is liye hain kion k hum ko uskay baray mein kch pta naii hota
            • #186 Collapse

              jab hamain trading kerny men loss ho jat hai ot is men bhi hamain seekhna ka chance milta hai jis se ham acha expericne gain ker sekty hain is ley hamain apny key huwy loss se bhi kuch seekhna chahye.
               
              • #187 Collapse

                mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko nahi hota hai.
                • #188 Collapse

                  A vary good way to learn forex is loss Forex is a very easy business of the world.every new first trader can do the trade in demo account.demo account is a very help.
                  • #189 Collapse

                    Yes learning is very well for losing money Forex is very easy business and very profitable when you learn well you learn properly and following some rule but at first practice demo account then trade real account so learning is very best
                    • #190 Collapse

                      True saying a very goodway to learning forex is loss q k insan gir k hi sambhalta hai, kuch kho k hi insan sikhta hai so never disheart if you loss. apni galti se sikhna chahy or jo mistake hum kar chuke hn wo repeat nh karni chahy mistake se sikhna chahy q k learning karte karte hi hum kamyab bante hn.
                      • #191 Collapse

                        dear aap ne bilkul theek kaha hai aksar aap ko success se utna knowledge hasil nahi hota jitna loss karne se hasil hota hai .... jab aik trader loss karta hai to us ko apne ghalti ke bare mai pata chal jata hai aur dibara wo ghalti nahi karta
                        • #192 Collapse

                          Yes in forex trading every day we learn new thungs, and we get more experience than before.Learning is much important to get something.Never give up just try, try and try again.Without experince you can not get more in forex trading because it is a risky business...
                          • #193 Collapse

                            hum si ami trading karty hayn or sath stah hum si mai seekhty ahyn or hum is mai sisi tarha hum is mai bhoo achy se loss ko bhi recor kr let hayn .
                             
                            • #194 Collapse

                              Wo insane hamesha kamyab hota hai jo apni mistakes sy seekhta hain G han dear mere khyl mai humain forex trading mai apni mistakes sy seekhna chahye humain jab b mistake ho humain chahye k hum search karen k humain yeh kis waja sy hoi hai or phir next time is sy bachana chahaye Thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                ji bilkul jo bnada jitni ziada ghaltian karta hai wo itna ziada hi seekhta hai lekinshart yay hai kay wo apni ghaltion ko ghalti smjhay or sath sath usay quick learner bhi hona chahie agar wo acha learner hai to wo apni ghaltion se seekhj sakhta hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X