A very good way to learn Forex is loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    loss and profit are the part of every business. loss hi ik aise cheez ha jis sy hum apni ghaltioun ko sudhar sakty hain or agy barh sakty hain.................
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ye bat bilkul right ha k hum sab sy ziada loss sy hi seekh sakty hain or isi tarha hum khuch gain kar sakty hain lekin shart ye ha k hum loss k dar sy bhagain na
       
      • #33 Collapse

        g ah bhai jan apny bilkul theek kaah.....forex trading main humain jub bhi loss ho tu humain emotional hony kay bajaye apni mistakes say ziyada say ziyada seekhna chahye.....taky hum woh galtiyan bar bar nai karain
        • #34 Collapse

          Yahan pe humara loss hi hume bht kuch sikhat a hai aur hum apne loss ki waja se is baat ko jaan lete hain ke hum se lya mistake hui hai take wo dubara repeat na ho
          • #35 Collapse

            jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kay jub tak humein loss nai huga hum profit ki taraf rukh nai karsakte aur agar tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain
            • #36 Collapse

              mere bhai jaan mein tou apne dost se hi tarding k mutaalik learning hasil ker raha hoon aur uss se hi tarining bhi le raha hoon aur jald achi tarding kerne lag jaon ga.
              • #37 Collapse

                that being mentally prepared they keep an check over their actions plus see where and why they loss.a very good way to learn forex is loss because we see in the loss every new traders learning forex business and then they are good skill trader
                • #38 Collapse

                  Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading mai learning ka best way hay loss kun kay jab aap ko loss hota hay tab aap ko pata chalta hay kay aap nay kia ghalti ki ti aur phir aap us ghalti say seekhtay hain to aap ki real learning hoti hay
                  • #39 Collapse

                    han sahi bol rahe ho aap dost lekin mere bhai loss se hum ko chahiye ke bach kar chalen na ke bar bar greed ke chakkar me losses khayen is lye hum ko chahiye ke jitna ho sake loss se dur rahen
                    • #40 Collapse

                      Forex mein jab humein loss hotahai to humein mayoos nahi hona chahiye bulkey humein chahiy ek hum apne loss se seekhen kyun k humara loss hi ek buhat acha zariya ban sakta hai jis se hum buhat kuch seekhte hain kyunk insaan apni galtiyun se hi sekehta hai.
                      • #41 Collapse

                        apni ghaltion se seekhna he insaan ki sub se bari aqalmandi hoti hai.. forex trading men bhe apnay honay walay loss se seekhna he sub se ziada aqalmandi hai.. or yehi cheez hamari kamyaabi ki bundyaad hai!!
                        • #42 Collapse

                          ji haan main ao se agree karta hoo k aagr hum forex ko sikhna chahty hain toh hum wo jo lose karty hai uss sey sikh sakty hai kyun k lose hi humein sikha sakta hai jo koi aur cheex nahi sikha sakti isliye humein apni lose k mistake se sikhna chayeh....
                          • #43 Collapse

                            mere bhi ap ye b such ha ap apny loss sy b earn kr sakte ho ap ko chaye k loss ko ni bholna chaye is sy ap learn kr k dobara wo ghalti ni krte ho ap ko loss sy bachna chaye or forex par kaam kr k he ap profit earn krte ho dunya ma koi b asa business ni ha jo loss k bena ho
                            • #44 Collapse

                              Each of us have our own view regarding the forex market and the risk management of the same. Thus, there is need for the traders to use some effective way of managing the risk such that they can be able to come out with good profits.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex man agr hum loss krty hai to is smain hamein he fida haia ur is smain hum kafi kuch sekhty hai aaur yeh business sb sy bset hai worl main .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X