A very good way to learn Forex is loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai yahan par jis ko bi loss hota hai wo ziada tar dil har k beth jatay hain jesay un ko kabi profit nahi hoga bt loss ka sab say bara faida hai k ham apni galtion say seekh saktay hain or phr agay barh saktay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      i think that is the very good way to learn Forex.I agree with you, but my point is that I do not want to add the emotions of live trading to lack of trading skills.i think that it is a good business.anyone can do Forex trading.
      • #168 Collapse

        forex mai agar agay jana hain or is mai acha profit gain karna hain or long time kam karna hain forex mai or is mai loss se bhajna hain tu simple tarika hain k aap hard working karay or is mai aap koi short cut used na karay or knowledge pay or learning pay depend rahay..
        • #169 Collapse

          dear friend jee han forex may humy learning karni chaiya aur humy jab be mistake hon tu humy usay personally nai layna chaiya balkay humy usay faida uthana chaiya aur humy learning kar k kuch new seekhna chaiya aur next time full prepration k sath wapis tade karni chaiya
          • #170 Collapse

            insan apni galtion say hi sekhta hay or apni galti ki waja say hi loss ketta hay and the forex trading is the profit able and loss able business on the way.
            • #171 Collapse

              loss karnay say b hum bhot kuch seekty hainb is say hame kam ko karna cahhye aur ye nahi sochna cahhye k akhir hume he loss ku hota hai hume is kam me loss ko achi tarha say samjhna cahhye k akhir is k pechay waja kya the.
              • #172 Collapse

                forex min loss hamy experince na hony ki wajah sy hota hy jab ham forex min loss kahty hy tow ham pher kosesh karty hin ky loss kes wajah sy howa or uss kow kahatm karny ki kosesh karty hin esy leye ham apny galtyow sy sekhty hy.
                • #173 Collapse

                  Forex trqding is very best systam ha is me agre ap ko loss ho to hame cahye ke ap trading me jo loss or mistak ho is ko dobhra hone se bachie
                  • #174 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sonia26 پيغام ديکھيے
                    jee bhai app sahi keh rahay ho loss se bhi humain kaafi kuch seekhnay ko milta hai loss humari apni mistakes ki wajah se hota hai aur loss kay zariye hum apni mistake ka andaza laga kar un pe work kar saktay hain.
                    Jee haan bhai jaan sahi baat hai hume loss kafi kuch seekhata hai hume loss ki waja se hi is kaam me mazboot hote hain aur kafi sabaq bhi hasil karte hain........
                       
                    • #175 Collapse

                      yes my dear friend jab thak hum forex kao learn nai kary gay tab thak hum forex mian sucess nai ho gay to humian chahy kay hum forex mian learning kary thn hum is main eanring kary to humary liye ye aik acha business hai;;;;;;;
                      • #176 Collapse

                        dost g forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he mai is mai new hun is lye mujhe is k bare mai zida nhi pata ap logon ka shukria is k bare mai knowledge dene k lie...
                        • #177 Collapse

                          ye bat hamain sochni chahye k jab bhi haman loss hota hai to is ki waja kia hai jis ko ham thek ker k achi trading ker sekty hain is ley hamain loss se bhi seekhny ko milta hai or ham ye bat nahi sochty hain.
                             
                          • #178 Collapse

                            a very good way to learn forex is loss.If you can earn to huge money then you can do the trade only forex.forex can change your income.forex trade main benefit free demo account.so loss will come and go but learning is important
                            • #179 Collapse

                              Aap ki baat aik tarah se theek bhi aur ghalay bhi theek is tarah k humko forex me loss se sekhna chahiye aur ghalat is tarah k loss is not a good way to learn good way to learn is book from where you get kmowlesge for you buisness.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                lloss kar k insan seekhta to zaror hai lekin ye kehna theek nahi hoga k loss hi forex trading seekhnay ka sab se acha zariya hai forex trading seekhnay k liye sab se best demo account par trading karna hai. jahan ap ko loss ka koi dar nahi hota aur ap apni marzi se us par tajarbat kar k forex trading seekh saktay hien.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X