new trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    G haan brother new trader ko forex ki smjh nahi hoti a to z nahi pata hota is liye woh is mein akser lalch kar jatey hai jin ki waja say unko loss ho jata hai jab woh forex mein daily market ko watch kartey hai to woh forex ko slow slow learn kar saktey hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      yahan sabblog he new hyn jo posting ker k binas earn kerte hyn aufbphir issi bonas se trade kerte hyn aur zyada tar hamari trah demo pe work ker k seekhte hyn aur issi demonk tajarbay ko real accountvpe aazmatr hyn jin mwin se kuch to profit aur kuch ko loss ho jata hy
      • #183 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
        mera yeh sawal heke kya new trader ko kam bhot zada difficult lagta he kya asan or unko yeh work samajh ata he yah nhe?
        new traders ko chahey k wo trading ko pehly achi tarha learn karen or jab wo trading mein expert ho jayen tab unehn real account ki taraf ana chahye real earning k liye
        • #184 Collapse

          dear forex k buisness mein learning karne k liye humen mehnat ki zarort hoti ha aur hamen apne mind ko porey tara se use karne ki zarort hoti ha to phir he humen ek achi trading ki samaj aa sakti ha aur ham kam kar sakte hen
          • #185 Collapse

            mere bhi ap ko chaye k ap forex par trading k liye proepr training karn or ap forex kolearnkarn or knowledge hasilkarn is k badhe ap ko forex par samj ai gi ro ap forex par kuch earn sakte ho is liye apkliye best ye heha k ap forex par hard work karn
            • #186 Collapse

              pehly pehly new trader k liye trading krna thora mushkil kaam hota hai or time guzrny k sath sath us k liye trading asaan ho jati hai
              • #187 Collapse

                dear forex new trader k liye b mushkil hy aur har os shaks k liye difficult hy jis ne es ko pehlii bar suna ya daikha ho,,,
                but ap 3 ya 4 din k bad es ko ache se seekh aur smjh lo gy... even demo accoutn ki waja se tu ap aik he din mai smjh jao gy aur acha kam b karna start ho jao gy es liye ap soch aur smjh k kam karo,,,
                • #188 Collapse

                  Dear new traders ko ye business thora mushkil lagta ha kyun k un ko itna nahi pata hota ha is busienss k bary me lakin waqt k sath sath un ko is business k bary me kafi khuch pata lag jata ha or phr ye business asan lagny lag jata ha..
                  • #189 Collapse

                    Instaforrex broker acha han is men hamen loss ni hota han profit hota hn bs hamen experince hona zaroori han keu ky forex men acha incom hasil kr skty han or hamen is men jitna acha experince ho ga utnahe hamara fida hoga
                    • #190 Collapse

                      well mere khyaal main jewbys k pas bhut kam knowledge huta hai is leey apko sekehne ke zrruat huty hai,.jub ap sekeh jaet hain tu apo eaning hasil kerne main bhut help millty hai.,
                      • #191 Collapse

                        beshak earing se pehle learring zrori ahi tab he ap ache trader ban skte hai.kyo k is business k liye learning krna buhat important hai larning k bina earning krna buhat mushkil hai aur loss he loss hai jab ap sab sekh jate ho tab ap earning asani se ker skte ho........
                        • #192 Collapse

                          ji haan dear aapnay bilkul thek kaha ahai kay new trader ko yai kaam bhut hi mushkil lagtaa hai ku kay wo forex mai new hotay hain and onhai chaiye kay wo forex mai inter honay say phelay achi tarhaan say trading ki knowledge hansil kar len takay onko is mai maslaa na aho kaam mai.......................................
                          • #193 Collapse

                            sawal acha mein apse agree krta hn but new traders jo bhi hen unko thori c mehnat krne ki zarorat hy phr wo is mein kamyab ho jayenge bas demo per practise kren our phr real per kam karen,
                            • #194 Collapse

                              je han kyon nahi kam bilkul asan hota hay laikin koi bhi kam jo apkay liye new hoga woh apko kuch smajhnay ka time to laiga na bhai is liye apko thori se learning karnai hoti hay phir apko asani say woh kam samajh may ajatahay jis tarhan new forex trader ko takriban one week lagta hay kam samajh nay ko phi jab trading strart hiti hay to phir apko uskay liye learning or knowledge ki zrorat hoti hay jo apko time kay sath sath khod ba khud ajati hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                New trader k liay best treeqa ye hay k wo Demo account bna kr us pr market k trend ko samjne ke try kray, experts k analysis ko read kray aur samj kr trade ke try kray . jb experience get ho jae to phir real account pr work kr k profit get kray.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X