new trader
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Jee haan bhai jaanz ahir si baat hai jab hum kisi kaam ko naya naya start karte hain to wo kaam hume moshkil hi lagta hai lekin time to time wo asaan hone lag jata hai aur hume sakoon se is kaam ko karne lag jat hain.............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      han gnew traders ko strtng mn ye kam mushkil hilagta ha q k unko abi iski samjh nai hoti ha or wo is mn loss kar bethty hain is liye meri advise ha new traders k liye k ap is mn sab se phly apni knwlg ko up karein tab hi ap kamyab ho sakein gay
      • #138 Collapse

        nai may nai manti kay new trader ko kaam bohot ziada difficult lagta ho us ko sub say ziada asan lagta hai haan ager wo loss kerta ray to yeh kaam us kay lya ohot ziada difficult ho jata hai
        • #139 Collapse

          g han bhai forex trading koi asan kaam naheen hay is main humain chahye k hum demo acount ko use karian or jab tak hum is main demo acount say practice kar k seekh na lain tab tak hum is main kaam karty aheen or isky baad hi real acount main kaam karain takky humain profit ho saky
          • #140 Collapse

            new traders ke liye forex ke business me kam krna etna asan nahi hota is me ap sab se pehly forex ke bary me knowedge gain krty hen or phir ja ke is me trading krty hen or is me apna profit earn krty hen
            • #141 Collapse

              dear bro me ap ki bat se agree hu je han kyon nahi kam bilkul asan hota hay laikin koi bhi kam jo apkay liye new hoga woh apko kuch smajhnay ka time to laiga na bhai is liye apko thori se learning karnai hoti hay phir apko asani say woh kam samajh may ajatahay jis tarhan new forex trader ko takriban one week lagta hay kam samajh nay ko phi jab trading strart hiti hay to phir apko uskay liye learning or knowledge ki zrorat hoti hay jo apko time kay sath sath khod ba khud ajati hay is se ap ko bohat faida mily ga
              • #142 Collapse

                dear mere khayal se newbie ko pehly tu kuch bhe samjh nhe ata forex ke bare man laken ager wo hard-work krta hia or kuch learn krne ki koshish krta hai tu os ke lia koi bhe cheez difficult nhe
                • #143 Collapse

                  sab sy bari bat ya hy ic me time thora lagta hy investment thori hoti hy or earning bht ziada ho jati hy to ic liay forex ko join kar k ham thory pesy sy ziada pesa kam lety hain forex ici liay bht popular hy har koi ic ko pasand karta hy ham me sy bht sary esy hain jo financially preshan thy lekin forex ko join kia to ab bht achi earning kar rahy hain .aj ka jo wakt chal raha hai uss main hum yeh nahi keh sakte kay sirf hamare faide kay lie forex forum rakha gaya hai..hum say bhi iss forum ko faide hain..aur prifit tou khair yaha bohot hai..
                   
                  • #144 Collapse

                    forexx trade karna mujhay too boht hi mushkil lagta hain iska bary may ma abi takk nahi janta liye koshish karunga ka is ko jald hi seekoo
                    • #145 Collapse

                      new trader ko chahiye keh woh is business ko phley achi trha se learn karey aur is main ziada se ziada knowledge and experience hasil karne ki koshish karey to woh is main achi trha se kamiab ho saktey hain.
                      • #146 Collapse

                        new banday ko mushkil lagta ha magar baat interest ki bhi hay janab forex trading is world ka best online business hay aik humay skills aur knowledge chaiye achi mehnat kar hum achi si earning kar saktay hain achi mehnat kar kay best strategies chaiye mehnat se he success hay hardship k saath success hay
                        • #147 Collapse

                          Sure thing, greed will result in loss of money. Log illegal methods se earning krna shuru kar den ge aur phir un ko he nuksan hoga kyun k jo unko mil rha that wo us mein khush nai they. :/ Lekin Forex mein ap ko time aur knowledge ki boht zarurat hoti hai to muhje nai lgta k greed itni possible hai, jahan tk mein dekh skti hun. Because forex is only part-time job not full-time job.
                          • #148 Collapse

                            g dear mary khyal me to aik new trader ko as forex ki practice kerney chw or as k bad humay as kam ko start karnay chw to as me hum asani say kamyab ho saktay hay
                             
                            • #149 Collapse

                              Forex ko ham trading ki dunya is liye kehte hein because ke yahan per traders world ki foreign exchange currency market mein trading kerte hein.. or wese bhi yahan poori dunya mein sab se ziada or sab se achi trading ki jati hy is liye ise trading ki dunya bhi kehte hein hajmula khaya piya hazam kia
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ji jnb ap nai bht acha sawal kia hai new trader ko yh kaam strt mai thra dificult lagta hai but time kai sth sth wo acha experience lai kr usay yh sb kaam easy lagnay lagta hai or new trader ko chahiye kai wo demo account ki practice lazmi karay jo kai forex mai pehla step hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X