new trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    dear new insaan kahin b hota hy osy mushkilaat ka samna karna parhta hy but mai ap ko simple mashwara deta hon agar ap acha earn karna chaihte ho tu ap es busness ko seekh lo ta k ap ko acha faid aho aur ap loss na karo.... es liye ap ko demo account diya jata hy ta k ap es mai acha kam kar k enjoy karo...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      new trader ko koi b kaam mushkil hi lagy ga jab tak wo knowledge es kaam ka hasil nahi kar laity huny chahiyeh slow slow es per lagy rahy tu kamyabi hasil ki ja sakti hai bina kisi tension k huny chahiyeh mehnat krty jey
      • #333 Collapse

        boht say log trade main kam karty hain is main agr humain success hasil karni hay too humain demo ko use kar kay practicec say kam karn aho ga jis say humain achi earning ho gi
        • #334 Collapse

          New traders ko learning main thora problem hota hai but after complete forex trading learning forex market main trade kerna bahot easy ho jata hai phir just apko aesy sources sy consult kerna perta hai jo apko forex market main open ki jany wali trade ki success ki taraf apko guide kerty hain
          • #335 Collapse

            Starting me Forex humy difficult lagta han lekin jis trha hum is business me time spend karty han is trha humary knowledge me bhi izafa hota han aur hum apni trading skills ko bhi improve kar lety han is trha phir Forex humy easy lagny lag jata han aur hum earning bhi boht achi kat lety han.
            • #336 Collapse

              forex ka work easy ha tu nae laikin ap ki unthuk mehnat or dilchuspi ic ku ap k liye easy bana daiti ha yahan buhut say traders aisy han ju start man 10 say 15 baar account wash kerwanty k baad earning man aye han
              • #337 Collapse

                Dekhen koi bhi business ho jab koi shakhs us main new ata hay to us main us ko problems to aten hi hain jo kay experience na honay ki waja say hoti hain forex main jab koi new trader ata hay to us ko start main samjhnay main thori bohat mushkil hoti ho gi lekin forex trading aik asan business honay ki waja say new trader bari jaldi say ye seekh jata hay
                • #338 Collapse

                  forex market mai jo bhe new traders hai tou wo sub say pehly demo account ko jion kray jab en ki demo training complete ho jay tou es ky bad wo forex market mai real account mai trade shoro kray.
                  • #339 Collapse

                    G new trader ko forex trading is liye mushkil lagts k wo forex trading business ko abhi tak samjha nhi hota hy aur knewledge experience aur learning nhi hoti hy jab learning knewledge experience hota hy tu forex trading ko samjh laty han aur phr loss bhi kam ho jata hy
                    • #340 Collapse

                      Bhai jan new trader ko is ma knowledge k sath kam krna chaiye is m experience hasil krna chaiye us m sab se zada menat krni hiti ha hume is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                      • #341 Collapse

                        G ap koi bhi kaam karain strat mein ap ko kaam mushkil hi​lagata hy phr us kaam ki samjh aa jati hy aur wo kaam aasan ho jata hy aur forex trading bhi is tarha hy k jo new trader han jab wo forex trading ki learning karty han tu us ko samjhna mushkil lagata hy aur jab un ko samjh aa jati hy tu wo us kaam ko asani se kar saktay han
                        • #342 Collapse

                          Is main reality ye hai k jes ko forex ka thora boht knowledge hota hai wo trade to ker leta hai profit bhe kerta hai par continus capital ko secure kerty hoey wo profit tab he ker sagta hai jab us k pass acha knowledge ho ga
                          • #343 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Blackhorse2 پيغام ديکھيے
                            Is main reality ye hai k jes ko forex ka thora boht knowledge hota hai wo trade to ker leta hai profit bhe kerta hai par continus capital ko secure kerty hoey wo profit tab he ker sagta hai jab us k pass acha knowledge ho ga
                            ge han bhai new trader ko lazme hota he keh woh apne forex trading mein ache knowledge aur experience se kam krein aur apne forex trading mein apne capital ko mhfooz krein aur apne trading mein loss na krein aur new trader jb apne trading ache experience se krta he phr us ko boht acha profit apne trading se hasil hota he
                            • #344 Collapse

                              Main b gorex main new trader hon or main isko smjh raha hon or aahista aahista mje tradinf krna aa b rahi hai main is ko seekh raha hon or ye itna ziada mushkil nahi hai is main ap time lga kr isko achi trha asani sy seekh skty ho
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow karna ho ga aur hamain sab say pahly demo main learning karni ho gi ta k acha earn kar k market main sucess honga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X