new trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Sir, her kam start me difficult hota hai, jub ap us me enter hotay ho ap ko learning me interestt hai to koi kam aesa nhi duniya me jo insan k liay impossible ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      asalam o alaikum dear members new trader is kam ko easily kete hain aur is easiness ki waja se wo loss ker baithete hain halan k ye kam bahut mushkil hai
      • #228 Collapse

        g han ak new camer koh satarting men tohri bahot muskil ati ha bad men wo as muskil ko asani sa solve kar latah ha kun kah jo bi kam ho pahlah ap ko muskil lagtah ha bad men ap ko jab karana kah tariqa ay jatah ha tu par ap kah laya karna asan ho jatah ha
        • #229 Collapse

          it depends on one's own ability to learn,if you have interest in trading then forex won't be much difficult for you.All you need is diligence and practice.
          • #230 Collapse

            new traders ko kam mushil to lgta hai ku kay abi un ka start hota hai un ko itni samj nai hoti par agr new traders demo account se ache se practice kr k or knowaladge hasil kr lein to un ko kam krne mein itni mushkil paish nai ae gi.
             
            • #231 Collapse

              new traders ko kam mushil to lgta hai ku kay abi un ka start hota hai un ko itni samj nai hoti par agr new traders demo account se ache se practice kr k or knowaladge hasil kr lein to un ko kam krne mein itni mushkil paish nai ae gi.
               
              • #232 Collapse

                dear brother...........pehli baat to yeh hai k forex trading riski zrore hai ........lakin traders ko chahiye k wo forex tradign ki achi learning aur exprience ko berhaye .....asaan ho jaye ga.
                • #233 Collapse

                  The new traders first get the practice from the demo account then start it in the real account. This business is very risky and dangerous if start it without obtaining the proper knowledge skill and experience. Overall this business is good for every one.
                  • #234 Collapse

                    new trader k liye sab say pehli bat yeh hai k wo demo mein account bana k us pay trading kary aur in case agar real account banata hai to new trader ko chahye k kam investment say start lay taky sekh b lay aur agar loss kary to zada nuksan uthana nahi pary ga
                    • #235 Collapse

                      jab koi bhi traders new hota hai to usse tarde karna kaha aata hoga is liye sse hard lagata hai poar jab usse demoacocunt me practice kiya hota hai to usse kuchh bhi new nahi lagata hai
                      • #236 Collapse

                        Assalam - u - alaikum bhai jaan jee ye to sab kee apni marzi hoti hai jin ko kaam acha lagtaa hai wo asaani se ker lete hai or jin ko mushkil wo kerte hi nahi thanks for question
                        • #237 Collapse

                          Har naya trader forex market main jab qaadam rakhta hai to wo foraan ameer hona chahta hai isi lie wo forex main bagahir sikhe or baghair experience k trading karta hai or jis ki wja say use choti choti baten bhi bari problems lagne lagti hain or wo kuch he dair main ye smjhne lgta hai k forex trading ek boht mushkil kam hai jab k agar wo proper learning or experience k sath market main trading kare to wo easily dhairon paisa kama skta hai.
                          AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                          • #238 Collapse

                            mere bahi new trader ko km karne se bele un ko km k bare me bele samahaj ja ye q Forex eek risk business he to mere bahi new trader ko bele wo ahjji tara se km ko samahaj le or knowledge and experience hasill kar le us k bat wo Forex me trading kare.
                            • #239 Collapse

                              bhai jan newbies ke lye forex aik best business hai is business me aap ko kam karne ke lye kafi mehnat ke sath kam karna hota hai or learning karni parti hai is ki jitni achi learning hoti hai utna he acha is business se aap ki earnings ho pati hain or aap success hasil karte hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Assalaam o alaikum new trader ko ziada tar waqt demo par lagana chahiye aur expeience gain karne par sath sath confidence gain karne par yehi best hai unke liye demo par kuch waqt guzarna zururi hai aur unko chahiye k jb mehoos ho k wo trading karsakte hainthen hi uske baad real account khalwana chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X