forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    Dear trading ma loss hona ki sb sa bri greed hoti ha jo ka knowledge na hona or experience ki kmi ki wja sa hoti ha jb hm trading krta hua greed par qabu pa lata han to loss ka chances bohat km ho jata han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      Forex trading Mein loss hone ki reasons hai on my Forex trading Mein Jaldi Apne order ko open karna aur jaldi hai apne order ko close karna hai aur Market ko analyse kiye bagair Rahi Apne andar ko open karna hai is se sabse Zyada loss hota hai aur trader apna bahut jyada Paisa loss kar jata hai
      • #1038 Collapse

        Forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi aur forex trading business mein new trader ko is waja se loss hota hy k new trader forex trading business ki learning kartay nhi aur forex trading business mein knowledge aur experience hasil nhi hota aur trading kartay han aur phr loss ho jata hy agr forex trading business mein ko learn kar k aur knowledge experience hasil kar k kartay han tu loss nhi hota
        • #1039 Collapse

          Bhai eski waja ye hy k ap sahe sy trading nahi karty bina deakhy bina market watch kiye trading karty hain jis ki waja sy bar bar loss ho raha hy ya phir ap k pas sabre nahi hy jesy hi kuch loss hota hy ya ziada hony lagta hy ap tense ho jaty ho aur order ko loss mein hi close kar dety ho market ko proper watch karny k bad kudh sy analysis karen phir apko profit ho ga
          • #1040 Collapse

            Meray khayal main loss ki main reason greed ha. Jb bhi koi trader greed krta ha to aik na aik din usko zarur loss hota ha so greed say avoid krna bahut he zaruri ha. Greed k bad dosray number par mera khayal ha sahe wqt ka wait krna chaeay trade lganay ka best time ka wait krna chaeay ta k hmarai trade profit main close ho
            • #1041 Collapse

              loss kam knowledge lack of planning ki wajah se hota ha ap apna zada time day or hard work kary proper planning say kam ko kary or experience say kam kary tu success hi success ho gi profit k chances bar jayy gay or loss kam ho jay ga
              • #1042 Collapse

                Forex man trader hamesha loss apni ghulti ya lailmi ki weja say kerta ha ager trader ku ilum hu k ic trade man loss ha tu wu open hi na kerta her trader aik hope ki weja say trade kerta ha ju profit and loss donu say sakti ha.
                • #1043 Collapse

                  Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h forex me loss hone ki waja Yeh hoti h k hmen forex k baare me knowledge km hota h aur experience bhi zyada ni hota jis se hmen loss hota h aur aik waja Yeh bhi h k hm trading krte waqt lalach kr jaate hain jis se hmen loss ho jata h
                  • #1044 Collapse

                    Re: forex me loss hone ki waja?

                    har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planing kar k hi hum run karein gay aur forex main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main kamyab ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga
                    • #1045 Collapse

                      Re: forex me loss hone ki waja?

                      dear friend forex me lose ki main waja humare apni galtiya hoti hn jis ki waja ce hum yha loss krte hn humi apni galtiyo ce hoti hn humi greed or jald bazi ki wja ce bht nuksan hota hn humi ya chezo ce tw dur hi rehna chae hn or loss cebachna hn tw learning n planing strong karen IN SHA ALLAH zaror prfit huga bhai apko
                      • #1046 Collapse

                        Re: forex me loss hone ki waja?

                        aap is ma mstak pay mstak kar rahay ho gay is ma sahi pairs par sahi tiime par oder nhe lagty ho gay is ma aap market ko smj kar trad nhe karty ho gay is ma aap koch to kar rahay ha jo aap ko loss he ho raha ha is ma aap ko mind sa kaam karna cahay is ma aap ko profit be ho ga agr aap is ma knowlged sa kaam kary gay to is sa aap ko profit ho ga is ma aap ko learning karne cahay
                        • #1047 Collapse

                          Re: forex me loss hone ki waja?

                          dosto kiya haal hain p k , yeh baat bilkul theak hein forex trading humari life par bohat zayda effect krta hein,hum apni life ko bohat zayda achai trah sy change kar sakte hein ur humen apni life ko bohat zayda eassy bana sakte hein ur humari life ki bohat ci tensions ko kam kiya ja sakta hein,so learn karein loss ko best way main handle karein
                           
                          • #1048 Collapse

                            Re: forex me loss hone ki waja?

                            how are you friends,bilkul dear agar hamary pass confedence na ho to hum forex main profit ni kama saktay lkn hamary pass profit kamanay kali knowledge or confidence ka hona zaroori hai,we use better methods of trading in forex market in foreign currencies trading its requires a great activities of skills and knowledge trader must use first good learning the basics rules of forex market carefully and trader understand the strongly market all prospects of making good profits and trader understand the reduce of the level
                            https://t.me/pump_upp
                            • #1049 Collapse

                              Re: forex me loss hone ki waja?

                              log forex chalana to sekh lety hain magar apni money management karna bhol jaty hain jo onko bare loss ki taraf ly jata hai forex main money management ka bohat aham kardar hai,agar ap soch k trade na karein tu ap ko koi bhe chez nahe bacha sakti
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                Re: forex me loss hone ki waja?

                                friend Forex mien kam kerna bhoot hi jayada mushkil h as ko hamry ko samjhny mien bhoot jayada waqt lag sakat h as lyee hamry ko as mien kam kerna mangta hbagar hamry as moen kam karat h tu fir hamry as mien bhoot jald success hasil ker sakat hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X