forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    Re: forex me loss hone ki waja?

    Dear friend main aapse Kahana chahta hun isliye hota hai Kyunki Ham ismein mehnat Nahin Karte aur Jyada Se Jyada mistakes karte hain aur unko recover Nahin karte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      Re: forex me loss hone ki waja?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
      dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(
      Forex trading Mein loss hone ke bahut se reasons Hote Hain sabse main reason to yah hai ki traders ke pass trading ka itna knowledge Nahin Hota aur vah trade open kar dete Hain Jiski vajah se Unki trade loss Mein Chala jaati hai aur lalach V traders ke loss hone ka bahut bada reason Hota Hai
      • #1068 Collapse

        Re: forex me loss hone ki waja?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
        dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(
        Assalamualaikum ji bhai jaan mere Khyal Mein Forex trading Mein Hamen loss hone Ki Sabse Badi vajah Hamare experience aur knowledge ki Kami hoti hai aur iske sath sath Ek Badi reason Ham lalach Karte Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #1069 Collapse

          Re: forex me loss hone ki waja?

          Forex trading main loss honay ki boht si wajohat ho sakti hain. jesay kay trader ka trading knowledge kam hona aur trading experience kam hona. ya trader ka trading rules ko follow na kerna. boht say trader jazbati hotay hain aur sath sath laluchi bhi hotay hain to aisay trader bari lot ka use kertay hain jis say account wash ho jata hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X