forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    Dear forex ma tab hi lose hota ha jab hum bhri money hasil krne ki sachte hein hume is ma normal treedy se kam krn chaiye ye hamre liye acha kam ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      Forex trading business mein ap ko loss hone ki ye hi waja hy k ap ko forex trading business ki abhi learning hasil nhi hy aur knewledge experience hasil nhi hy ap ko sab se pehly forex trading ki learning knewledge experience hasil karna cahaiye aur demo account bana kar practice karni cahaiye aur forex trading mein learning aur experience hasil karna cahaiye phr ap ko profit bhi ho sakta hy
      • #1023 Collapse

        Bhai ap forex main kam kr rahay hokn to apko chaye k apni trade lgaty wakat market traend pai naZar rkhain or daikhty rahain k market oper ja rahi hai ya nahi usbk baad trade krain us k baad apko loss nahi hoga
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #1024 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
          Bhai ap forex main kam kr rahay hokn to apko chaye k apni trade lgaty wakat market traend pai naZar rkhain or daikhty rahain k market oper ja rahi hai ya nahi usbk baad trade krain us k baad apko loss nahi hoga
          ge han bhai hmein apne forex trading mein loss apne ghltein ke waja se hota he aur hm apne forex trading mein ziada risk lete hien aur apne trading mein lalch ka istemal krte hien ya phr apne trading mein sahih knoweldge aur experience acha nhe rkhte hien jes ke waja se hm ghlt time pr order laga dete hein in wajohat ke waja se hmein trading mein loss hota he
          • #1025 Collapse

            loss tou hota hi rahta hai aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur experience ho ga tab hi hum market main run karein gay aur emotino ko kabo main rakhna ho ga
            • #1026 Collapse

              Forex trading business mein sab se bari waja loss hone ki ye hoti k forex trading business ka knewledge aur experience kam hota hy aur forex trading business mein agr acha knewledge aur experience ho tu loss kam hota hy is liye forex trading business ka knewledge hasil karna cahaiye aur demo account par practice kar k forex trading business ka experience hasil karna cahaiye is traha loss se bach saktay han
              • #1027 Collapse

                Forex me loss hone ki asal waja basics ka ilm na hona. Ya tradings k rules se na waqfi, ya phr us timings ka na pta hona k kb trading faida mand hoti aur kn nuqsaan dah. is k ilawa ache decisions na lene se b loss hota hy..
                • #1028 Collapse

                  sir forex ma loss honi ki bhari waja ha experince ka na hona qk agar ap k pas experince nai ha to apko forex ma loss ho sakta ha lakin apko loss say bachna chahiye qk loss say apki payment zero bhi ho sakti ha islay apko demo account ma trade krni chahiye us ma jatna bhi ho saky pratice krni chahiye takay apko knowledge mil saky or ap real account ma earning bhi kr saky
                  • #1029 Collapse

                    forex main loss tbi hota hai jb hm over confident ho jaty hain or bina sochy smjy market main trades lgaty hain.es se na to sirf capital lose hota hai bal k hm demotivate b ho jaty hain.es liye achi tra learning kr k he loss ko kam kia ja sakta hai.wrna market main to jis tra trend change hota hai ap ki earning impossible ho sakti hai agr ap apna loss he ni rok sakty to.
                    • #1030 Collapse

                      Aslam o alikoum dear brother loss ke waja yy hai kay dost lalich main ja jaty hain aur ess tarhan un ka loss hota hai
                      • #1031 Collapse

                        forex ma loss hony ki bohat se waja hoty ha and sab se bari waja yahi hoty ha ka ham patience se kam nhi letey ha balkay ham jaldbazi ma trading karty ha jis ki waja se loss ho jata ha hamay
                        • #1032 Collapse

                          is ki ak waja ye bhi he k ap bina sikhe is kam ko kr rhe ho apko chahiay k ap pehly is kam ko sikho phr demo account pr is ki achi practice kro phr is kam ko real account pr kro phr apko loss nhi hoga or dosri waja lalach bhi ho skti he
                          • #1033 Collapse

                            Dear trading ma loss hona ki sb sa bri greed hoti ha jo ka knowledge na hona or experience ki kmi ki wja sa hoti ha jb hm trading krta hua greed par qabu pa lata han to loss ka chances bohat km ho jata han
                            • #1034 Collapse

                              Forex trading Mein loss hone ki reasons hai on my Forex trading Mein Jaldi Apne order ko open karna aur jaldi hai apne order ko close karna hai aur Market ko analyse kiye bagair Rahi Apne andar ko open karna hai is se sabse Zyada loss hota hai aur trader apna bahut jyada Paisa loss kar jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                Forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi aur forex trading business mein new trader ko is waja se loss hota hy k new trader forex trading business ki learning kartay nhi aur forex trading business mein knowledge aur experience hasil nhi hota aur trading kartay han aur phr loss ho jata hy agr forex trading business mein ko learn kar k aur knowledge experience hasil kar k kartay han tu loss nhi hota

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X