forex me loss hone ki waja?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    Dear friend apko pehly forex ki ibtidae education i mean charts ki analysis waghaira samaj aani chahiay es apko market trend ka pata chalta hay or dosri bat ye hay k apni investment k mutabiq orders place kary or apni greed pe control karay to loss se bach saktay hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      forex mein loss tu hota hi rehta hy aur ap demo trading kar kay bhi forex say achi earning kar saktay hay aur ap apna knowledge demo trading kar kay gain kar saktay hay is kay liey ap ko thora time dena hoga kiyon kay ziyada trader forex ko learn nahi kartay hay jis ki waja say unhy loss ho jata hay aur then woh forex ko leave kar detay hay .
      • #768 Collapse

        forex mein loss hony ki waja greed he and forex aik trusted aur legal business hai aur sab people is business ko bohat like kartay hian aur new generation is business ko bohat like kar ri hai aur is business sy quick money make kar ri hia aur demo trading bohat useful hai aur newbie trader ko bi demo par forex business ko understand kary.
        • #769 Collapse

          forex me loss ki bahot waja hti he aur forex aik profitable business hey lekin yeh risky business bhi hey aur is ko ap game na samjhy aur is ko ap sirf seekhny ki koshish karay takay ap forex mein earning kar sako aur earning karnay kay wohi kabil hongay jin kay pass knowledge hota hay aur experience hota hay .
          • #770 Collapse

            forex main aik to spread kafi ziada hota hai aur dosra is main log bahut zida lalach kar jatey hain jis ki waja sey un ko loss ho jata hai.
            • #771 Collapse

              forex main loss hone ki kai causes ho sekti hain jasa k greed and knowledge ka na hona mare khyal main to ap ko jo loss hi hota ja reha hai wo forex trading ka knowledge na hona hai kuin k ap new hain is lie main to ap se ye kehta hoon k ap pehle forex trading ko achi trah learn kerain.
              • #772 Collapse

                dear forex business main loss ka chance bhe hota hai and issi liye hamain is main bohat he soch samjh k trade karni chaye and forex main hamain is liye loss hota hai jab hum is main knowldge and experience k bagair enter ho jaty hain and is main lalch karty hain...
                • #773 Collapse

                  Dear forex trading bohat hi acha business hai isay hm zada say zada earning kar sakty hain hmay chahya kay hm zada say zada knowledge lain tkay hmary loss kay chances kam ho loss hota hi lack of knowledge say hai.
                  • #774 Collapse

                    forex me loss honey ki waja ye hi key ham market ko sahe tarh se watch nahi karty or is me trade lagany ki jaldi karty hi aor ye sab se bari waja hi loss honey ki hamy chahey ke market ko watch kar ke phir trade lagay
                    • #775 Collapse

                      Apny mashoor kahawat tu suni hugi neem hakeem khatraae jaan neem mulla khatraae emaan yahn bhi bilkul yehi hisaab hy lehaaza knowledge koi bhi hu poora lyna chahye
                      • #776 Collapse

                        is main loss hony ki bohat see wajuuhat hai jnab....kabhi kabhi greed karny sya bhi loss ho jata hay jnab....i like thsi job very very much jnab....or ttrading aik sub say behtr buisness hay jnab
                         
                        • #777 Collapse

                          forex trading maain ziada tar kon see wajah hoati haiss say loss ho jaata hay main iss trading main new hoon aur iss bat ka mujhay koe experience hay.
                           
                          • #778 Collapse

                            forex trading main loss hoanay ki kia wajoohat kia hoati hain iss say bachnay kay leay hummain kia karna ho ga kia hummain loss ko bardasht karna ho ga
                             
                            • #779 Collapse

                              Bro forex ma loss ki bhot se weja ho sakti ha, i think sub sa bari weja knowledge ha bhot sa new trader without knowledge or experience trade start kar sata ha jiss weja sa ain ko bhot loss hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Assalaam o alaikum forex trading mein loss hone ki waja ye hai k aap startegy galat banate hain ya to bilkul nei banate lekin profit or loss to sath sath hai lekin agar aap dhiyaan se trading karen then aapko loss nei hoga yani k kam hoga issliye achi experience k hona nahayat hi zuroori hai phr hi kaamyaab hosakenge aur achi startegy b .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X