forex me loss hone ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    forex me loss hony ki sb se bari wjha meri nzr me ye hy k insan ko order sahi na lagana ata ho ... aur market ka ilam hi na ho .. market ki judgmnt ghlt kar k order lagany se bhi ap loss ki traf jaty hyn .. aur daily loss hi karwaty rehty hyn .. aur ordeer lgany k bad loss k sath order closs karna sb se bari bewakofi hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      loss ki tu bht sari wajoohaat hain app ko bas main kaam yeh karna hai k is mai seeekhna bht zaroori hai ager seekh lia tu app k liye yeh best hai or dooosra yeh k app ko is mai lalalch say bach k rehna hai ager lalch karen gay tu yeh app k liye acha nahi hai q k yeh aik risky kaam hai jiss mai kisi waqt bhi loss ho sakta hai
       
      • #738 Collapse

        Dear mery khyal sy to forex main loss knowledge ki kami ki wja sy hota ha aur overconfidence sy hota ha es lia hum ko forex ki knowledge zyada sy zyada leni chahiy ta k hum es main loss ko face nai karain
        • #739 Collapse

          Bhai gi, forex men jab trader ko loss hota hai tu wo un ki mistake ki wja se hota hai. forex example trader greed se trading kerty hein jis ki wja se un ko loss ho jata hai, ye boht common reason hai loss ki
          • #740 Collapse

            forex mein loss tu hotaw hai , is mein loss ap ki apne mistakes ki wajah se hotaw he , ap ek mistake bar bar karo , or dehan se trading naw karo tu ap ko loss kaw hi samnaw karnaw parhtaw he :)
            • #741 Collapse

              Lake of knowledge / experience / weak trading plan is the main causes that people are continously loosing their capital in this business, before enter in real account and investing capital in real account traders must need to mentally prepare for facing loss if they enter without having all of these things.
                 
              • #742 Collapse

                Forex trading main loss hony ki waja bohat si ho sakti hen jyse ky forex trading business main greedy ka shakaar ho jaty hen or forex trading main emtional ka shakaar ho jaty hen us wakat hamen loss ka samna karna parta hai so hamen loss sa bachny ky lye fforex trading ky demo trading acount main practice karni chaye .
                • #743 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sheikhuxama پيغام ديکھيے
                  forex me loss hony ki sb se bari wjha meri nzr me ye hy k insan ko order sahi na lagana ata ho ... aur market ka ilam hi na ho .. market ki judgmnt ghlt kar k order lagany se bhi ap loss ki traf jaty hyn .. aur daily loss hi karwaty rehty hyn .. aur ordeer lgany k bad loss k sath order closs karna sb se bari bewakofi hy
                  forex may loss is wja say hot ahai jb koi forex may sai kam nahi karta apni marzi say koi or kam karat hai jitna time kay bad dusari post karna ko kaha gya us time par amal nahi kart to usa loss hota hai forex par loss say bachna k liya best hai forex k rules ko follow kro.
                  • #744 Collapse

                    Assalam o alaikum g . G bhai g Ziada tar aisa hi hota hai baghair knowledge k trading karoge to yehi hoga mere dost, isay acha hai k abhi apni trading ko stop karo aur pehle trading ki sahi se knowledge hasil karo aur demo account pe uski practice karo aur tab tak krte raho jb tk tumhari skills achi na hojaien
                     
                    • #745 Collapse

                      forex mei loss ki bahot waja hoti hy aur forex aik good business hay aur hardworking say aap success hasil kar saktay hay aap ko chayie kay forex ko learn kary takay aap ka knowledge increase ho yeh aik acha business hay aap is say unlimited money made kar saktay hay mein chata hon kay aap forex ko learn kary .
                      • #746 Collapse

                        Bhai jan kia aap nay demo trading say practice nahi ki, demo per trading say apni mistakes find karrain or apnay oper check and balance rakhain q k loss ki bohat si wajohaad hain.
                        • #747 Collapse

                          Forex main loss hone ki bohat he sari waja hain jo log is business ko na sikh ker karte hain wo log is business main loss karte hain, kiu ki is business main bohat sari sikhne or apply karne ki jaroorat hain like market status, indicator, pips etc.
                          • #748 Collapse

                            forex me loss honay ki waja aksar hamari jalbazi hoti hay aur hamar lalch hota hay agar hum kisi trade me profit earn karlay tu pher sabar nahi aata pher trade bari lot say lga daytay han jis ki waja say hum apna pher loss kar jatay han.
                            • #749 Collapse

                              forex m loss insan lko tab hota hai jab insan kesi kam k bre m janta na ho or bgher experiance k kam kre ose loss hi hota oer kuch bhi ni bs insan ko jo bhi kam kerna ho phle us k bre m ilm rekhta ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                bhai iss k bary main mera tu khayal yahi hy k agar app ka losss par looss hota ja raha hy tu iss k waja hy ap ko forex k bary koi thori si b information ni hy agar ap ko iss par kam karna hy tu pehly iss k bary main jan lo tu phir iss main enter hona tab ap ka kam sy kam loss ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X